Ali Zaryoun is a Pakistani poet and writer, known for his thought-provoking and emotional poetry. He gained popularity with his debut collection "Zard Patton Ka Ban" in 2017, which was followed by "Gul-e-Lala" and "Sarab-e-Sham". Zaryoun's poetry explores various themes including love, heartbreak, loss, and nostalgia, often drawing inspiration from nature and the complexities of human emotions. His unique style and use of metaphors have made him a popular figure among contemporary Urdu poets. Zaryoun's work has been widely appreciated and has earned him a significant following on social media platforms.
Baat bhi kijiye dekh bhi lijiye
Baat bhi kijiye dekh bhi lijiye
Dekh bhi lijiye baat bhi kijiye
بات بھی کیجیے دیکھ بھی لیجیے
دیکھ بھی لیجیے بات بھی کیجیے
Tere aagy sarkashi dekhlaon ga
Tere aagy sarkashi dekhlaon ga
Tu tu jo kah de wahi ban jaon ga
تیرے آگے سرکشی دکھلاوں گا؟
تو تو جو کہہ دے وہی بن جاؤں گا
Mein ne is se pyaar kiya hai malkiyat ka dawa nahi kiya
Mein ne is se pyaar kiya hai malkiyat ka dawa nahi kiya
Wo jis ke bhi sath hai mein is ko bhi manta hoon
میں نے اس سے پیار کیا ہے ملکیت کا دعویٰ نہیں کیا
وہ جس کے بھی ساتھ ہے میں اس کو بھی مانتا ہوں
Tujh pe jo bhi zawaal aaya hai
Tujh pe jo bhi zawaal aaya hai
Sab tera hi kiya kraya hai
تجھ پہ جو بھی زوال آیا ہے
سب ترا ہی کیا کرایا ہے
Galib ne ishq ko jo demaghi khalal kaha
Galib ne ishq ko jo demaghi khalal kaha
Chory yeh ramz ap nahi jan paye gy
غالبؔ نے عشق کو جو دماغی خلل کہا
چھوڑیں یہ رمز آپ نہیں جان پائیں گے
Asooli torar jana chah pe miye tha magar
Asooli torar jana chah pe miye tha magar
Mujhe sakoon mila hai tujhe judaa kar ke
اصولی طور پہ مر جانا چاہیے تھا مگر
مجھے سکون ملا ہے تجھے جدا کر کے
Mein jab wajood ke heerat gady se mil raha tha
Mein jab wajood ke heerat gady se mil raha tha
Mujhe laga kisi mojzy se mil raha tha
میں جب وجود کے حیرت کدے سے مل رہا تھا
مجھے لگا میں کسی معجزے سے مل رہا تھا
Zindagi hon is liye Aisa bhi hon wesa bhi hon
Zindagi hon is liye Aisa bhi hon wesa bhi hon
Apne fatway pas rakho theek hon jesa bhi hon
زندگی ہوں اس لیے ایسا بھی ہوں ویسا بھی ہوں
اپنے فتوے پاس رکھو ٹھیک ہوں جیسا بھی ہوں
Asar ke waqt mery pass na baith
Asar ke waqt mery pass na baith
Mujh pe ek sanwali ka saya hai
عصر کے وقت میرے پاس نہ بیٹھ
مجھ پہ اک سانولی کا سایہ ہے
Chamkti mout kay munh se bacha lia hai mujhe
Chamkti mout kay munh se bacha lia hai mujhe
Tumhare sabar ne wapis bula lia hai mujhe
چمتی موت کے منہ سے بچا لیا ہے مجھے
تمھارے صبر نے واپس بلا لیا ہے مجھے
Safar shuru tu hony de apne sath mera
Safar shuru tu hony de apne sath mera
hud kahy ga yeh kesi bala ke sath hoon mein
سفر شروع تو ہونے دے اپنے ساتھ مرا
تو خود کہے گا یہ کیسی بلا کے ساتھ ہوں میں
Yahi tu farq hai mery aur in ke hal ke bech
Yahi tu farq hai mery aur in ke hal ke bech
shaikayat hai inhy aur raza ke sath hoon mein
یہی تو فرق ہے میرے اور ان کے حل کے بیچ
شکایتیں ہیں انہیں اور رضا کے ساتھ ہوں میں
Mein jhu gaya tu tera rang kaat dalon ga
Mein jhu gaya tu tera rang kaat dalon ga
So apne ap se tuj ko baca ke sath hoo mein
میں چھو گیا تو ترا رنگ کاٹ ڈالوں گا
سو اپنے آپ سے تجھ کو بچا کے ساتھ ہوں میں
Sakoot sham ka hisa tu mat bana mjh ko
Sakoot sham ka hisa tu mat bana mjh ko
Mein rang hoon so kisi mouj mein mila mujh ko
سکوت شام کا حصہ تو مت بنا مجھ کو
میں رنگ ہوں سو کسی موج میں ملا مجھ کو
Yaar kya hai jo musibat mein tasalli tak na de
Yaar kya hai jo musibat mein tasalli tak na de
Sher kya hai jo kisi ke zakhm ko dhota na ho
یاد کیا ہے جو مصیبت میں تسلی تک نہ دے
شعر کیا ے جو کسی کے زخم کودھوتا نہ ہو