100 Dum Gafil,
100 Dum Kafir
100 Dum Gafil, 100 Dum Kafir By Basheer Shah
سو دم غافل
سو دم کافر
2 Rabi Ul Awal kay din AQQAA SAW
12 Rabi Ul Awal kay din AQQAA SAW aye duniya mein
In ki Aamad per Rehmat kay baadal chaaye duniya mein
Jashan maanao AQQAA SAW ka, Khush hon gay REHMAN.
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun,
Pehle Toh Thi Dil Lagi, Ab Dil Pe Jaa Lagi
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai,
Pehle Dil Mein Tamana Thi Ab Dil Hee Tamana Hai
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab
Kuch Aesi Beqarari Hai Tere Intezar Ki
Aaina dekh kar tasalli hui
Aaina dekh kar tasalli hui
Ham ko is ghar men janta hai koi
آئنہ دیکھ کر تسلی ہوئی
ہم کو اس گھر میں جانتا ہے کوئی
आइना देख कर तसल्ली हुई
हम को इस घर में जानता है कोई
Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin, Jaane Jaa’n
Aaine Ki Nazar Lag Na jaye Kahin,
Jaane Jaa’n Apna Sadqa Utaara Karo
Aaiye Sahab Bethiye, Hukam Kijiye, Kya Paish Karun
Aaiye Sahab Bethiye, Hukam Kijiye, Kya Paish Karun
Khawab Hazir, Armaan Hazir, Dil Hazir, Jaan Hazir
آئیے صاحب بیٹھئیے ، حکم کیجیئے ، کیا پیش کروں
خواب حاضر ، ارمان حاضر ، دل حاضر ، جان حاضر
Aaj jin jheelon ka bas kagaz mei naqsha reh gaya
Aaj jin jheelon ka bas kagaz mei naqsha reh gaya
Ek muddat tak mein un ankhon se behta reh gaya
آج جن جھیلوں کا بس کاغذ میں نقشہ رہ گیا
ایک مدت تک میں اُن آنکھوں سے بہتا رہ گیا
Aaj mehfil mein tere zikar pe dharka bhi nahi
Aaj mehfil mein tere zikar pe dharka bhi nahi
Dil kam bakhat tere naam pe mar mitta tha
آج محفل میں تیرے ذکر پہ دھڑکا بھی نہیں
دل کم بخت تیرے نام پہ مر مٹتا تھا
Aaj Nikle Hain Woh Kaala Suit Pehen Kar
Aaj Nikle Hain Woh Kaala Suit Pehen Kar,
Khuda Khair Kare Ishq K Marizon Ki
Aaj Toh Dil Ke Dard Per Hans Kar, Dard Ka Dil
Aaj Toh Dil Ke Dard Per Hans Kar,
Dard Ka Dil Dukha Diya Maine
Aaj Waqiya Kuch Yun Hua Kehne Lage Kaun Ho Tum
Aaj Waqiya Kuch Yun Hua Kehne Lage Kaun Ho Tum,
Hum Ne Bhi Mur Kar Kaha Kya Aap Mujhse Mukhatib Ho?
Aamir Na Kar Jeet Ki Lagan Ab, Jaane Kab
Aamir Na Kar Jeet Ki Lagan Ab
Jaane Kab Ka Hai Tu Haar Aaya
کچھ بات ہے کہ خیال یار آیا
ایک بار نہ ہی بلکہ بار بار آیا
بھول چکا تھا سب چوٹیں دل کی
یہ کیا کہ پھر زخم فگار آیا
وہ زمانے کی سازش وہ اپنوں کا ستم
کچھ نہیں بس یاد اک اک وار آیا
بتائے تو کوئی جا کہ صاحب کو
چلتے چلتے یہاں تک اس کا طلب
Aankhen Bhi Dharkanon Ki Zubaa’n Bolne Lagi
Aankhen Bhi Dharkanon Ki Zubaa’n Bolne Lagi
Ojhal Hua Woh Shaks Toh Kohram Mach Gaya
آنکھیں بھی دھڑکنوں کی زباں بولنے لگیں
اوجھل ہوا وہ شخص تو کہرام مچ گیا