Aaina Dekh K Woh Aks Se Farmaate Hain
Tum Bhi Ab Aankh Larane Lage Dekha Dekhi
Aaina Dekh K Woh Aks Se Farmaate Hain
Aankhon Ka Hai Fareb Ya Aks e Jamaal Hai
Aankhon Ka Hai Fareb Ya Aks e Jamaal Hai
Aati Hai Kyun Nazar Teri Surat Jagah Jagah
Aasmaan Viraan Hai, Taare Bhi Hairaan Hain
Aasmaan Viraan Hai
Taare Bhi Hairaan Hain
Maafh Ker De Meri Chandni
Dekh Tera Chand Kitna Pareshan Hai
آسمان ویران ہے
تارے بھی حیران ہیں
معاف کردے میری چاندنی
دیکھ تیرا چاند کتنا پریشان ہے
आसमान वीरान है
तारे भी हैरान हैं
माफ़ कर दे मेरी चाँदनी
देख तेरा चाँद कितना परेशान है।
Achanak kho gai maazi mei ankhein
Achanak kho gai maazi mei ankhein
Koi manoos chehra yaad aaya
اچانک کھو گئی ماضی میں آنکھیں
کوئی مانوس چہرہ یاد آیا
Ae Dil Woh Naraz Hote Toh Shayad Maan Jaate
Ae Dil Woh Naraz Hote Toh Shayad Maan Jaate,
Jo Taluq Hee Nahi Rakhna Chahte Woh Nahi Maante
Ae Musawar Tujhe Ustad Main Maanu Ga
Ae Musawar Tujhe Ustad Main Maanu Ga,
Dard Bhi Kainch Meri Tasveer K Saath
Aik Waar Aur Kar K Yeh Kissa Tamaam Ho
Aik Waar Aur Kar K Yeh Kissa Tamaam Ho,
Ae Katil Yun Na Jaa Humein Sisikta Chor K
Aik Woh Khud Hai Shayari Jaisi, Aur Phir
Aik Woh Khud Hai Shayari Jaisi,
Aur Phir Shayari Bhi Karti Hai
ایک وہ خود ہے شاعری جیسی
اور پھر شاعری بھی کرتی ہے
Asool e Ishq Itna Hai Jhuka Kar Sar Hukam Maano
Asool e Ishq Itna Hai Jhuka Kar Sar Hukam Maano,
Kya? Kyun? Karne Se Khafa Mehboob Hota Hai
Aur Bhi Gham Hain Mohabbat Ke Siwa Zamaane Mein
Aur Bhi Gham Hain Mohabbat Ke Siwa Zamaane Mein
Aaj Mera Paaon Phisal Gaya Ghusal Khane Mein
Basti men hai vo sannaTa jangal maat lage
Basti men hai vo sannaTa jangal maat lage
Shaam Dhale bhi ghar pahunchun to aadhi raat lage
بستی میں ہے وہ سناٹا جنگل مات لگے
شام ڈھلے بھی گھر پہنچوں تو آدھی رات لگے
बस्ती में है वो सन्नाटा जंगल मात लगे
शाम ढले भी घर पहुँचूँ तो आधी रात लगे
Chaha Ke Yeh Aasmaan Hamara Hota
Chaha Ke Yeh Aasmaan Hamara Hota
Khwahishon Ka Koi Kinara Hota,
Yeh Soch Kar Na Roka Uss Musafir Ko Hum ne
Dur Jaata Hee Kyun Agar Woh Hamara Hota
Dekha Eid Ka Chand Toh Maangi Yeh Dua
Dekha Eid Ka Chand Toh Maangi Yeh Dua Rab Se
De De Tera Sath Eid Ka Tohfa Samajh Ke
Dekha Ke Jumbish-e-Lab Hi Tamaam Kr
Dekha Ke Jumbish-e-Lab Hi Tamaam Kr Hum Ko
Na De Jo Bosa To Munh Se Kahin Javab To De
دکھا کے جنبش لب ہی تمام کر ہم کو
نہ دے جو بوسہ تو منہ سے کہیں جواب تو دے
दिखा के जुम्बिश-ए-लब ही तमाम कर हम को
न दे जो बोसा तो मुँह से कहीं जवाब तो दे
Dekh Mat Cher, Chilak Jaye Na Pemaana e Sabr
Dekh Mat Cher, Chilak Jaye Na Pemaana e Sabr,
Hum Zamane Ke Rawiyon Se Bhare Bethey Hain