Welcome to the mystical world of Sufi Shayari and Poetry! Sufism is a mystical branch of Islam that emphasizes the search for truth and the experience of divine love and knowledge. Sufi poets have long used the power of words to express their spiritual journey and the quest for union with the divine. Our collection of Sufi Shayari and Poetry features some of the most exquisite and profound verses that capture the essence of Sufism and its teachings. From exploring the nature of love and the soul to delving into the mysteries of existence and the divine, our Sufi Shayari and Poetry collection is a treasure trove of wisdom and inspiration. So, come and explore the world of Sufi Shayari and Poetry, and discover the beauty of spiritual poetry that has touched hearts and minds for centuries.
Dard-e-dil ke waste paida kiya
Dard-e-dil ke waste paida kiya insaan ko
Warna ta'at ke liye kuchh kam na they khuda ko
Haif Is Chaar Giraah Kapre Ki Kismat ‘Ghalib’
Haif Is Chaar Giraah Kapre Ki Kismat ‘Ghalib’
Jis Ki Kismat Mai Ho Ashiq Ka Gireban Hona
حیف اس چار گرہ کپڑے کی قسمت غالبؔ
جس کی قسمت میں ہو عاشق کا گریباں ہونا
हैफ़ उस चार गिरह कपड़े की क़िस्मत ‘ग़ालिब’
जिस की क़िस्मत में हो आशिक़ का गरेबाँ होना
Mar Gaya Krishna, Mar Gaya Rama, Mar Gayi Seeta Bai
Mar Gaya Krishna, Mar Gaya Rama, Mar Gayi Seeta Bai,
Arey Poojan Uski Kariye Jisko Maut Na Aayi
مر گیا کررشنا، مر گیا راما، مر گئی سیتا بائی
ارے پوجن اس کی کرئیے جس کو موت نہ آئی
Waqt Woh bhi Guzar Gaya
Waqt Woh bhi Guzar Gaya,
Waqt Yeh Bhi Guzar Jayega
Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din
Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din,
Bus Wafa Ki Buri Aadat Choot Jaane Doh
Ishq Toh Ishq Hai Sahab Majazi Ho Ya Haqeeqi
Ishq Toh Ishq Hai Sahab Majazi Ho Ya Haqeeqi,
Jo Maza Tarapne Mein Hai Woh Sukoon Mein Kahan
Mujhe Uss Ki Mohabbat Dey Maalik
Mujhe Uss Ki Mohabbat Dey Maalik,
Jissey Tujhse Mohabbat Hai
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda,
Bahut Si Baatein Hai Jo Tujhse Akele Mein Karunga
Apna Nahi Yeh Mashwara Ke Araam Se
Apna Nahi Yeh Mashwara Ke Araam Se Bethain
Us Dar Pe Nahi Baar To kaaba Hi Ko Ho Aaye
اپنا نہیں یہ شیوہ کہ آرام سے بیٹھیں
اس در پہ نہیں بار تو کعبہ ہی کو ہو آئے
अपना नहीं ये शेवा कि आराम से बैठें
उस दर पे नहीं बार तो का’बे ही को हो आए
Vidaa o Vasl Mai Hain Lazzaten Judagana
Vidaa o Vasl Mai Hain Lazzaten Judagana
Hazar Baar Tu Ja Sad-Hazar Baar Aa Ja
وداع و وصل میں ہیں لذتیں جداگانہ
ہزار بار تو جا صد ہزار بار آ جا
विदाअ ओ वस्ल में हैं लज़्ज़तें जुदागाना
हज़ार बार तू जा सद-हज़ार बार आ जा
Ne Tiir Kaman Main Hai Na Sayyad
Ne Tiir Kaman Main Hai Na Sayyad Kaman Mai
Goshe Mai Qafas ke Mujhe Aram Bahut Hai
نے تیر کماں میں ہے نہ صیاد کمیں میں
گوشے میں قفس کے مجھے آرام بہت ہے
ने तीर कमाँ में है न सय्याद कमीं में
गोशे में क़फ़स के मुझे आराम बहुत है
Main Bhi Munh Mai Zuban Rakhta Hun
Main Bhi Munh Mai Zuban Rakhta Hun
Kaash Puchho k Muddaa Kya Hai
میں بھی منہ میں زبان رکھتا ہوں
کاش پوچھو کہ مدعا کیا ہے
मैं भी मुँह में ज़बान रखता हूँ
काश पूछो कि मुद्दआ क्या है
Ishq Sufi Hai Na Mufti Hai Na Aalam Hai
Ishq Sufi Hai Na Mufti Hai Na Aalam Hai,
Ishq Zalim Hai Bahut Zalim Hai Faqt Zalim Hai
Hai Tamasha-Gah-e-Soz-Taza Har Yak Uzv
Hai Tamasha-gah-e-soz-taza Har Yak uzv-e-Tan
Joun Charagha-e-Divali Saf-be-Saf Jalta Hun Main
ہے تماشا گاہ سوز تازہ ہر یک عضو تن
جوں چراغان دوالی صف بہ صف جلتا ہوں میں
है तमाशा-गाह-ए-सोज़-ए-ताज़ा हर यक उज़्व-ए-तन
जूँ चराग़ान-ए-दिवाली सफ़-ब-सफ़ जलता हूँ मैं
Woh Marz e Ishq Hee Kya Abbas Jis Mein Jaldee Shifa Mile
Woh Marz e Ishq Hee Kya Abbas Jis Mein Jaldee Shifa Mile,
Kaun Maange Ga Khushiyon Ki Dua Jisko Dard Mein Khuda Mile