Intezar Shayari and poetry is a genre of literature that explores the profound emotions associated with waiting. This type of poetry captures the essence of anticipation, hope, and longing, and it resonates with anyone who has ever experienced the pain and joy of waiting. Intezar Shayari is characterized by its use of vivid imagery, powerful metaphors, and poignant language, making it a popular genre among poetry enthusiasts. Whether you are waiting for love, success, or any other significant event in your life, Intezar Shayari and poetry is sure to touch your soul and provide solace during your wait.
Dhal gaya hijr ka din
ڈھل گیا ہجر کا دن
راہِ وفا میں کوئی بات ہو گئی
Dhal gaya hijr ka din
Raah-e-wafa mein koi baat ho gayi
The day of separation has come to an end
Something has been said on the path of loyalty
ढल गया हिज्र का दिन
राह-ए-वफ़ा में कोई बात हो गई
Tum To Hote Toh Baat Aur Thi
تم تو ہوتے تو بات اور تھی
اب کی بارش تو صرف پانی ہے
Tum To Hote Toh Baat Aur Thi
Ab Ki Barish Toh Sirf Pani Hai
If you were here, there would be a conversation
Now, this rain is only water
अगर तुम यहाँ होते, तो बात होती
अब यह बारिश सिर्फ़ पानी है
Baithe Rahe Ge Shaam Tak Tere
Baithe Rahe Ge Shaam Tak Tere Sheesha Gar
Yeah Jante Howe Keh Khasarah Dukan Ma Hai
بیٹھے رہے گے شام تلک تیرے شیشہ گر
یہ جانتے ہوئے کہ خسارہ دکاں میں ہے
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen,
Tere Khawabon Ke Ta’aqub Mein Nikal Jaati Hain
Yeh Aankhen Teri Deed Ke, Faaqon Se
Yeh Aankhen Teri Deed Ke,
Faaqon Se Mar Gayyi’en
Bheegi Aankhon Ne Wohi Manzar Dekha
Bheegi Aankhon Ne Wohi Manzar Dekha,
Har Ghari Khud Ko Tera Muntzair Dekha
Woh Dil Kahan Se Laun Teri Yaad Jo Bhoola De
Woh Dil Kahan Se Laun Teri Yaad Jo Bhoola De,
Mujhe Yaad Aane Wale, Koi Rasta Toh Bata Dey
Bari Be Lagham Si Ho Gayi Hain Meri Aankhen
Bari Be Lagham Si Ho Gayi Hain Meri Aankhen,
Teri Deed Ke Musalsal Bahane Dhundti Hain
Mohabbat Mein Kisi Ka Intezar Na Karna
Mohabbat Mein Kisi Ka Intezar Na Karna
Gar Ho Sake Toh Kisi Se Pyar Na Karna,
Kuch Nahi Milta Kisi Se Mohabbat Kar Ke
Khud Ki Zindagi Iss Per Bekar Na Karna
Koi Toh Hai Jiska Iss Dil Ko Intezar Hai
Koi Toh Hai Jiska Iss Dil Ko Intezar Hai,
Khayalon Mein Bus Ussi Ka Khayal Hai,
Khushiyan Main Saari Uss Per Luta Dun,
Chahat Mein Uski Main Khud Ko Mita Dun,
Kab Aayega Woh Jiska Iss Dil Ko Intezar Hai
Vidaa o Vasl Mai Hain Lazzaten Judagana
Vidaa o Vasl Mai Hain Lazzaten Judagana
Hazar Baar Tu Ja Sad-Hazar Baar Aa Ja
وداع و وصل میں ہیں لذتیں جداگانہ
ہزار بار تو جا صد ہزار بار آ جا
विदाअ ओ वस्ल में हैं लज़्ज़तें जुदागाना
हज़ार बार तू जा सद-हज़ार बार आ जा
Aap K Baad Har Gari Hum Ne Aap K Saath
Aap K Baad Har Gari Hum Ne,
Aap K Sath Hee Guzari Hai
Jamma Tum Ko Nahi Sakte
Jamma Tum Ko Nahi Sakte
Humain Manfi Se Nafrat Hai
جمع تم ہو نہیں سکتے
ہمیں منفی سے نفرت ہے
Mujhe Acha Nahi Lagta Kisi Ka Muntazir Rehna
Mujhe Acha Nahi Lagta Kisi Ka Muntazir Rehna,
Magar Woh Khoobsurat Hai Ussey Taqeer Ka Haq Hai
Sab Aate Hain Kheriyat Pochne, Tum Aa Jao
Sab Aate Hain Kheriyat Pochne,
Tum Aa Jao Toh Yeh Nobat Hee Na Aaye