Sana Ahmed is a rising star in the world of Urdu poetry. She hails from Pakistan and has gained a lot of popularity through her unique style of writing. Sana Ahmed's poetry often reflects the struggles and emotions of women in society. Her poetry focuses on love, heartbreak, social justice, and self-reflection. Sana Ahmed has published several books of poetry and has won many awards for her literary work. Her poetry has resonated with a young audience and has inspired many aspiring poets to pursue their passion. With her unique voice and perspective, Sana Ahmed is sure to leave her mark on the world of Urdu poetry.
Yeh gardish mosalsal yeh wahshti tasalsal
Yeh gardish mosalsal yeh wahshti tasalsal
Tum aa kar toor jao ke mein safar mein hoon
یہ گردش مسلسل یہ وحشتی تسلسل
تم آ کر توڑ جاؤ کہ میں سفر میں ہوں
Guzari hai umar meri be jaa moshafat mein
Guzari hai umar meri be jaa moshafat mein
Tum mujh mein tehar jao ke mein safar mein hoon
گزری ہے عمر میری بے جا مصافتوں میں
تم مجھ میں ٹہر جاؤ کہ میں سفر میں ہوں
Qatra Qatra lehjy mein udaasi ghol deta ha
Qatra Qatra lehjy mein udaasi ghol deta hai
Wo aksar meri ankhon ke samundar khol deta hai
قطرہ قطرہ لہجے میں اداسی گھول دیتا ہے
وہ اکثر میری آنکھوں کے سمندر کھول دیتا ہے
Sazish koi karo rasta nikalo
Sazish koi karo rasta nikalo
Tum mujh tak pohnch jao ke mein safar mein hoon
سازش کوئی کرو کوئی رستہ نکالو
تم مجھ تک پہنچ جاؤ کہ میں سفر میں ہوں
Kahan kahan na dhondy gay
Kahan kahan na dhondy gay
Nazar kahin na aao tu
کہاں کہاں نہ ڈھونڈھو گے
نظر کہیں نہ آؤں تو
Ku ke zameen ki khak hoon bekaar hoon
Ku ke zameen ki khak hoon bekaar hoon
Mein aurat hoon aur baik waqt har jagha darkar hoon
کیوں کہ زمین کی خاک ہوں، بے کار ہوں
میں عورت ہوں اور بیک وقت ہر جگہ درکار ہوں
Zindagi ka har ek lamha khasara hi khasara tha
Zindagi ka har ek lamha khasara hi khasara tha
Zindagi ko jeeny mein khasara sab hamara tha
زندگی کا ہر ایک لمحہ خسارہ ہی خسارہ تھا
زندگی کو جینے میں خسارہ سب ہمارا تھا
Na haq ana parast ho tum
Na haq ana parast ho tum
Mein bhi tum hoo jaon tu
نا حق انا پرست ہو تم
میں بھی تم ہو جاؤ تو
Kuch lafaz hai meri jholi mein
Kuch lafaz hai meri jholi mein
warna tu khali hath hoon mein
کچھ لفظ ہیں میری جھولی میں
ورنہ تو خالی ہاتھ ہوں میں
Khirkiyan saari khol kar yeh jana mein ne
Khirkiyan saari khol kar yeh jana mein ne
Habs mujh mein tha dar o deewar mein nahin
کھڑکیاں ساری کھول کر یہ جانا میں نے
حبس مجھ میں تھا در و دیوار میں نہیں
Ghumo ka ehtamam kia hai mein ne
Ghumo ka ehtamam kia hai mein ne
Zinda rehny ka intezaam kia hai mein ne
غموں کا اہتمام کیا ہے میں نے
زندہ رہنے کا انتظام کیا ہے میں نے
Be ja khuwahishon se kinara kashi kar ke
Be ja khuwahishon se kinara kashi kar ke
Phir yun hua ke mein ne lafzon se dosti karli
بے جا خواہشوں سے کنارہ کشی کر کے
پھر یوں ہوا کہ میں نے لفظوں سے دوستی کر لی
Mein jo chup hoo jaon tu
Mein jo chup hoo jaon tu
Yaksar hi khoo jaon tu
میں جو چپ ہو جاؤ تو
یکسر ہی کھو جاؤں تو
Ustad Kyun Roya Tha Kin Halaat Ka Maara Tha
Ustad Kyun Roya Tha Kin Halaat Ka Maara Tha
Bachon Ko Seekhaya Jo Mohabbat Kaise Likhte Hain
Main Ne Majnun Pe Larakpan Mai ‘Asad’
Main Ne Majnun Pe Larakpan Mai ‘Asad’
Sang Uthaya Tha K Sar Yaad Aya
میں نے مجنوں پہ لڑکپن میں اسدؔ
سنگ اٹھایا تھا کہ سر یاد آیا
मैं ने मजनूँ पे लड़कपन में ‘असद’
संग उठाया था कि सर याद आया