Romantic shayari and poetry have been an integral part of the Indian subcontinent's literary tradition for centuries. These compositions are known for their profound emotions, intense expressions, and heartfelt sentiments, making them the perfect medium to convey one's feelings of love and affection. Whether it's a long-distance relationship, an unrequited love, or a new beginning, romantic shayari and poetry have a way of capturing the essence of every romantic experience.
Woh Mujhe Dekhta Rahe Aur Main Dekhna
- Posted byby Admin
Woh Mujhe Dekhta Rahe Aur Main,
Dekhna Dekhta Rahun Uska
English
98 Views
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se
- Posted byby Admin
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se,
K Dil Ki Baat Zubaa’n Se Kahee Nahi Jaati
English
91 Views
Suno Mujhe Tumse Mohabbat Hai, Tumhe Bhi Ho jayegi
- Posted byby Admin
Suno Mujhe Tumse Mohabbat Hai,
Tumhe Bhi Ho jayegi
English
75 Views
Uski Khushboo Kahin Nahi Milti
- Posted byby Admin
Uski Khushboo Kahin Nahi Milti,
Phool Saare Khareed Kar Dekhe Hain
English
81 Views
Aik Nazar Mur K Dekhne Wale Kya Yeh Khairat
- Posted byby Admin
Aik Nazar Mur K Dekhne Wale,
Kya Yeh Khairat Phir Nahi Hogi
English
64 Views
Ussey Keh Doh Kisi Aur Se Mohabbat Ka Na Sochey
- Posted byby Admin
Ussey Keh Doh Kisi Aur Se Mohabbat Ka Na Sochey,
Aik Main Hee Kaafi Hun Umar Bhar Chahne K Liyye
English
85 Views
Meri Nigah e Mohabbat Ka Intikhab Ho Tum
- Posted byby Admin
Meri Nigah e Mohabbat Ka Intikhab Ho Tum,
Chaman Mein Phool Bahut Hain Magar Gulab Ho Tum
English
80 Views
Main Tujhse Kaise Kahun Yaar Mehrbaan Mere
- Posted byby Admin
Main Tujhse Kaise Kahun Yaar Mehrbaan Mere,
K Tu Ilaaj Hai, Meri Har Udasi Ka
English
74 Views
Kitne Lehjon K Gilaafon Mein Chupaun Tujhko
- Posted byby Admin
Kitne Lehjon K Gilaafon Mein Chupaun Tujhko,
Sheher Wale Mera Mohzu e Sakun Jaante Hain
English
73 Views
Mere Saare Sawal Honton Pe, Usske Saare
- Posted byby Admin
Mere Saare Sawal Honton Pe,
Usske Saare Jawab Aankhon Se
English
98 Views