Islamic Shayari and poetry is a form of Urdu/Hindi literature that focuses on expressing themes related to Islamic beliefs, values, and traditions. It is a powerful medium through which individuals can connect with their faith and express their devotion to Allah and Prophet Muhammad (PBUH) through the art of poetry. Islamic Shayari encompasses a wide range of themes, including love for Allah, praising the Prophet (PBUH), and conveying moral messages through allegories and metaphors. This art form has gained popularity in the Muslim world, particularly in South Asia, as it allows individuals to express their religious devotion and connect with their spirituality through the beauty of poetry.
Nabi SAWW ka jo ghulaam hai
Nabi SAWW ka jo ghulaam hai
Zindagi usi ka naam hai
نبی صلی اللہ علیہ وسلم کا جو غلام ہے
زندگی اسی کا نام ہے
Jaan Hain Ap (S.A.W.W) Jahan Ki
Woh Na They To Kuch Na Tha Wo (S.A.W.W) Jo Na Hon Tu Kuch Na Ho
Jaan Hain Wo (S.A.W.W) Jahan Ki Or Jaan Hai To Jahan Hy
Nazrana Men Sar Dene Ko Hazr Ha
Nazrana Men Sar Dene Ko Hazr Ha Zamana
Is Bazm Mein Kis Shah K Aty Hain Qadam Aaj
Chaaro taraf Noor Chaaya
Chaaro taraf Noor Chaaya
AAQA ka milaad aaya
چارو طرف نور چھایا
آقا کا میلاد آی
Tarap Raha Hai Dil Hazri Ko
Tarap Raha Hai Dil Hazri Ko
Ya Rasool Allah SAWW Bula Lijiye
Ab Madine Mein
تڑپ رہا ہے دِل حاضری کو
یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم بلا لیجیے
اب مدینی میں
Rehmatoun Ki Hy Ye Raat
Rehmatoun Ki Hy Ye Raat
Namazoun Ka Rakhiye Ga Sath,
Manwa Lijiye RAB Se Har Baat
Duaon Mein Rakhiye Ga Ham Ko Yaad.
Hum bekaso ka sahara aa raha hy
Hum bekaso ka sahara aa raha hy
Hum gumgeeno keh ghumkhaar aa rahe hyn
Kaabay ka Badru Duja
Kaabay ka Badru Duja AAP SAAW pey Laakhon DAROOD
Taiba key Shamshud duha AAP SAWW pey Laakhon DAROOD
Shaafae Roze jaza AAP SAWW pey Karooro’n DAROOD
Dafaae Jumla Bala AAP SAWW pey Karooro’n DAROOD
Koe jaa kar keh dey HAZOOR SAWW
Koe jaa kar keh dey HAZOOR SAWW sey
Key meray dard-e-dil ki dawa karain
Naa meri nazar sey juda hon wo
Naa mujhey apni nazar sey juda karain
aizaaz ye hasil hy to hasil hy
aizaaz ye hasil hy to hasil hy zameen ko
aflaak pey to GUNBAD e KHIZRA nahe koe