Welcome to the world of Eid Shayari and Poetry! Eid is a festival that celebrates the spirit of togetherness, love, and harmony. It is a time to rejoice and share happiness with friends, family, and loved ones. Our collection of Eid Shayari and Poetry captures the essence of this festive occasion, with verses that convey the joy and beauty of Eid. From heartfelt messages of gratitude and thanksgiving to expressions of love and friendship, our collection of Eid Shayari and Poetry has something for everyone. So, whether you're looking for the perfect words to wish someone a happy Eid or simply want to immerse yourself in the festive spirit, our collection is sure to inspire and delight.
Namazon ka rakhiyega sath
Namazon ka rakhiyega sath,
Manwa lijiye rab se har baat,
Duao mai rakhiyaga hum ko yaad,
Mubarak ho aap rabi-ul-awal ki yeh raat!
Hawa ko khushboo mubarak
Hawa ko khushboo mubarak,
Fiza ko mausam mubarak,
Dilon ko pyar mubarak,
Aapko humari taraf se rabi-ul-awal mubarak!
Apna Toh Kisi Tor Guzar Jayega Yeh Din
Apna Toh Kisi Tor Guzar Jayega Yeh Din,
Tum Jissey Milo Aaj Ussey, Eid Mubarak
Ussey Milna Toh Ussey Eid Mubarak Kehna
Ussey Milna Toh Ussey Eid Mubarak Kehna,
Yeh Bhi Kehna Ke Meri Eid Mubarak Kar De
Chalo Acha Hua Eid Ab Ke Bhi Tanha Guzar Gayi
Chalo Acha Hua Eid Ab Ke Bhi Tanha Guzar Gayi,
Gale Mil Ke Bahut Rote Jo Tum Aa Jaate
Ussey Kehna Ke Chahat Ka Bahram Tutne
Ussey Kehna Ke Chahat Ka Bahram Tutne Na Dena,
Tum Pal Do Pal Hee Aa Jaana Suna Hai Eid Aayi Hai
Meri Aarzu’on Ki Tameed Tum Ho, Mera Chand
Meri Aarzu’on Ki Tameed Tum Ho,
Mera Chand Tum Ho Meri Eid Tum Ho
Mujhko Phir Chooriyon Ka Tohfa Doh
Mujhko Phir Chooriyon Ka Tohfa Doh
Eid Phir Se Kareeb Aa Ponchi
Gairon Mein Hai Jo Shaad Ussey Eid
Gairon Mein Hai Jo Shaad Ussey Eid Mubarak
Hum Jisko Nahi Yaad Ussey Eid Mubarak
Eid Ke Chand Ko Dekhe Na Koi Mere
Eid Ke Chand Ko Dekhe Na Koi Mere Siwa
Iske Deedar Ko Aik Saal Guzara Maine
Sahab e Aqal Hain Aap Aik Masla Toh
Sahab e Aqal Hain Aap Aik Masla Toh Hal Kijiye
Ruk e Yaar Nahi Dekha Kya Meri Eid Ho Gay
Main Muntazir Hun, Teri Deed Ka Tu
Main Muntazir Hun, Teri Deed Ka
Tu Nazar Aaye Chand Ban Ke Eid Ka
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein, Tum
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Tum Aao Toh Hum Bhi Eid Karein
Dekha Eid Ka Chand Toh Maangi Yeh Dua
Dekha Eid Ka Chand Toh Maangi Yeh Dua Rab Se
De De Tera Sath Eid Ka Tohfa Samajh Ke
Teri Deed Jisko Naseeb , Woh Naseeb Qabil
Teri Deed Jisko Naseeb , Woh Naseeb Qabil e Deed Hai
Tera Bolna Meri Zindagi Tera Dekhna Meri Eid Hai