100 Dum Gafil,
100 Dum Kafir
100 Dum Gafil, 100 Dum Kafir By Basheer Shah
سو دم غافل
سو دم کافر
2 Rabi Ul Awal kay din AQQAA SAW
12 Rabi Ul Awal kay din AQQAA SAW aye duniya mein
In ki Aamad per Rehmat kay baadal chaaye duniya mein
Jashan maanao AQQAA SAW ka, Khush hon gay REHMAN.
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza,
Hans Hans Ke Aah Aah Kiye Jaa Raha Hun Main
Aadat Unki Ab Kuch Iss Tarah Ho Gayi, Ab
Aadat Unki Ab Kuch Iss Tarah Ho Gayi
Ab Unki Berukhi Se Bhi Mohabbat Ho Gayi
Aadhi Raat Aur Gehre Saaye, Khali Kursi
Aadhi Raat Aur Gehre Saaye
Khali Kursi Main Aur Chai
آدھی رات اور گہرے سائے
خالی کرسی، میں اور چاے
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein, Aankh Se Dil
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein,
Aankh Se Dil Mein Woh Utar Na Saka
آگ ایسی لگی تھی سینے میں
آنکھ سے دل میں وہ اتر نہ سکا
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun,
Pehle Toh Thi Dil Lagi, Ab Dil Pe Jaa Lagi
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai,
Pehle Dil Mein Tamana Thi Ab Dil Hee Tamana Hai
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum, Ho
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum,
Ho Gaye Khaak Inteha Yeh Hai
Aag The Ibtida-e-Ishq Mai Hum
Aag The Ibtida-e-Ishq Mai Hum
Ab Jo Hain Khaak Inteha Hai Ye
آگ تھے ابتدائے عشق میں ہم
اب جو ہیں خاک انتہا ہے یہ
आग थे इब्तिदा-ए-इश्क़ में हम
अब जो हैं ख़ाक इंतिहा है ये
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab
Kuch Aesi Beqarari Hai Tere Intezar Ki
Aah Ko Chahiye Ik Umer Asar Hote Tak
Aah Ko Chahiye Ik Umar Asar Hote Tak
kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hote Tak
آہ کو چاہیے اک عمر اثر ہوتے تک
کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک
आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक
कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक
Aaina dekh kar tasalli hui
Aaina dekh kar tasalli hui
Ham ko is ghar men janta hai koi
آئنہ دیکھ کر تسلی ہوئی
ہم کو اس گھر میں جانتا ہے کوئی
आइना देख कर तसल्ली हुई
हम को इस घर में जानता है कोई
Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin, Jaane Jaa’n
Aaine Ki Nazar Lag Na jaye Kahin,
Jaane Jaa’n Apna Sadqa Utaara Karo
Aaiye Sahab Bethiye, Hukam Kijiye, Kya Paish Karun
Aaiye Sahab Bethiye, Hukam Kijiye, Kya Paish Karun
Khawab Hazir, Armaan Hazir, Dil Hazir, Jaan Hazir
آئیے صاحب بیٹھئیے ، حکم کیجیئے ، کیا پیش کروں
خواب حاضر ، ارمان حاضر ، دل حاضر ، جان حاضر