Abhi Na Jao K Waqt Nazuk Hai,
K Zindagi Laut Kar Nahi Aati
Abhi Na Jao K Waqt Nazuk Hai, K Zindagi Laut Kar
Ae gham-e-zindagi na ho naraaz
Dekh kar dil-kashi zamane ki
Aarzu hai fareb khane ki
Ae gham-e-zindagi na ho naraaz
Mujh ko aadat hai muskurane ki
Zulmaton se na Dar ki raste mein
Roshni hai sharab-KHane ki
Aa tere gesuon ko pyar karun
Raat hai mishalen jalane k
دیکھ کر دلکشی زمانے کی
آرزو ہے فریب کھانے کی
اے غم زندگی نہ ہو ناراض
مجھ کو عادت ہے مسکرانے کی
ظلمتوں سے نہ ڈر کہ رستے میں
روشنی ہے شراب خانے کی
آ ترے گیسوؤں کو پیار کروں
رات ہے مشعلیں جلانے کی
کس نے ساغر عدمؔ بلند کیا
تھم گئ
देख कर दिल-कशी ज़माने की
आरज़ू है फ़रेब खाने की
ऐ ग़म-ए-ज़िंदगी न हो नाराज़
मुझ को आदत है मुस्कुराने की
ज़ुल्मतों से न डर कि रस्ते में
रौशनी है शराब-ख़ाने की
आ तिरे गेसुओं को प्यार करूँ
रात है मिशअलें जलाने की
किस ने साग़र ‘अदम’
Ae Zindagi Ab Khatam Bhi Karde Imtehano’n Ka Silsila
Ae Zindagi!
Ab Khatam Bhi Karde Imtihano’n Ka Silsila,
Insaan Hoon Main Bhi Mujhe Bhi Takleef Hoti Hai
Ai gham-e-zindagi na ho naraz
Ai gham-e-zindagi na ho naraz
Mujh ko aadat hai muskurane ki
اے غم زندگی نہ ہو ناراض
مجھ کو عادت ہے مسکرانے کی
Aik Chota Sa Gunaah Mohabbat Ka, Zindagi Bhar
Aik Chota Sa Gunaah Mohabbat Ka,
Zindagi Bhar Hisaab Leta Hai
Aik Lafz Jissey Log Zindagi Kehte Hain
Aik Lafz Jissey Log Zindagi Kehte Hain,
Iss Hee Naam Se Tumhe Rakha Hai Apne Dil Mein
Aik Zindagi, Magar Mushkilein Hazar Hain
Aik Zindagi,
Magar Mushkilein Hazar Hain
ایک زندگی
مگر مشکلیں ہزار ہیں
Ajeeb Haal Mein Pohanch Gayi Hai Zindagi
Ajeeb Haal Mein Pohanch Gayi Hai Zindagi
Ab Na Toh Koi Ajnabi Raha Na Koi Apna
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi Jahanum Bhi
Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai
عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے
अमल से ज़िंदगी बनती है जन्नत भी जहन्नम भी
ये ख़ाकी अपनी फ़ितरत में न नूरी है न नारी है
Apne Mann Mein Doob Kar Pa Jaa Suragh-e-zindagi
Phir charagh-e-lala se roshan huye koh o daman
Mujh ko phir naghmon pe uksane laga murgh-e-chaman
Phool hain sehraa mein ya pariyan qatar andar qatar
Urre urre neelay neelay peelay peelay pairahan
Barg-e-gul par rakh gayi shabnam ka moti ba
پھر چراغ لالہ سے روشن ہوئے کوہ و دمن
مجھ کو پھر نغموں پہ اکسانے لگا مرغ چمن
پھول ہیں صحرا میں یا پریاں قطار اندر قطار
اودے اودے نیلے نیلے پیلے پیلے پیرہن
برگ گل پر رکھ گئی شبنم کا موتی باد صبح
اور چمکاتی ہے اس موتی کو سورج
फिर चराग़-ए-लाला से रौशन हुए कोह ओ दमन
मुझ को फिर नग़्मों पे उकसाने लगा मुर्ग़-ए-चमन
फूल हैं सहरा में या परियाँ क़तार अंदर क़तार
ऊदे ऊदे नीले नीले पीले पीले पैरहन
बर्ग-ए-गुल पर रख गई शबनम का मोती बाद-ए-सुब्ह
और चमकाती है उस मोती को सूरज
Be-Matlab Ki Zindagi Ka Silsila Khatam, Ab Jis Tarah
Be-Matlab Ki Zindgi Ka SilSila Khatm
Ab Jis Tarah Ki Duniya Uss Tarah Ke Hum
بے مطلب کی زندگی کا سلسلہ ختم
اب جس طرح کی دنیا اس طرح کے ہم
बेमतलब की जिंदगी का सिलसिला ख़त्म
अब जिस तरह की दुनिया उस तरह के हम
Char Din Mere Sath Kheli Hai, Zindagi Hee
Char Din Mere Sath Kheli Hai,
Zindagi Hee Meri Saheli Hai
چار دن میرے ساتھ کھیلی ہے
زندگی ہی میری سہیلی ہے
Ek Dil Ka Dard Tha Jo Raha Zindagi Ke Sath
Ek Dil Ka Dard Tha Jo Raha Zindagi Ke Sath,
Ek Dil Ka Sukoo’n Tha Jo Sada Hum Dhundte Rahe
Ek Dil Ka Dard Tha Ke Raha Zindagi Ke Sath
Ek Dil Ka Dard Tha Ke Raha Zindagi Ke Sath
Ek Dil Ka Chain Tha Ke Sada Dhundte Rahe
Ek Isee Usool Par Guzari Hai Zindagi
Ek Isee Usool Par Guzari Hai Zindagi Maine,
Jisko Apna Maana Use Kabhi Parkha Nahin.
एक इसी उसूल पर गुजारी है जिंदगी मैंने,
जिसको अपना माना उसे कभी परखा नहीं।
ایک اسی اصول پر گزاری ہے زندگی میں نے،
جس کو اپنا مانا اُسے کبھی پرکھا نہیں