Tehzeeb Hafi is a contemporary Urdu poet known for his unique style of poetry. His poetry focuses on social, cultural, and political issues and has gained him a significant following on social media. Hafi's work is characterized by his use of simple language that resonates with the masses. His poetry has been widely appreciated for its ability to connect with the emotions of the people. His popularity has earned him a place among the most popular Urdu poets of the modern era. Hafi's work has been translated into several languages and he continues to inspire a new generation of Urdu poets.
kon aaye ga bhala meri eyaddat ke liye
kon aaye ga bhala meri eyaddat ke liye
Bas isi khauf se bemar nahi hota mein
کون آے گا بھلا میری عیادت کے لئے
بس اسی خوف سے بیمار نہیں ہوتا میں
ik tira hijr daimi hai mujhe
ik tira hijr daimi hai mujhe
varna har cheez aarzi hai mujhe
اک ترا ہجر دائمی ہے مجھے
ورنہ ہر چیز عارضی ہے مجھے
Meri ankh se tera ghum jhalak tu nahin gaya
Meri ankh se tera ghum jhalak tu nahin gaya
Tujhe dhond kar kahin mein bhatak tu nahi gaya
مری آنکھ سے ترا غم چھلک تو نہیں گیا
تجھے ڈھونڈھ کر کہیں میں بھٹک تو نہیں گیا
Tujh ko paane mein masaeel yeh hai
Tujh ko paane mein masaeel yeh hai
Tujh ko khone ke waswasy rahe gy
تجھ کو پانے میں مسئلہ یہ ہے
تجھ کو کھونے کے وسوسے رہیں گے
bata ai abr musavat kyun nahin karta
bata ai abr musavat kyun nahin karta
hamare gaanv men barsat kyun nahin karta
بتا اے ابر مساوات کیوں نہیں کرتا
ہمارے گاؤں میں برسات کیوں نہیں کرتا
Qadam rakhta hau jab ratson pe yaar ahista ahista
Qadam rakhta hau jab ratson pe yaar ahista ahista
Tu chat jata hai sab gird o gubaar ahista ahista
قدم رکھتا ہے جب رستوں پہ یار آہستہ آہستہ
تو چھٹ جاتا ہے سب گرد و غبار آہستہ آہستہ
yeh kis ne phone pe di saal nu ki tahzeeb mujh ko
yeh kis ne phone pe di saal nu ki tahzeeb mujh ko
tamna raqs krti hai takheel gungunata hai
یہ کس نے فون پے دی سال نو کی تہنیت مجھ کو
تمنا رقص کرتی ہے تخیل گنگناتا ہے
Jab is ki tasveer bnaya karta tha
Jab is ki tasveer bnaya karta tha
Kamra rangon se bhar jaya karta tha
جب اس کی تصویر بنایا کرتا تھا
کمرا رنگوں سے بھر جایا کرتا تھا
Zehan se yaadon ke lashkar ja chuky
Zehan se yaadon ke lashkar ja chuky
Wo meri mehfil se uth kar ja chuky
ذہن سے یادوں کے لشکر جا چُکے
وہ میری محفل سے اُٹھ کر جا چُکے
Aaj jin jheelon ka bas kagaz mei naqsha reh gaya
Aaj jin jheelon ka bas kagaz mei naqsha reh gaya
Ek muddat tak mein un ankhon se behta reh gaya
آج جن جھیلوں کا بس کاغذ میں نقشہ رہ گیا
ایک مدت تک میں اُن آنکھوں سے بہتا رہ گیا
sahra se ho ke baagh men aaya hun sair ko
sahra se ho ke baagh men aaya hun sair ko
hathon men phuul hain mire paanv men ret hai
صحرا سے ہو کے باغ میں آیا ہوں سیر کو
ہاتھوں میں پھول ہیں مرے پاؤں میں ریت ہے
Kuch zaroorat se kam kia gaya hai
Kuch zaroorat se kam kia gaya hai
Tere jany ka ghum kiya gaya hai
کچھ ضرورت سے کم کیا گیا ہے
تیرے جانے کا غم کیا گیا ہے
main jis ke saath kai din guzar aaya hun
main jis ke saath kai din guzar aaya hun
wo mere saath basar raat kyun nahin karta
میں جس کے ساتھ کئی دن گزار آیا ہوں
وہ میرے ساتھ بسر رات کیوں نہیں کرتا
Mein ne jo kuch bhi socha hua hai wo mein waqt aany par kar jaon ga
Mein ne jo kuch bhi socha hua hai wo mein waqt aany par kar jaon ga
Tum mujhe zehar lagty ho aur mein kisi din tumhy pee kar mar jaon ga
میں نے جو کچھ بھی سوچا ہوا ہے وہ میں وقت آنے پر کر جاؤں گا
تم مجھے زہر لگتے ہو اور میں کسی دن تمہیں پی کر مر جاؤں گا
Khak hi khak thi aur khak bhi kia kuch nahi tha
Khak hi khak thi aur khak bhi kia kuch nahi tha
Mein jab aaya tu mery ghar ki jagha kuch nahi tha
خاک ہی خاک تھی اور خاک بھی کیا کچھ نہیں تھا
میں جب آیا تو میرے گھر کی جگہ کچھ نہیں تھا