Mother Shayari and poetry is a beautiful way to express the love and admiration we have for our mothers. This form of poetry is a touching tribute to the selfless love, care, and sacrifices that mothers make for their children. With its heartfelt words and deep emotions, Mother Shayari has become a popular way to express gratitude and appreciation for mothers around the world.
Khaliq Ke Baad jisne Mukammal Kiya Mujhe, Ahle Jahan
Khaliq Ke Baad jisne Mukammal Kiya Mujhe,
Ahle Jahan Suno !! Woh Meri Maa Ki Zaat Hai
Khoobsurti Ki Inteha Dekhi, Jab Muskurate
Khoobsurti Ki Inteha Dekhi,
Jab Muskurate Huye Maine Apni Maa Dekhi
خوبصورتی کی انتہا دیکھی
جب مسکراہتے ہوئے میں نے اپنی ماں دیکھی
Poochta Hai Jab Koi Ke Duniya Mein Mohabbat Kahan Hai
Poochta Hai Jab Koi Ke Duniya Mein Mohabbat Kahan Hai,
Muskura Deta Hun Main Aur Yaad Aa Jaati Hai Maa
Sakht Raaton Mein Bhi Asaan Safar Lagta
Sakht Raaton Mein Bhi Asaan Safar Lagta Hai,
Yeh Meri Maa Ki Dua’on Ka Aser Lagta Hai
Dukh Dey Baambar, Chaar Chifarey
Dukh Dey Baambar, Chaar Chifarey,
Sukh Bus Tera Pyaar Nee Maa’ye
Main Sitara Tha Teri Aankhon Ka, Maa Dekh Mujhe
Main Sitara Tha Teri Aankhon Ka,
Maa Dekh Mujhe Ab Kahan Hoon Main
میں ستارہ تھا تیری آنکھوں کا
ماں دیکھ مجھے اب کہاں ہوں میں
Maa Se Barh Kar Koi Naam Kya Hoga, Uss Naam
Maa Se Barh Kar Koi Naam Kya Hoga
Uss Naam Ka Hum Se Ehtram Kya Hoga,
Jiske Pairon Ke Neeche Jannat Hai
Usle Sar Ka Maqam Kya Hoga
Yeh Alag Baat Hai K Khamosh Khare Rehte Hain
Yeh Alag Baat Hai K Khamsoh Khare Rehte Hain,
Phir Bhi Jo Bare Hain Woh Bare Hee Rehte Hain