Shikwa Shayari and poetry is a genre of Urdu poetry that revolves around the theme of complaint and lamentation. The word "Shikwa" means complaint in Urdu, and these Shayaris and poems express a sense of dissatisfaction, disappointment, and sorrow towards someone or something. With its poignant and emotional verses, Shikwa Shayari and poetry has become a popular form of expression among poetry lovers worldwide. Whether it's a complaint about society, love, or life in general, Shikwa Shayari and poetry provides a platform for individuals to voice their grievances through the beauty of words. So, immerse yourself in the world of Shikwa Shayari and poetry and experience the power of expression through poetry.
Ek Takhat Aur Mere Barabar Woh
Ek Takhat Aur Mere Barabar Woh Shah e Zaad
Lagta Hai Ajj Raat Main Shahir e Saba Ma Hun
اک تخت اور میرے برابر وہ شاہِ زاد
لگتا ہے آج رات میں شہر سبا میں ہوں
Woh Tu Khush Boo Hai Hawaoon Ma
Woh Tu Khush Boo Hai Hawaoon Ma Bikhar Jaye Ga
Masla Tu Phool Ka Phool Kidar Jaye Ga
وہ تو خوش بو ہے ہواوں میں بکھر جائے گا
مسئلہ تو پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا
Choriye Aap Kahan Samjheinge , Jayeei Aap
Choriye Aap Kahan Samjheinge ,
Jayeei Aap Se Gila Hee Nahi !!
Shikwe Gillo’n Ko Chor Kar Pehlu Mein
Shikwe Gillo’n Ko Chor Kar Pehlu Mein Aa Kar Beth,
Aa Phir Naye Sire Se Mohabbat Shuru Karein
Dhair Baatein Hain Dhair Shikwe Hain
Dhair Baatein Hain Dhair Shikwe Hain,
Khud Se Karta Hoon Khud Se Larta Hoon
Shikwe Toh Yun Karte Ho Jaise, Sirf Mere
Shikwe Toh Yun Karte Ho Jaise,
Sirf Mere Ho
Dene Walon Se Kijiye Shikwe, Dard Khud
Dene Walon Se Kijiye Shikwe,
Dard Khud Chal Ke Thori Aate Hain
Agar Ghaflat Se Baaz Aaya Jafa Ki
Agar Ghaflat Se Baaz Aaya Jafa Ki
Talafi Ki Bhi Zalim Ne To Kya Ki
اگر غفلت سے باز آیا جفا کی
تلافی کی بھی ظالم نے تو کیا کی
अगर ग़फ़लत से बाज़ आया जफ़ा की
तलाफ़ी की भी ज़ालिम ने तो क्या की
Yahi tu farq hai mery aur in ke hal ke bech
Yahi tu farq hai mery aur in ke hal ke bech
shaikayat hai inhy aur raza ke sath hoon mein
یہی تو فرق ہے میرے اور ان کے حل کے بیچ
شکایتیں ہیں انہیں اور رضا کے ساتھ ہوں میں
Shikan na Daal jabin par sharab dete hue
Shikan na Daal jabin par sharab dete hue
Ye muskurati hui cheez muskura ke pila
شکن نہ ڈال جبیں پر شراب دیتے ہوئے
یہ مسکراتی ہوئی چیز مسکرا کے پلا
शिकन न डाल जबीं पर शराब देते हुए
ये मुस्कुराती हुई चीज़ मुस्कुरा के पिला