Friends Shayari and poetry is a form of Urdu/Hindi literature that celebrates the bond of friendship. It is a popular genre that captures the essence of friendship, its joys, sorrows, and the enduring nature of the relationship. Friends Shayari is a powerful medium through which individuals can express their emotions and feelings towards their friends through the beauty of poetry. This art form has gained immense popularity in South Asian countries, where friendship is highly valued and celebrated. In this article, we'll explore the world of Friends Shayari and poetry and the impact it has on the literary landscape.
Aapne kya socha paigam nahi aayega
Aapne kya socha paigam nahi aayega,
Socha yeh dost aapko yun hi bhul jayega,
Aapko satane ki yah aadat hai humari,
Qubool karein rabi ul-awwal ki mubarakbad humarai! Rabi-ul-awwal mubarak!
Aik Zraa Si Baat Per Muddat k Yarane Gaye
Aik Zraa Si Baat Per Muddat k Yarane Gaye
Chalo Acha Hua Kuch Log Toh Pehchane Gaye
Chand Tanha Dekhayi Deta Hai, Kya Sitaron Se
Chand Tanha Dekhayi Deta Hai
Kya Sitaron Se Dosti Na Rahi
Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi
Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi
Ussey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak
Har Yaar Ko Raaz Mat Batao, Yaaro Ke Bhi
Har Yaar Ko Raaz Mat Batao
Yaaro Ke Bhi Yaar Hote Hain
ہر یار کو راز مت بتاؤ
یاروں کے بھی یار ہوتے ہیں
Char Dost, Charo Ke Dil Tute Huye
Char Dost, Charo Ke Dil Tute Huye
1 Gari Aur Nusrat Fateh Ali Khan Ki Qawwali
Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein
Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein
Hum Ne Kis Kis Ko Pukaara, Yeh Kahani Phir Sahee
نفرتوں کے تیر کھا کر، دوستوں کے شہر میں
ہم نے کس کس کو پکارا، یہ کہانی پھر سہی
Kyun Na Dun Dosh Dil e Nadaan Ko, Dosti
Kyun Na Dun Dosh Dil e Nadaan Ko
Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi
Kitni Khoobsurat Ho Jaati Hai Na Zindagi
Kitni Khoobsurat Ho Jaati Hai Na Zindagi Jab
Dost, Mohabbat Aur Humsafar Aik Hee Insaan Ho
Dosti Aam Hai Lekin Ae Dost
Dosti Aam Hai Lekin Ae Dost
Dost Milta Hai Bari Mushkil Se
Lahore K Larkon Ki Aik Khaas Baat Hai
Lahore K Larkon Ki Aik Khaas Baat Hai
Teen Chaar Girlfriend Yeh Bhi Aam Baat Hai
Dil Se Khayal e Dost Bhulaya Na Jaye Ga
Dil Se Khayal e Dost Bhulaya Na Jaye Ga
Seene Mein Dagh Hai Ke Mitaya Na Jaye Ga
دل سے خیالِ دوست بھلایا نہ جائے گا
سینے میں داغ ہے کہ مٹایا نہ جائے گا