Aadmi Jaan Ke Khaata Hai Mohabbat Mein Fareb
Khud Farebi Hee Mohabbat Ka Sila Ho Jaise
Aadmi Jaan Ke Khaata Hai Mohabbat Mein Fareb
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai,
Pehle Dil Mein Tamana Thi Ab Dil Hee Tamana Hai
Aaghaz e Mohabbat Se Anjaam e Mohabbat Tak
Aaghaz e Mohabbat Se Anjaam e Mohabbat Tak,
Guzara Hai Jo Kuch Hum Per Tumne Bhi Suna Hoga
Aankhen Bolti Hain Zaid, Mohabbat Pagalon Ki
Aankhen Bolti Hain Zaid,
Mohabbat Pagalon Ki Guftagu Hai
Aankhen Jo Uthayi Toh Mohabbat Ka Ghuman Ho
Aankhen Jo Uthayi Toh Mohabbat Ka Ghuman Ho,
Nazaron Ko Jhukaye Toh Shikayat Si Lagi Hai
Ab ki jo rah-e-mohabbat men uThai taklif
Ab ki jo rah-e-mohabbat men uThai taklif
Sakht hoti hamen manzil kabhi aisi to na thi
اب کی جو راہ محبت میں اٹھائی تکلیف
سخت ہوتی ہمیں منزل کبھی ایسی تو نہ تھی
अब की जो राह-ए-मोहब्बत में उठाई तकलीफ़
सख़्त होती हमें मंज़िल कभी ऐसी तो न थी
Ab Nahi Rakhte Hum Kisi Se Bhi Shauq e Mohabbat
Ab Nahi Rakhte Hum Kisi Se Bhi Shauq e Mohabbat,
Be’Dard Se Log Hain Jaane Kab Dil Tor Dein
Ab Shayad Hee Koi Mohabbat Kare Mujhse
Ab Shayad Hee Koi Mohabbat Kare Mujhse,
Meri Aankhon Mein Saaf Tum Nazar Aate Ho
اب شاید ہی کوئی محبت کرے مجھ سے
میری آنکھوں میں صاف تم نظر آتے ہو
Acha Karte Hain Woh Log Jo Mohabbat Ka
Acha Karte Hain Woh Log Jo Mohabbat Ka Izhaar Nahi Karte,
Khamoshi Mein Mar Jaate Hain Magar Kisi Ko Barbad Toh Nahi Karte
Ae Dost Mohabbat Ke Sadme Tanha Hee
Ae Dost Mohabbat Ke Sadme Tanha Hee Uthane Parte Hain
Rahbar Toh Faqat Is Raste Mein Do Gam Sahaara Dete Hain
اے دوست محبت کے صدمے تنہا ہی اٹھانے پڑتے ہیں
رہبر تو فقط اس رستے میں دو گام سہارا دیتے ہیں
ऐ दोस्त मोहब्बत के सदमे तन्हा ही उठाने पड़ते हैं
रहबर तो फ़क़त इस रस्ते में दो गाम सहारा देते हैं
Ae Kaash K Tum Samajh Sakte Mohabbat K Asoolon Ko
Ae Kaash K Tum Samajh Sakte Mohabbat K Asoolon Ko,
Kisi Ki Saanson Mein Samaa Kar Phir Tanha Nahi Chorte
Ae Mohabbat Tere Anjam Pe Rona Aaya
Ae Mohabbat Tere Anjam Pe Rona Aaya
Jaane Kyun Aaj Tere Naam Pe Rona Aaya,
Kabhi Taqdeer Ka Matam Kabhi Duniya Ke Gham
Manzil e Ishq Mein Har Maqam Pe Rona Aaya
Ai dost mohabbat ke sadme tanha hi uThane padte hain
Ai dost mohabbat ke sadme tanha hi uThane padte hain
Rahbar to faqat is raste men do gaam sahara dete hain
اے دوست محبت کے صدمے تنہا ہی اٹھانے پڑتے ہیں
رہبر تو فقط اس رستے میں دو گام سہارا دیتے ہیں
ऐ दोस्त मोहब्बत के सदमे तन्हा ही उठाने पड़ते हैं
रहबर तो फ़क़त इस रस्ते में दो गाम सहारा देते हैं
Aik Chota Sa Gunaah Mohabbat Ka, Zindagi Bhar
Aik Chota Sa Gunaah Mohabbat Ka,
Zindagi Bhar Hisaab Leta Hai
Aik Hee Shaks Se Mohabbat Ki, Aik Hee Khawab
Aik Hee Shaks Se Mohabbat Ki,
Aik Hee Khawab Umar Bhar Dekha