Motivational shayari and poetry are a popular form of expression that has been around for centuries. They are a type of inspirational writing that is designed to uplift and motivate the reader. These poems and shayaris are often used in speeches, books, and social media posts to inspire and encourage people to pursue their dreams and overcome challenges. Whether you're looking for words of encouragement to help you through a difficult time or seeking inspiration to achieve your goals, motivational shayari and poetry can provide the boost you need to keep going.
Hai Tabassum Hamare Lub Pe Abhi
Hai Tabassum Hamare Lub Pe Abhi,
Hum Kahan Zindagi Se Haare Hain
Waqt Woh bhi Guzar Gaya
Waqt Woh bhi Guzar Gaya,
Waqt Yeh Bhi Guzar Jayega
Jinhen Hilaa Na Saka Samundar Ka Tufan Bhi
Jinhen Hilaa Na Saka Samundar Ka Tufan Bhi,
Hamare Azam Ne Thori Hain Woh Chataane Bhi
Aik Chup, 100 Sukh
Aik Chup,
100 Sukh
Kis Kis Ko Kahoon Dekhne Se Ijtenab Kijiye
Kis Kis Ko Kahoon Dekhne Se Ijtenab Kijiye,
Janab Aap Se Hee Guzarish Hai Naqaab Kijiye
Jitne Bhi Lafz Hain Woh Mehekte Gulab Hain
Jitne Bhi Lafz Hain Woh Mehekte Gulab Hain,
Lehje K Farq Se Inhein Talwar Mat Bana
Zindagi Ki Mehfil Mein Jab Sabr Aata Hai
Zindagi Ki Mehfil Mein Jab Sabr Aata Hai,
Toh Beshumaar Gunaah Uth K Chale Jaate Hain
Zindagi Ki Yehi Reet Hai, Haar Ke Baad
Zindagi Ki Yehi Reet Hai,
Haar Ke Baad Hee Jeet Hai
زندگی کی یہی ریت ہے
ہار کے بعد ہی جیت ہے
Manzil Toh Milegi Bhatak Kar Hee Sahee, Gumrah Toh
Manzil Toh Milegi Bhatak Kar Hee Sahee,
Gumrah Toh Woh Hain Jo Ghar Se Nikle Hee Nahi
Jin ko daulat haqir lagti hai
Jin ko daulat haqir lagti hai
Uf vo kitne amiir hote hain
جن کو دولت حقیر لگتی ہے
اف وہ کتنے امیر ہوتے ہیں
जिन को दौलत हक़ीर लगती है
उफ़ वो कितने अमीर होते हैं