Sad shayari and poetry are powerful forms of expression that can evoke deep emotions within the reader. Whether you are experiencing heartbreak, loss, or simply feeling down, sad shayari and poetry can help you connect with your feelings and find solace in words. These poignant pieces of literature often touch on themes of love, pain, and the complexities of the human experience. From classic Urdu poetry to contemporary English verse, there is no shortage of beautiful and moving sad shayari and poetry to explore.
Seene se mujhko laga ke chahat toh doh
سینے سے مجھ کو لگا کہ چاہت تو دو
اس پاگل دل کو راحت تو دو
Seene se mujhko laga ke chahat toh doh
Iss pagal dil ko rahat to doh
Let my heart feel the love you withhold
Oh, crazy heart, give me solace to hold
सीने से मुझको लगा के चाहत तो दो
इस पागल दिल को राहत तो दो
Aik Sath Chalo Tum Mere, Main Sath
Aik Sath Chalo Tum Mere,
Main Sath Rahoon Bus Tere
Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya
Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya,
Aa Dekh Meri Zaat Kaise Bikher Gayyi
Bahut Sadgi Se Ghoom Ho Rahe Hain
Bahut Sadgi Se Ghoom Ho Rahe Hain,
Tumhare Raabte, Raste Aur Tum
Raabte Kam Hote Hote, Aakhir Khatam Ho Jaate Hain
Raabte Kam Hote Hote,
Aakhir Khatam Ho Jaate Hain
Mere Lafzon Ne Kaha Tha Ruk Jaa, Haath Joray
Mere Lafzon Ne Kaha Tha Ruk Jaa,
Hath Joray Thay Mere Lehje Ne
Tujhko Dekha Toh Sehre Chasm Huye
Tujhko Dekha, Toh Sehre Chasm Huye,
Tujhko Chaha, Toh Aur Chah Na Ki
Woh Mujhe Dekhta Rahe Aur Main Dekhna
Woh Mujhe Dekhta Rahe Aur Main,
Dekhna Dekhta Rahun Uska
Seene Mein Jo Dard Hai Kaise Bayaan Karoon
Seene Mein Jo Dard Hai Kaise Bayaan Karoon,
Kaise Tumhare Saamne Dil Ko Ayaan Karoon
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye,
Tum Bhi Kisi Ke Sath Ho, Hum Bhi Kisi Ke Ho Gaye