Barish Shayari and poetry, also known as Rain Poetry, is a beautiful form of expression that captures the essence of the monsoon season. From romantic to melancholic, Barish Shayari covers a range of emotions and themes that evoke a sense of nostalgia and tranquility. With its unique blend of vivid imagery and rhythmic language, Barish Shayari has captured the hearts of poetry enthusiasts around the world.
Ab Toh Aankhon Main Samati Naheen Surat Koi
اب تو آنکھوں میں سمٹی نہیں صورت کوئی
گور سے میں نے تجھے کاش نہ دیکھا ہوتا
Ab Toh Aankhon Main Samati Naheen Surat Koi
Gor Se Maine Tujhe Kaash Na Dekha Hota
Now no image is absorbed in my eyes
I wish I had not gazed at you so closely
अब आँखों में समाती नहीं सूरत कोई
गौर से मैंने तुझे काश न देखा होता
Tum To Hote Toh Baat Aur Thi
تم تو ہوتے تو بات اور تھی
اب کی بارش تو صرف پانی ہے
Tum To Hote Toh Baat Aur Thi
Ab Ki Barish Toh Sirf Pani Hai
If you were here, there would be a conversation
Now, this rain is only water
अगर तुम यहाँ होते, तो बात होती
अब यह बारिश सिर्फ़ पानी है
Woh Jis Ke Hone Se Zindagi Naghma Sarayi Hai
Woh Jis Ke Hone Se Zindagi Naghma Sarayi Hai,
Ussey Kehna Ke Bheegi January Phir Laut Aayi Hai
Tum Jo Hote Toh Baat Aur Thi, Ab Ki Barish
Tum Jo Hote Toh Baat Aur Thi
Ab Ki Barish Toh Sirf Pani Hai
Tum Jo Nahi Iss Baarish Mein
Tum Jo Nahi Iss Baarish Mein,
Phir Aag Lage Iss Mausam Ko
Ab Ke Barish Mai Tou Kar-e-Ziyan Hona
Ab Ke Barish Mai Tou Kar-e-Ziyan Hona Hi Tha
Apni Kachhi Bastiyon Ko Be-Nishan Hona Hi Tha
اب کے بارش میں تو یہ کار زیاں ہونا ہی تھا
اپنی کچی بستیوں کو بے نشاں ہونا ہی تھا
अब के बारिश में तो ये कार-ए-ज़ियाँ होना ही था
अपनी कच्ची बस्तियों को बे-निशाँ होना ही था
Hamare Sheher Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai
Hamare Sheher Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai,
Kabhi Badal Baraste Hain Kabhi Aankhen Barasti Hain
ہمارے شہر آجاؤ صدا برسات رہتی ہے
کبھی بادل برستے ہیں کبھی آنکھیں برستی ہیں
Sehra Ki Tarah Thi Khushk Aankhen, Barish Kahin
Sehra Ki Tarah Thi Khushk Aankhen,
Barish Kahin Dil Mein Ho Rahi Thi
Barish sharab-e-arsh hai ye soch kar ‘adam’
Barish sharab-e-arsh hai ye soch kar ‘adam’
bārish ke sab hurūf ko ulTa ke pi gaya
ارش شراب عرش ہے یہ سوچ کر عدمؔ
بارش کے سب حروف کو الٹا کے پی گیا
बारिश शराब-ए-अर्श है ये सोच कर ‘अदम’
बारिश के सब हुरूफ़ को उल्टा के पी गया
Ab Bhi Barsaat Ki Ratoon Mai Badan
Ab Bhi Barsaat Ki Ratoon Mai Badan Tutta Hai
Jaag Uthti Hain Ajaab Khawahishain Angrai Ki
اب بھی برسات کی راتوں میں بدن ٹوٹتا ہے
جاگ اٹھتی ہیں عجب خواہشیں انگڑائی کی
अब भी बरसात की रातों में बदन टूटता है
जाग उठती हैं अजब ख़्वाहिशें अंगड़ाई की
Main chup karata huun har shab umaDti barish ko
Main chup karata huun har shab umaDti barish ko
Magar ye roz gai baat chhed deti hai
میں چپ کراتا ہوں ہر شب امڈتی بارش کو
مگر یہ روز گئی بات چھیڑ دیتی ہے
मैं चुप कराता हूँ हर शब उमडती बारिश को
मगर ये रोज़ गई बात छेड़ देती है
Hijr Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne
Hijr Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi
Katra Katra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsaat Wasi
حجر کا تارا ڈوب چالا ہے ڈھلنے لگی ہے رات وصی
قطرہ قطرہ برس رہی ہے اشکوں کی برسات وصی