Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut Hain

Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut Hain
Hamdard Nahi Koi Insaan Bahut Hain,
Dil Ka Dard Sunayein Toh Sunayein Kisko
Jo Dil Ke Kareeb Hain Woh Anjaan Bahut Hain