Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun,
Pehle Toh Thi Dil Lagi, Ab Dil Pe Jaa Lagi
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum, Ho
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum,
Ho Gaye Khaak Inteha Yeh Hai
Aag The Ibtida-e-Ishq Mai Hum
Aag The Ibtida-e-Ishq Mai Hum
Ab Jo Hain Khaak Inteha Hai Ye
آگ تھے ابتدائے عشق میں ہم
اب جو ہیں خاک انتہا ہے یہ
आग थे इब्तिदा-ए-इश्क़ में हम
अब जो हैं ख़ाक इंतिहा है ये
Ab Chor Diya Hai Ishq Ka School Hum Ne Bhi
Ab Chor Diya Hai Ishq Ka School Hum Ne Bhi,
Hum Se Ab Mohabbat Ki Fees Adaa Nahi Hoti
Abhi Toh Ibtida e Ishq Hai Is Kadar Nidhal Kyun
Abhi Toh Ibtida e Ishq Hai Is Kadar Nidhal Kyun,
Inteha e Ishq Tak Toh Saansein Hee Tham Jayeingi
Adaye ishq hoo pori aana ke sath hoon mein
Adaye ishq hoo pori aana ke sath hoon mein
khud apne sath yani khuda ke sath hoon mein
ادائے عشق ہوں پوری انا کے ساتھ ہوں میں
خود اپنے ساتھ ہوں یعنی خدا کے ساتھ ہوں میں
Ae But Tarash Ishq Ko Hairat Mein Daal
Ae But Tarash Ishq Ko Hairat Mein Daal De,
Pathar Ki Aankh Se Aansu Nikal De
Ae Ishq Aa K Phir Se Koi Tajarba Karein
Ae Ishq Aa K Phir Se Koi Tajarba Karein,
Main Bholne Laga Hoon Purani Kahaniyan
Ae Ishq Bas Jaan Gaya Main Teri Pehchan Yehi Hai
Ae Ishq Bas Jaan Gaya Main Teri Pehchan Yehi Hai,
Tu Dil Mai Tu Aata Hai Magar Samajh Main Nahi Aata
Aesa Na Ho Yeh Ishq Meri Rooh Kench Le
Aesa Na Ho Yeh Ishq Meri Rooh Kench Le,
Aesa Na Ho Main Hijr Ki Dajiyan Bikher Dun
Aitbaar-e-Ishq Ki Khana-Kharabi Dekhna
Aitbaar-e-Ishq Ki Khana-Kharabi Dekhna
Ghair Ne Ki Aaah Lekin Wo Khafa Mujh Per Hua
اعتبار عشق کی خانہ خرابی دیکھنا
غیر نے کی آہ لیکن وہ خفا مجھ پر ہوا
ए’तिबार-ए-इश्क़ की ख़ाना-ख़राबी देखना
ग़ैर ने की आह लेकिन वो ख़फ़ा मुझ पर हुआ
Aqal Ko Tanqid Se Fursat Nahi, Ishq Per
Aqal Ko Tanqeed Se Fursat Nahi,
Ishq Per Aamal Ki Buniyaad Rakh
عقل کو تنقید سے فرصت نہیں
عشق پر اعمال کی بنیاد رکھ
अक़्ल को तन्क़ीद से फ़ुर्सत नहीं
इश्क़ पर आमाल की बुनियाद रख
Arz-e-Niyaz-e-Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Arz-e-Niyaz-e-Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Jis Dil Pe Naaz Tha Muje Wo Dil Nahi Raha
عرض نیاز عشق کے قابل نہیں رہا
جس دل پہ ناز تھا مجھے وہ دل نہیں رہا
अर्ज़-ए-नियाज़-ए-इश्क़ के क़ाबिल नहीं रहा
जिस दिल पे नाज़ था मुझे वो दिल नहीं रहा
Asool e Ishq Itna Hai Jhuka Kar Sar Hukam Maano
Asool e Ishq Itna Hai Jhuka Kar Sar Hukam Maano,
Kya? Kyun? Karne Se Khafa Mehboob Hota Hai
Avargan-e-Ishq Ka Pucha Jo Mai Nishan
Avargan-e-Ishq Ka Pucha Jo Mai Nishan
Musht-e-Ghubar Le K Saba Ne Ura Diya
آورگان عشق کا پوچھا جو میں نشاں
مشت غبار لے کے صبا نے اڑا دیا
आवरगान-ए-इश्क़ का पूछा जो मैं निशाँ
मुश्त-ए-ग़ुबार ले के सबा ने उड़ा दिया