Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein,
Aankh Se Dil Mein Woh Utar Na Saka
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein, Aankh Se Dil
آگ ایسی لگی تھی سینے میں
آنکھ سے دل میں وہ اتر نہ سکا
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab
Kuch Aesi Beqarari Hai Tere Intezar Ki
Aaj Bhi Sheher Mein Pagal Dil Ko, Teri Deed
Aaj Bhi Sheher Mein Pagal Dil Ko,
Teri Deed Ki Aas Rahi Aaj Bhi Shaam Udas Rahi
آج بهی شہر میں پاگل دل کو
تیری دید کی آس رہی آج بهی شام اداس رہی
Aaj phir dil pe ek chot pari
Aaj phir dil pe ek chot pari
Aaj phir dard mei nikhar aaya
آ ج پھر دل پہ ایک چوٹ پڑی
آ ج پھر درد میں نکھار آ یا
Aaj Toh Dil Ke Dard Per Hans Kar, Dard Ka Dil
Aaj Toh Dil Ke Dard Per Hans Kar,
Dard Ka Dil Dukha Diya Maine
Aankhon Ke Kareeb Toh Nahi Lekin, Mere Dil Ke
Aankhon Ke Kareeb Toh Nahi Lekin,
Mere Dil Ke Bahut Kareeb Ho Tum
آنکھوں کے قریب تو نہیں لیکن
میرے دل کے بہت قریب ہو تم
Aankhon Se Dur Sahee Dil Se Kahan Jaoge
Aankhon Se Dur Sahee Dil Se Kahan Jaoge,
Jaane Wale Tum Humein Yaad Bahut Aaoge
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai, Guzar Jayega
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega
آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا
आँख से दूर न हो दिल से उतर जाएगा
वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाएगा
Aap Daulat Ke Tarazu Mein Dilon Ko Taulein
Aap Daulat Ke Tarazu Mein Dilon Ko Taulein,
Hum Mohabbat Se Mohabbat Ka Sila Dete Hain
Aap se dil laga ke yaad aaya
Aap se dil laga ke yaad aaya
Aap se dil nahin lagana tha
آپ سے دل لگا کے یاد آیا
آپ سے دل نہیں لگانا تھا
Aata Hai Dagh-e-Hasrat-e-Dil Ka Shumar
Aata Hai Dagh-e-Hasrat-e-Dil Ka Shumar Yaad
Mujh Se Mere Gunah Ka Hisab Aye Khuda Na Maang
آتا ہے داغ حسرت دل کا شمار یاد
مجھ سے مرے گنہ کا حساب اے خدا نہ مانگ
आता है दाग़-ए-हसरत-ए-दिल का शुमार याद
मुझ से मिरे गुनह का हिसाब ऐ ख़ुदा न माँग
Ab dil ki tamanna hai to ai kaash yahi ho
Ab dil ki tamanna hai to ai kaash yahi ho
Aansu ki jagah aankh se hasrat nikal aaye
اب دل کی تمنا ہے تو اے کاش یہی ہو
آنسو کی جگہ آنکھ سے حسرت نکل آئے
अब दिल की तमन्ना है तो ऐ काश यही हो
आँसू की जगह आँख से हसरत निकल आए
Abhi Toh Dil Mein Halki Si Khalish Mehsoos Hoti Hai
Abhi Toh Dil Mein Halki Si Khalish Mehsoos Hoti Hai,
Bahut Mumkin Hai, Kal Iska Mohabbat Naam Ho Jaye
Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz
Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz,
Log Kehte Hain Meri Aankhon Mein Uska Chehra Nazar Aata Hai
اب اس دنیا میں کوئی اور مجھے دل نہیں دینے والا فراز
لوگ کہتے ہیں میری آنکھوں میں اُس کا چہرا نظر آتا ہے