100 Dum Gafil,
100 Dum Kafir
100 Dum Gafil, 100 Dum Kafir By Basheer Shah
سو دم غافل
سو دم کافر
2 Rabi Ul Awal kay din AQQAA SAW
12 Rabi Ul Awal kay din AQQAA SAW aye duniya mein
In ki Aamad per Rehmat kay baadal chaaye duniya mein
Jashan maanao AQQAA SAW ka, Khush hon gay REHMAN.
Aadatein Mukhtalif Hain Hamari Duniya Walon Se
Aadatein Mukhtalif Hain Hamari Duniya Walon Se,
Kam Mohabbat Karte Hain Per Lajawab Karte Hain
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza,
Hans Hans Ke Aah Aah Kiye Jaa Raha Hun Main
Aadhi Raat Aur Gehre Saaye, Khali Kursi
Aadhi Raat Aur Gehre Saaye
Khali Kursi Main Aur Chai
آدھی رات اور گہرے سائے
خالی کرسی، میں اور چاے
Aadmi Jaan Ke Khaata Hai Mohabbat Mein Fareb
Aadmi Jaan Ke Khaata Hai Mohabbat Mein Fareb
Khud Farebi Hee Mohabbat Ka Sila Ho Jaise
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein, Aankh Se Dil
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein,
Aankh Se Dil Mein Woh Utar Na Saka
آگ ایسی لگی تھی سینے میں
آنکھ سے دل میں وہ اتر نہ سکا
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun,
Pehle Toh Thi Dil Lagi, Ab Dil Pe Jaa Lagi
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai
Aaghaz e Mohabbat Ka Anjaam bus Itna Hai,
Pehle Dil Mein Tamana Thi Ab Dil Hee Tamana Hai
Aaghaz e Mohabbat Se Anjaam e Mohabbat Tak
Aaghaz e Mohabbat Se Anjaam e Mohabbat Tak,
Guzara Hai Jo Kuch Hum Per Tumne Bhi Suna Hoga
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai
Meri Sadgi Se Log Jale Toh Mera Kya Kasoor
Aag meN kyA kyA jalA hai shab bhar
Aag meN kyA kyA jalA hai shab bhar
Kitni khush-rang dikhai di hai
آگ میں کیا کیا جلا ہے شب بھر
کتنی خوش رنگ دکھائی دی ہے
Aag Se Khak Ho Gaye Hum
Aag Se Khak Ho Gaye Hum
Na Jane Kahan Kho Gaye Hum
آگ سے خاک ہو گیے ہم
نہ جانے کہاں کہو گيے ہم
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum, Ho
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum,
Ho Gaye Khaak Inteha Yeh Hai
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab
Kuch Aesi Beqarari Hai Tere Intezar Ki