Shayari and poetry on waqt, or time, are popular forms of expression in Urdu and Hindi literature. Waqt is a theme that resonates deeply with people across cultures and languages, as it touches upon the universal human experience of the passage of time and the transient nature of life. Whether it's the joy of youth, the struggles of adulthood, or the contemplation of mortality, waqt is a rich and diverse topic that inspires poets and shayars to craft verses that evoke emotion and reflection. In this article, we will explore the beauty and significance of shayari and poetry on waqt, and showcase some of the most famous works in this genre.
Poochte Kya Ho Zindagi Ka Ae Mohtaram
Poochte Kya Ho Zindagi Ka Ae Mohtaram,
Mujh Pe Guzari, Guzaar Dee Maine
Lamhon Ke Ta’aqab Mein, Guzar Jayein Gi Sadiyaan
Lamhon Ke Ta’aqab Mein,
Guzar Jayein Gi Sadiyaan
Guzar Jaye Toh Lamha, Guzarna Pare Toh Muddat
Guzar Jaye Toh Lamha,
Guzarna Pare Toh Muddat
Thukra Diya Jinho’n Ne Mujhe Mera Waqt Dekh Kar
Thukra Diya Jinho’n Ne Mujhe Mera Waqt Dekh Kar,
Aesa Waqt Laaunga Milna Parega Mujhse Mera Waqt Le Kar
Doh Hee Gawa Thay Meri Mohabbat Ke
Doh Hee Gawa Thay Meri Mohabbat Ke,
Waqt Aur Woh, Aik Guzar Gaya Dusra Mukar Gaya
Kuch Waqt Ki Rawaani Ne Humein Yun Badal Diya
Kuch Waqt Ki Rawaani Ne Humein Yun Badal Diya,
Wafa Per Ab Bhi Qaim Hain Magar Mohabbat Chor Dee Hum Ne
Mehrbaa’n Ho Kar Bulaoge Mujhe, Toh Main Gaya Waqt
Mehrbaa’n Ho Kar Bulaoge Mujhe,
Toh Main Gaya Waqt Nahi Ke Wapis Na Aa Sakon
Waqt Woh bhi Guzar Gaya
Waqt Woh bhi Guzar Gaya,
Waqt Yeh Bhi Guzar Jayega
Mere Baare Mein Raaye Mat Dena Ghalib
Mere Baare Mein Raaye Mat Dena Ghalib,
Mera Waqt Bhi Badlega Aur Teri Raaye Bhi
Badal Jaate Hain Woh Log Waqt Ki Tarah
Badal Jaate Hain Woh Log Waqt Ki Tarah,
Jinhein Hadh Se Zyaada Waqt Diya Jaata Hai
بدل جاتے ہیں وہ لوگ وقت کی طرح
جنہیں حد سے زیادہ وقت دیا جاتا ہے
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir,
Ehsas Badla Insaan Badla Kyun Na Badla Apna Haal Aakhir
Apne Chehre Pe Koi Dard Na Tehreer Karo
Apne Chehre Pe Koi Dard Na Tehreer Karo,
Waqt Ke Paas Na Aankhen Hain, Na Ehsas, Na Dil
Waqt Azaala Na Kar Saka – Log Aese Bhi
Waqt Azaala Na Kar Saka,
Log Aese Bhi Hum Ne Khoye Hain
Bichar K Yaad Nahi Kitne Mah o Saal Huye
Bichar K Yaad Nahi Kitne Mah o Saal Huye,
Sayaa Le K Chale Thay, Safaid Baal Huye
Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din
Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din,
Bus Wafa Ki Buri Aadat Choot Jaane Doh