Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza,
Hans Hans Ke Aah Aah Kiye Jaa Raha Hun Main
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza
Aadmi Jaan Ke Khaata Hai Mohabbat Mein Fareb
Aadmi Jaan Ke Khaata Hai Mohabbat Mein Fareb
Khud Farebi Hee Mohabbat Ka Sila Ho Jaise
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein, Aankh Se Dil
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein,
Aankh Se Dil Mein Woh Utar Na Saka
آگ ایسی لگی تھی سینے میں
آنکھ سے دل میں وہ اتر نہ سکا
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere
آج اک اور برس بیت گیا اس کے بغیر
جس کے ہوتے ہوئے ہوتے تھے زمانے میرے
आज इक और बरस बीत गया उस के बग़ैर
जिस के होते हुए होते थे ज़माने मेरे
Aaj phir bujh gae jal jal ke umidon ke charagh
Aaj phir bujh gae jal jal ke umidon ke charagh
aaj phir taron bhari raat ne dam tod diya
آج پھر بجھ گئے جل جل کے امیدوں کے چراغ
آج پھر تاروں بھری رات نے دم توڑ دیا
आज फिर बुझ गए जल जल के उमीदों के चराग़
आज फिर तारों भरी रात ने दम तोड़ दिया
Aaj Toh Dil Ke Dard Per Hans Kar, Dard Ka Dil
Aaj Toh Dil Ke Dard Per Hans Kar,
Dard Ka Dil Dukha Diya Maine
Aaj Waqiya Kuch Yun Hua Kehne Lage Kaun Ho Tum
Aaj Waqiya Kuch Yun Hua Kehne Lage Kaun Ho Tum,
Hum Ne Bhi Mur Kar Kaha Kya Aap Mujhse Mukhatib Ho?
Aankhen Bhi Dharkanon Ki Zubaa’n Bolne Lagi
Aankhen Bhi Dharkanon Ki Zubaa’n Bolne Lagi
Ojhal Hua Woh Shaks Toh Kohram Mach Gaya
آنکھیں بھی دھڑکنوں کی زباں بولنے لگیں
اوجھل ہوا وہ شخص تو کہرام مچ گیا
Aankhon Ke Kareeb Toh Nahi Lekin, Mere Dil Ke
Aankhon Ke Kareeb Toh Nahi Lekin,
Mere Dil Ke Bahut Kareeb Ho Tum
آنکھوں کے قریب تو نہیں لیکن
میرے دل کے بہت قریب ہو تم
Aansu Baha Baha Ke Bhi Hote Nahi Kam Sahab
Aansu Baha Baha Ke Bhi Hote Nahi Kam Sahab,
Kitni Ameer Hoti Hain Aankhen Gareeb Ki
آنسو بہا بہا کہ بھی ہوتے نہیں کم صاحب
کتنی امیر ہوتی ہیں آنکھیں غریب کی
Aap Daulat Ke Tarazu Mein Dilon Ko Taulein
Aap Daulat Ke Tarazu Mein Dilon Ko Taulein,
Hum Mohabbat Se Mohabbat Ka Sila Dete Hain
Aap ke baad har ghadi ham ne
Aap ke baad har ghadi ham ne
Aap ke saath hi guzari hai
آپ کے بعد ہر گھڑی ہم نے
آپ کے ساتھ ہی گزاری ہے
आप के बा’द हर घड़ी हम ने
आप के साथ ही गुज़ारी है
Aap se dil laga ke yaad aaya
Aap se dil laga ke yaad aaya
Aap se dil nahin lagana tha
آپ سے دل لگا کے یاد آیا
آپ سے دل نہیں لگانا تھا
Aaya Kuch Is Adaa Se Ke Palkein Bheego Gaya
Aaya Kuch Is Adaa Se Ke Palkein Bheego Gaya,
Jhonka Tere Khayal Ka Kitna Shadeed Tha
آیا کچھ اس ادا سے کہ پلکیں بھیگو گیا
جھونکا تیرے خیال کا کتنا شدید تھا
Aaya Tha Unka Khat Yeh Ke Humein Bhool Jao
Aaya Tha Unka Khat Yeh Ke Humein Bhool Jao,
Hum Ne Jawab e Khat Mein Kinara Jala Diya