Khamoshi Shayari and poetry is a unique form of expression that captures the beauty and power of silence. With its profound and thought-provoking verses, Khamoshi Shayari has become a popular genre among poetry lovers. This style of poetry explores the emotions and sentiments that cannot be expressed through words, and it touches the hearts of those who can appreciate the power of silence. Whether you are looking for inspiration, solace, or simply a way to connect with your inner self, Khamoshi Shayari and poetry is sure to captivate you with its eloquence and depth.
Mujhe Acha Sa Lagta Hai Apni Zaat Mein Rehna
Mujhe Acha Sa Lagta Hai Apni Zaat Mein Rehna,
Mujhe Bhaata Nahi Logon Se Shanasaai Karna
Maine Aik Shaks Se Khamosh Mohabbat Ki Hai
Maine Aik Shaks Se Khamosh Mohabbat Ki Hai,
Yaani Hum Dono Ka Nuqsan Nahi Ho Sakta
Na Aah Sunayi Dee Na Tarap Dekhayi Dee
Na Aah Sunayi Dee Na Tarap Dekhayi Dee,
Fana Ho Gaye Tere Ishq Mein Bari Khamoshi Ke Sath
Mere Dil Mein Utar Sako Toh Shayad Yeh
Mere Dil Mein Utar Sako Toh Shayad Yeh Jaan Lo,
Kitni Khamosh Mohabbat Tum Se Karta Hai Koi
Teri Khamoshi Dekh Kar Lagta Hai Koi Apna Hee Tha
Teri Khamoshi Dekh Kar Lagta Hai Koi Apna Hee Tha,
Itni Bedardi Se Barbad Koi Gair Nahi Karta
Kitaabein Bhi Bilkul Meri Zaat Jaisi Hain
Kitaabein Bhi Bilkul Meri Zaat Jaisi Hain,
Alfaaz Se Bharpur Magar Khamosh
Na Woh Aa Sake Na Hum Kabhi Jaa Sake
Na Woh Aa Sake Na Hum Kabhi Jaa Sake
Na Dard e Dil Ka Haal Kisi Ko Suna Sake,
Bus Khamosh Bethe Hain Unki Yaadon Mein
Na Usne Yaad Kia Na Hum Bhula Sake
Yeh Na Samjho Ke Humein Tumse Mohabbat Nahi
Yeh Na Samjho Ke Humein Tumse Mohabbat Nahi,
Humein Toh Aadat Hai Bus Khamosh Rehne Ki
Yeh Hamara Zabt Hai Ke Hum Usko Dekhte Hain
Yeh Hamara Zabt Hai Ke Hum Usko,
Dekhte Hain Khamosh Rehte Hain
Aankhon Mein Aansu Thay Magar Hum Khamosh Rahe
Aankhon Mein Aansu Thay Magar Hum Khamosh Rahe,
Iss Tawaqo Se Ke Shayad Tu Palat Kar Dekh Le