Aag meN kyA kyA jalA hai shab bhar
Kitni khush-rang dikhai di hai
Aag meN kyA kyA jalA hai shab bhar
آگ میں کیا کیا جلا ہے شب بھر
کتنی خوش رنگ دکھائی دی ہے
Aah Ko Chahiye Ik Umer Asar Hote Tak
Aah Ko Chahiye Ik Umar Asar Hote Tak
kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hote Tak
آہ کو چاہیے اک عمر اثر ہوتے تک
کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک
आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक
कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक
Aaj Bhi Sheher Mein Pagal Dil Ko, Teri Deed
Aaj Bhi Sheher Mein Pagal Dil Ko,
Teri Deed Ki Aas Rahi Aaj Bhi Shaam Udas Rahi
آج بهی شہر میں پاگل دل کو
تیری دید کی آس رہی آج بهی شام اداس رہی
Aankhen Hain Ya Samundar, Doob Jaane Ko
Aankhen Hain Ya Samundar,
Doob Jaane Ko Jee Chahta Hai
آنکھیں ہیں یا سمندر
ڈوب جانے کو جی چاہتا ہے
Aankhon Ko Apni Band Na Kar Loon Toh Kya Karoon
Aankhon Ko Apni Band Na Kar Loon Toh Kya Karoon,
Ab Dekhna Hee Kya Hai Tujhe Dekhne Ke Baad
Aap Daulat Ke Tarazu Mein Dilon Ko Taulein
Aap Daulat Ke Tarazu Mein Dilon Ko Taulein,
Hum Mohabbat Se Mohabbat Ka Sila Dete Hain
Ab Bhi Doobti Kashti Ko Paar Lagaya
Ab Bhi Doobti Kashti Ko Paar Lagaya Jaa Sakta Hai
Inn Jaahil Hukmarano Ke Takht Ko Giraya Jaa Sakta Hai
Gaz Inka Takjt o Taaj Ultaa Nahi Sakte
Magar In Ki Hukmarani Ko Toh Jhutlaya Jaa Sakta Hai
Zaruri Toh Nahi Hum Bhi Kaatein Hijr o Wasaal
اب بھی ڈوبتی کشتی کو پار لگایا جا سکتا ہے
ان جاہل حکمرانوں کے تخت کو گرایا جاسکتا ہے
گر انکا تخت و تاج الٹا نہیں سکتے
مگر ان کی حکمرانی کو تو جھٹلایا جاسکتا ہے
ضروری تو نہیں ہم بھی کاٹیں ہجر و وصال
تیری جگہ کسی اور کو بھی تو اپنایا جا سک
Abhi Tum Tifle Maktab Ho, Sambhalo Apne Joban Ko
Abhi Tum Tifle Maktab Ho, Sambhalo Apne Joban Ko,
Yeh Totey Kachi Faslon Ka Bara Nuqsan Karte Hain
Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz
Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz,
Log Kehte Hain Meri Aankhon Mein Uska Chehra Nazar Aata Hai
اب اس دنیا میں کوئی اور مجھے دل نہیں دینے والا فراز
لوگ کہتے ہیں میری آنکھوں میں اُس کا چہرا نظر آتا ہے
Ab mery haal se ku tum ko pareshani hai
Ab mery haal se ku tum ko pareshani hai
Ab tu tum mujh se mohabat bhi nahi karte ho
اب مرے حال سے کیوں تم کو پریشانی ہے
اب تو تم مجھ سے محبت بھی نہیں کرتے ہو
Ab Mujh Zaif-o-Zar Ko Mat Kuch Kaha
Ab Mujh Zaif-o-Zar Ko Mat Kuch Kaha Karo
Jaati Nahi Hai Mujh Se Kisi Ki Uthai Baat
اب مجھ ضعیف و زار کو مت کچھ کہا کرو
جاتی نہیں ہے مجھ سے کسو کی اٹھائی بات
अब मुझ ज़ईफ़-ओ-ज़ार को मत कुछ कहा करो
जाती नहीं है मुझ से किसू की उठाई बात
Ab Na Kareinge Apne Dard Ko Bayaan Kisi Ke Saamne
Ab Na Kareinge Apne Dard Ko Bayaan Kisi Ke Saamne,
Dard Jab Mujhko Hee Sehna Hai Toh Tamasha Kyun Karna
Ab Shayad Hee Koi Mohabbat Kare Mujhse
Ab Shayad Hee Koi Mohabbat Kare Mujhse,
Meri Aankhon Mein Saaf Tum Nazar Aate Ho
اب شاید ہی کوئی محبت کرے مجھ سے
میری آنکھوں میں صاف تم نظر آتے ہو
Ab tak dil-e-khush-fahm ko tujh se hain umiden
Ab tak dil-e-khush-fahm ko tujh se hain umiden
Ye akhiri shamien bhi bujhane ke liye aa
اب تک دل خوش فہم کو تجھ سے ہیں امیدیں
یہ آخری شمعیں بھی بجھانے کے لیے آ
अब तक दिल-ए-ख़ुश-फ़हम को तुझ से हैं उमीदें
ये आख़िरी शमएँ भी बुझाने के लिए आ
Ab Tak Dil Khushfehem Ko Hain Tujhse Umeedein
Ab Tak Dil Khushfehem Ko Hain Tujhse Umeedein,
Yeh Aakhri Shamein Bhi Bhujane Ke Liye Aa