Best, Largest and Original collection of urdu, english and hindi shayari and poetry posted by Mir Taqi Mir.

Mir Taqi Mir Shayari & Poetry

Mir Taqi Mir was an acclaimed Urdu poet of the 18th century, who is considered as one of the pioneers of Urdu ghazal. Born in Agra, India, Mir's poetry captured the essence of the Mughal era and was known for its depth, grace, and beauty. His works reflected the complexities of human emotions and the fragility of relationships, and his words have continued to resonate with readers even after centuries. Mir's contributions to Urdu poetry have earned him the title of "Khuda-e-Sukhan," which means "the god of poetry." His legacy lives on through his numerous ghazals and poems, which continue to be celebrated and admired by poetry enthusiasts around the world.

Ab Dekh Le K Seena Bhi Taaza Hua Hai

Ab Dekh Le K Seena Bhi Taaza Hua Hai Chaak
Phir Hum Se Apna Haal Dikhaya Na Jayega

اب دیکھ لے کہ سینہ بھی تازہ ہوا ہے چاک
پھر ہم سے اپنا حال دکھایا نہ جائے گا

अब देख ले कि सीना भी ताज़ा हुआ है चाक
फिर हम से अपना हाल दिखाया न जाएगा

English Urdu Hindi
100 Views
 dekhna poetry  dil poetry  jaan poetry  meer taqi meer poetry   dekhna shayari  dil shayari  jaan shayari  meer taqi meer shayari    Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Dekh To Dil Ki Jaan Se Uthta Hai

Dekh To Dil Ki Jaan Se Uthta Hai
Ye Dhuan Sa Kahan Se Uthta Hai

دیکھ تو دل کہ جاں سے اٹھتا ہے
یہ دھواں سا کہاں سے اٹھتا ہے

देख तो दिल कि जाँ से उठता है
ये धुआँ सा कहाँ से उठता है

English Urdu Hindi
177 Views
 dil poetry  ghalib poetry  hath poetry  judai poetry  khayal poetry  mirza poetry  Sufi poetry   dil shayari  ghalib shayari  hath shayari  judai shayari  khayal shayari  mirza shayari  Sufi shayari    Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Dil Se Mitna Teri Angusht-e-Hinaaye Ka

Dil Se Mitna Teri Angusht-e-Hinaaye Ka Khayal
Ho Gaya Gosht Se Nakhun Ka Juda Ho Jana

دل سے مٹنا تری انگشت حنائی کا خیال
ہو گیا گوشت سے ناخن کا جدا ہو جانا

दिल से मिटना तिरी अंगुश्त-ए-हिनाई का ख़याल
हो गया गोश्त से नाख़ुन का जुदा हो जाना

English Urdu Hindi
184 Views

Ab Kar Ke Faramosh To Nashad Karoge

Ab Kar Ke Faramosh To Nashad Karoge
Par Hum Jo Na Honge To Bohut Yaad Karoge

اب کر کے فراموش تو ناشاد کرو گے
پر ہم جو نہ ہوں گے تو بہت یاد کرو گے

अब कर के फ़रामोश तो नाशाद करोगे
पर हम जो न होंगे तो बहुत याद करोगे

English Urdu Hindi
186 Views
 baatein poetry  intezar poetry  meer taqi meer poetry  umeed poetry   baatein shayari  intezar shayari  meer taqi meer shayari  umeed shayari   Intezar poetry   Intezar shayari  Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Kahte To Ho Yuun Kahte Yuun Kehte Jo

Kahte To Ho Yuun Kahte Yuun Kehte Jo Wo Aata
Ye Kahne Ki Batain Hain Kuch Bhi Na Kaha Jaata

کہتے تو ہو یوں کہتے یوں کہتے جو وہ آتا
یہ کہنے کی باتیں ہیں کچھ بھی نہ کہا جاتا

कहते तो हो यूँ कहते यूँ कहते जो वो आता
ये कहने की बातें हैं कुछ भी न कहा जाता

English Urdu Hindi
208 Views
 aansu poetry  meer taqi meer poetry  neend poetry  rona poetry  sad poetry   aansu shayari  meer taqi meer shayari  neend shayari  rona shayari  sad shayari    Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Sirhane ‘Mir’ K Koi Na Bolo

Sirhane ‘Mir’ K Koi Na Bolo
Abhi Tuk Rote Rote So Gaya Hai

سرہانے میرؔ کے کوئی نہ بولو
ابھی ٹک روتے روتے سو گیا ہے

सिरहाने ‘मीर’ के कोई न बोलो
अभी टुक रोते रोते सो गया है

English Urdu Hindi
224 Views

Chaah Ka Daawa Sab Karte Hain Manen

Chaah Ka Daawa Sab Karte Hain Manen KyunKar Be-Asar
Ashk Ki Surkhi Munh Ki Zardi Ishq Ki Kuch To Alamat Ho

چاہ کا دعویٰ سب کرتے ہیں مانیں کیوں کر بے آثار
اشک کی سرخی منہ کی زردی عشق کی کچھ تو علامت ہو

चाह का दावा सब करते हैं मानें क्यूँकर बे-आसार
अश्क की सुर्ख़ी मुँह की ज़र्दी इश्क़ की कुछ तो अलामत हो

English Urdu Hindi
113 Views
 ghalib poetry  intezar poetry  meer taqi meer poetry  mohabbat poetry  surat poetry   ghalib shayari  intezar shayari  meer taqi meer shayari  mohabbat shayari  surat shayari    Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Iqrar Mai Kahan Hai Inkar Ki Si Surat

Iqrar Mai Kahan Hai Inkar Ki Si Surat
Hota Hai Shauq Ghalib Us Ki Nahi Nahi Par

اقرار میں کہاں ہے انکار کی سی صورت
ہوتا ہے شوق غالب اس کی نہیں نہیں پر

इक़रार में कहाँ है इंकार की सी सूरत
होता है शौक़ ग़ालिब उस की नहीं नहीं पर

English Urdu Hindi
167 Views
 akela poetry  dil poetry  judai poetry  meer taqi meer poetry  milna poetry  rab poetry  sad poetry  tanha poetry  waqt poetry   akela shayari  dil shayari  judai shayari  meer taqi meer shayari  milna shayari  rab shayari  sad shayari  tanha shayari  waqt shayari   Dil poetry  Sad Urdu poetry   Dil shayari  Sad Urdu shayari  Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Kisu Se Dil Nahi Milta Hai Ya Rab

Kisu Se Dil Nahi Milta Hai Ya Rab
Hua Tha Kis Ghari Un Se Juda Mai

کسو سے دل نہیں ملتا ہے یا رب
ہوا تھا کس گھڑی ان سے جدا میں

किसू से दिल नहीं मिलता है या रब
हुआ था किस घड़ी उन से जुदा मैं

English Urdu Hindi
98 Views

Ab Mujh Zaif-o-Zar Ko Mat Kuch Kaha

Ab Mujh Zaif-o-Zar Ko Mat Kuch Kaha Karo
Jaati Nahi Hai Mujh Se Kisi Ki Uthai Baat

اب مجھ ضعیف و زار کو مت کچھ کہا کرو
جاتی نہیں ہے مجھ سے کسو کی اٹھائی بات

अब मुझ ज़ईफ़-ओ-ज़ार को मत कुछ कहा करो
जाती नहीं है मुझ से किसू की उठाई बात

English Urdu Hindi
110 Views
 dekhna poetry  khawab poetry  meer taqi meer poetry  naam poetry  neend poetry   dekhna shayari  khawab shayari  meer taqi meer shayari  naam shayari  neend shayari   Neend poetry   Neend shayari  Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Lete Hi Naam Us Ka Sote Se Chaunk

Lete Hi Naam Us Ka Sote Se Chaunk Uthe
Hai Khair ‘Mir’-Sahib Kuch Tum Ne Khawab Dekha

لیتے ہی نام اس کا سوتے سے چونک اٹھے
ہے خیر میرؔ صاحب کچھ تم نے خواب دیکھا

लेते ही नाम उस का सोते से चौंक उठ्ठे
है ख़ैर ‘मीर’-साहिब कुछ तुम ने ख़्वाब देखा

English Urdu Hindi
89 Views
 dil poetry  dukhi poetry  ishq poetry  jaan poetry  meer taqi meer poetry  mohabbat poetry  musibat poetry  sawal poetry  takleef poetry   dil shayari  dukhi shayari  ishq shayari  jaan shayari  meer taqi meer shayari  mohabbat shayari  musibat shayari  sawal shayari  takleef shayari   Ishq poetry   Ishq shayari  Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Kya Kahun Tum Se Mai K Kya Hai Ishq

Kya Kahun Tum Se Mai K Kya Hai Ishq
Jaan Ka Rog Hai Bala Hai Ishq

کیا کہوں تم سے میں کہ کیا ہے عشق
جان کا روگ ہے بلا ہے عشق

क्या कहूँ तुम से मैं कि क्या है इश्क़
जान का रोग है बला है इश्क़

English Urdu Hindi
116 Views