Dua Shayari and Poetry is a genre of Urdu poetry that expresses the act of supplication and prayer to the Almighty. Our collection of Dua Shayari and Poetry is designed to touch your soul, and transport you to a world of spirituality and devotion. It captures the essence of hope, faith, and belief in the power of prayer. Whether you're a lover of poetry or looking for a way to express your deepest feelings and desires, Dua Shayari and Poetry is the perfect place for you. So come and immerse yourself in the world of Dua Shayari and Poetry, and let your heart speak the language of supplication and prayer.
Na Jaane Kaun C Manzil Pe Ishq Aa Poncha
Na Jaane Kaun C Manzil Pe Ishq Aa Poncha,
Dua Bhi Kaam Na Aaye Koi Dawa Na Lage
Jazbon Ki Sadaqat Ka Behram Toot Na Jaye
Jazbon Ki Sadaqat Ka Behram Toot Na Jaye,
Main tujhse Bahut Dur Hoon , Milne Ki Dua Kar
Mujhe Uss Ki Mohabbat Dey Maalik
Mujhe Uss Ki Mohabbat Dey Maalik,
Jissey Tujhse Mohabbat Hai
Mujhe Chahne Walon Ki Tedaad Barhti Jaa Rahi Hai
Mujhe Chahne Walon Ki Tedaad Barhti Jaa Rahi Hai,
Nafrat Karne Walo Apni Dua’on Mein Aser Laao
Ussey Kehna Apne Liye Dua’ay Khair Karaya Karo
Ussey Kehna Apne Liye Dua’ay Khair Karaya Karo,
Meri Siskiyan Tumhein Barbaad Kardein Gi
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda,
Bahut Si Baatein Hai Jo Tujhse Akele Mein Karunga
Logon Ne Roz Hee Naya Kuch Manga Khuda Se
Logon Ne Roz Hee Naya Kuch Manga Khuda Se,
Aik Hum Hee Tere Khayal Se Aagey Na Gaye
JisKo Milna Hai Woh Ab Apne Tawast Se Mile
JisKo Milna Hai Woh Ab Apne Tawast Se Mile,
Main Kisi Ko Bhi Dua’on Mein Nahi Maangu Gi
Tu Muskuraye Sadaa Aur Yunhee Abad Rahe
Tu Muskuraye Sadaa Aur Yunhee Abad Rahe,
Khuda Kare Yeh Naya Saal Tujhe Raas Rahe
Aao Mil Kar Karein Yeh Dua Dono, Ab K Yeh
Aao Mil Kar Karein Yeh Dua Dono,
Ab Ke Yeh Saal Tera Mera Ho
Hai Dua Hamari Sab Ko Mil Jaye Apni Apni Mohabbat
Hai Dua Hamari Sab Ko Mil Jaye Apni Apni Mohabbat,
Khuda Kisi Ko Kisi Se Juda Na Kare
Kya Aur Bhi Zaraaye Hote Hain Mohabbat
Kya Aur Bhi Zaraaye Hote Hain Mohabbat Paane Ke,
Mujhe Toh Dua’on Ke Aagey Kuch Bhi Nahi Aata
Huye Bebas Magar Phir Bhi Sudhar Na Paye Hum
Huye Bebas Magar Phir Bhi Sudhar Na Paye Hum,
Phir Wohi Dua, Wohi Ishq, Wohi Tum Aur Sirf Tum
Raat Ki Tanhai Mein Akser Yeh Sochta Rehta Hun
Raat Ki Tanhai Mein Akser Yeh Sochta Rehta Hun,
Mohabbat Dua Hai, Saza Hai, Jaza Hai Ya Gunaah Hai
Ek Masoom Si Dua Hai In Labon Pe
Ek Masoom Si Dua Hai In Labon Pe,
Koi Kuch Bhi Kare Mohabbat Ke Siwa