Dil Shayari and poetry is a heartfelt expression of the deepest emotions of the heart. This genre of poetry captures the essence of love, longing, and heartbreak, and it resonates with anyone who has ever experienced the ups and downs of relationships. With its soul-stirring verses and poignant imagery, Dil Shayari has become a popular form of expression among poetry enthusiasts. Whether you are looking to express your own feelings or simply appreciate the beauty of the written word, Dil Shayari and poetry is sure to touch your heart and leave a lasting impression.
Qurbatein laakh khub-surat hon
Qurbatein laakh khub-surat hon
Duriyon mein bhi dilkashi hai abhi
قربتیں لاکھ خوبصورت ہوں
دوریوں میں بھی دل کشی ہے ابھی
क़ुर्बतें लाख ख़ूब-सूरत हों
दूरियों में भी दिलकशी है अभी
Dil Hi To Hai Siyasat-e-Darban Se Dar
Dil Hi To Hai Siyasat-e-Darban Se Dar Gaya
Mai Aur Jaaun Dar Se Tere Bin Sada Kiye
دل ہی تو ہے سیاست درباں سے ڈر گیا
میں اور جاؤں در سے ترے بن صدا کیے
दिल ही तो है सियासत-ए-दरबाँ से डर गया
मैं और जाऊँ दर से तिरे बिन सदा किए
Seene Mein Jo Dard Hai Kaise Bayaan Karoon
Seene Mein Jo Dard Hai Kaise Bayaan Karoon,
Kaise Tumhare Saamne Dil Ko Ayaan Karoon
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se,
K Dil Ki Baat Zubaa’n Se Kahee Nahi Jaati
Dard Ban Kar Hee Sahee, Mere Dil Mein
Dard Ban Kar Hee Sahee,
Mere Dil Mein Rehte Toh Ho
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai,
Pehle Dil Mein Tamana Thi Ab Dil Hee Tamana Hai
Jab Bhi Poocho Anjaam Mohabbat Kya Hai
Jab Bhi Poocho Anjaam Mohabbat Kya Hai,
Woh Dil Banata Hai Aur Mitaa Deta Hai
Hum Ne Dekha Tha Faqt Shoq Nazar Ki Khatir
Hum Ne Dekha Tha Faqt Shoq Nazar Ki Khatir,
Yeh Na Socha Tha Ke Tum Dil Mein Utar Jaoge
Yun Toh Kehne Ko Bahut Log Hain Shanasaa Mere
Yun Toh Kehne Ko Bahut Log Hain Shanasaa Mere,
Kahan Le Jaoon Ae Dil Tanha Mere
Dil Jo Tute Tera Toh Mere Paas Chale
Dil Jo Tute Tera Toh Mere Paas Chale Aana,
Mujhe Mere Jaise Logon Se Mohabbat Hai
Jab Kabhi Yeh Dil Laga , Dard Hai Humein
Jab Kabhi Yeh Dil Laga , Dard Hai Humein Mila
Dil Ki Har Lagi Ka Sun Lo , Dard Hee Hai Ek Sila
Kuch Aesi Mohabbat Uske Dil Mein Bhar De Ya Rab
Kuch Aesi Mohabbat Uske Dil Mein Bhar De Ya Rab,
Ke Woh Jisko Bhi Chahey, Woh Main Ban Jaun
Laga Kar Ishq Ki Baazi Suna Hai Dil De Bethey Ho
Laga Kar Ishq Ki Baazi Suna Hai Dil De Bethey Ho,
Arey Pagal! Mohabbat Maar Daale Gi Abhi Tum Phool Jaise Ho
Wohi Mehsus Karte Hain Saza Dard e Dil
Wohi Mehsus Karte Hain Saza Dard e Dil Ki,
Jo Apne Se Zyada Kisi Se Mohabbat Karte Hain
Hum Ne Seene Se Lagaya Dil Na Apna Ho Saka
Hum Ne Seene Se Lagaya Dil Na Apna Ho Saka,
Muskura Kar Tumne Dekha Dil Tumhara Ho Gaya