Mohabbat shayari and poetry are an essential part of the Urdu literary tradition. Mohabbat, which means love, is a powerful emotion that has inspired poets for centuries to express their feelings in the form of beautiful verses. These compositions are known for their depth, intensity, and the ability to capture the essence of love and all its complexities. From unrequited love to passionate romance, Mohabbat shayari and poetry have a way of connecting with the readers' hearts and evoking emotions that are beyond words.
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat, Ke Aik Aankh
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat,
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
کتنی عجیب تھی داستان محبت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی
Razaye Yaar Pe Khwahish Ko Waarne Wale
Razaye Yaar Pe Khwahish Ko Waarne Wale,
Ajab Sakhi Hain Mohabbat Mein Haarne Wale
رضائے یار پہ خواہش کو وارنے والے
عجب سخی ہیں محبت میں ہارنے والے
Mohabbat Toh Bahut Soh’n Se Milegi
Mohabbat Toh Bahut Soh’n Se Milegi,
Tumhe Yaad Aayeinge Aadab Mere
Gar Mohabbat Ki Hadh Nahi Koi, Dard Ka
Gar Mohabbat Ki Hadh Nahi Koi,
Dard Ka Bhi Hisaab Kyun Rakhun
Mumkin Hai Jab Main Na Rahun, Mumkin Hai
Mumkin Hai Jab Main Na Rahun,
Mumkin Hai Tujhe Meri Mohabbat Yaad Aaye
Ek Mohabbat Ka Mashgala Le Kar, Zindagi Khoob
Ek Mohabbat Ka Mashgala Le Kar,
Zindagi Khoob Ki Tabah Hum Ne
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai,
Pehle Dil Mein Tamana Thi Ab Dil Hee Tamana Hai
Jab Bhi Poocho Anjaam Mohabbat Kya Hai
Jab Bhi Poocho Anjaam Mohabbat Kya Hai,
Woh Dil Banata Hai Aur Mitaa Deta Hai
Maine Ussey Juda Ho Ke Bhi Dekha Hai
Maine Ussey Juda Ho Ke Bhi Dekha Hai,
Mohabbat Barhne Ke Siwa Kuch Nahi Hua
Mohabbatein Aur Bhi Barh Jaati Hain Juda Hone Se
Mohabbatein Aur Bhi Barh Jaati Hain Juda Hone Se,
Tum Sirf Meri Ho Is Baat Ka Khayal Rakhna