Ab apna ikhtiyar hai chahe jahan chalen
Rahbar se apni raah juda kar chuke hain ham
Ab apna ikhtiyar hai chahe jahan chalen
اب اپنا اختیار ہے چاہے جہاں چلیں
رہبر سے اپنی راہ جدا کر چکے ہیں ہم
अब अपना इख़्तियार है चाहे जहाँ चलें
रहबर से अपनी राह जुदा कर चुके हैं हम
Ae mere pyare aur dil azaiz dost
اُٹھا کے ہاتھ خدا سے بس مانگی ہے یہی دعا
نصیب ہوں خوشیاں تمہیں، تم خوش رہو سدا
Ae mere pyare aur dil azaiz dost
janam din ki khusihyan bohat mubarak
अरे मेरे प्यारे और दिल के करीब दोस्त,
जन्मदिन की बधाईयाँ, बहुत मुबारक हो।
Ai adam ke musafiro hoshiyar
Ai adam ke musafiro hoshiyar
Raah men zindagi khadi hogi
اے عدم کے مسافرو ہشیار
راہ میں زندگی کھڑی ہوگی
ऐ अदम के मुसाफ़िरो होशियार
राह में ज़िंदगी खड़ी होगी
Aik Woh Khud Hai Shayari Jaisi, Aur Phir
Aik Woh Khud Hai Shayari Jaisi,
Aur Phir Shayari Bhi Karti Hai
ایک وہ خود ہے شاعری جیسی
اور پھر شاعری بھی کرتی ہے
Aik Zraa Si Baat Per Muddat k Yarane Gaye
Aik Zraa Si Baat Per Muddat k Yarane Gaye
Chalo Acha Hua Kuch Log Toh Pehchane Gaye
Baitha Hai Jo Ki Saya-e-Deewar-e-Yar Mai
Baitha Hai Jo Ki Saya-e-Deewar-e-Yar Mai
Farman-Rava-e-Kishwar-e-Hindustan Hai
بیٹھا ہے جو کہ سایۂ دیوار یار میں
فرماں رواۓ کشور ہندوستان ہے
बैठा है जो कि साया-ए-दीवार-ए-यार में
फ़रमाँ-रवा-ए-किश्वर-ए-हिन्दुस्तान है
Be Inteha Pyar Kia Tha Be Inteha Chahat
Be Inteha Pyar Kia Tha Be Inteha Chahat Ke Sath,
Be Wajah Chor Diya Tumne Be Inteha Dard Ke Sath
Dil Diyan Gallan Karaange Naal Naal Beh Ke Akh Naal
Main Jeena Haan Tera Tu Jeena Hai Mera Dass Laina Ki Nakhra Dekha Ke,
Dil Diyan Gallan Karaange Naal Naal Beh Ke Akh Naal Akh Nu Mila Ke
میں جینا ہاں تیرا تو جینا ہے میرا دس لینا کی نخرا دیکھا کہ
دل دیاں گلاں کرانگے نال نال بھ کے آکھ نال آکھ نُوں ملا کہ
Dil Mai Zauq-e-Wasl o Yad-e-Yar Tak
Dil Mai Zauq-e-Wasl o Yad-e-Yar Tak Baaqi Nahi
Aag Is Ghar Mai Lagi Aisi Ki Jo Tha Jal Gaya
دل میں ذوق وصل و یاد یار تک باقی نہیں
آگ اس گھر میں لگی ایسی کہ جو تھا جل گیا
दिल में ज़ौक़-ए-वस्ल ओ याद-ए-यार तक बाक़ी नहीं
आग इस घर में लगी ऐसी कि जो था जल गया
Do Ghari Pyar Ki Karein Baatein, Dil
Do Ghari Pyar Ki Karein Baatein,
Dil Jalane Ko Umar Saari Hai
Gham-e-jahan ho rukh-e-yar ho ki dast-e-adu
Gham-e-jahan ho rukh-e-yar ho ki dast-e-adu
Suluk jis se kiya ham ne ashiqana kiya
غم جہاں ہو رخ یار ہو کہ دست عدو
سلوک جس سے کیا ہم نے عاشقانہ کیا
ग़म-ए-जहाँ हो रुख़-ए-यार हो कि दस्त-ए-अदू
सुलूक जिस से किया हम ने आशिक़ाना किया
Ghazab Ka Pyar Tha Uski Udaas Aankhon Mein
Ghazab Ka Pyar Tha Uski Udaas Aankhon Mein,
Ghumaan Tak Na Hua Ke Woh Bicharne Wala Hai
غضب کا پیار تھا اُس کی اداس آنکھوں میں
گُھمان تک نہ ہوا کے وہ بچھڑنے والا ہے
Gunjaish-e-Adavat-e-Aghyar Yak Taraf
Gunjaish-e-Adavat-e-Aghyar Yak Taraf
Yaan Dil Mai Zoyaaf Se Hawas-e-Yaar Bhi Nahi
گنجایش عداوت اغیار یک طرف
یاں دل میں ضعف سے ہوس یار بھی نہیں
गुंजाइश-ए-अदावत-ए-अग़्यार यक तरफ़
याँ दिल में ज़ोफ़ से हवस-ए-यार भी नहीं
Ho gaya jis din se apne dil par us ko ikhtiyar
Ho gaya jis din se apne dil par us ko ikhtiyar
Ikhtiyar apna gaya be-ikhtiyari rah gai
ہو گیا جس دن سے اپنے دل پر اس کو اختیار
اختیار اپنا گیا بے اختیاری رہ گئی
हो गया जिस दिन से अपने दिल पर उस को इख़्तियार
इख़्तियार अपना गया बे-इख़्तियारी रह गई
Humein Hee Kyun Dete Ho Pyar Ka Ilzam
Humein Hee Kyun Dete Ho Pyar Ka Ilzam,
Kabhi Khud Se Bhi Pocho Itne Pyare Kyun Ho