Ajnabi Ki Nazar Se Nazar Na Milao
Nazaron Se Aashiq Deewane Huye
Apno Ki Nazar Ko Nazar Bhi Na Aao
Dekhte Dekhte Apne Bigane Huye
Apni Hee Nazar Mein Nazar Band Ho Jao
Nazar e Bad Se Gulshan Weerane Huye
Ajnabi Ki Nazar Se Nazar Na Milao
Nazaron Se Aashiq Deewane Huye
Apno Ki Nazar Ko Nazar Bhi Na Aao
Dekhte Dekhte Apne Bigane Huye
Apni Hee Nazar Mein Nazar Band Ho Jao
Nazar e Bad Se Gulshan Weerane Huye
Benaam Arzoo Ki Wajah Na Poochein,
Aik Ajnabi Tha Rooh Ka Dard Ban Gaya
Chalo Aao K Phir Ajnabi Ho Kar Milein,
Main Tumhara Naam Poochun, Tum Mera Naam Poocho
ek ajnabi ke hath mein de kar hamara hath
lo sath chorne lga akhir yeh saal bhi
اک اجنبی کے ہاتھ میں دے کر ہمارا ہاتھ
لو ساتھ چھوڑنے لگا آخر یہ سال بھی
Ik Ajnabi Ke Haath Mein De Kar Hamara Haath,
Lo Saath Chorne Laga Aakhir Yeh Saal Bhi
Mil Gayi Is Gunahgar Ko Woh Naik Seerat,
Uss Ke Wasl Ko Main Naikiyon Ka Ajer Likhti Hoon
Nabi SAWW ka jo ghulaam hai
Zindagi usi ka naam hai
نبی صلی اللہ علیہ وسلم کا جو غلام ہے
زندگی اسی کا نام ہے
Sadiyon Baad Uss Ajnabi Se Mulaqat Huyi
Aankhon Hee Aankhon Mein Chahat Ki Har Baat Huyi
Jaate Huye Usne Dekha Mujhe Chahat Bhari Nazaron Se
Meri Bhi Aankhon Se Aansuon Ki Barsaat Huyi
تجھ سے مل کر تو یہ لگتا ہے کہ اے اجنبی دوست
تو مری پہلی محبت تھی مری آخری دوست
لوگ ہر بات کا افسانہ بنا دیتے ہیں
یہ تو دنیا ہے مری جاں کئی دشمن کئی دوست
تیرے قامت سے بھی لپٹی ہے امر بیل کوئی
میری چاہت کو بھی دنیا کی نظر کھ
tujh se mil kar to ye lagta hai ki ai ajnabi dost
tu meri pahli mohabbat thi meri aaKHiri dost
log har baat ka afsana bana dete hain
ye to duniya hai meri jaan kai dushman kai dost
tere qamat se bhi lipTi hai amar-bel koi
तुझ से मिल कर तो ये लगता है कि ऐ अजनबी दोस्त
तू मिरी पहली मोहब्बत थी मिरी आख़िरी दोस्त
लोग हर बात का अफ़्साना बना देते हैं
ये तो दुनिया है मिरी जाँ कई दुश्मन कई दोस्त
तेरे क़ामत से भी लिपटी है अमर-बेल कोई
मेरी चाहत को भी द
Yun Tera Har Ajnabi Per Mehrbaan Hona,
Sach Kahoon Toh Bahut Jaan Leva Hai Mere Liye