Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun,
Pehle Toh Thi Dil Lagi, Ab Dil Pe Jaa Lagi
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum, Ho
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum,
Ho Gaye Khaak Inteha Yeh Hai
Aankhen Dekh Kar Hee Ho Jaate Thay Dur
Aankhen Dekh Kar Hee Ho Jaate Thay Dur,
Jo Dekhte In Mein Pani Toh Doob Jaate
آنکھیں دیکھ کر ہی ہو جاتے تھے دُور
جو دیکھتے اِن میں پانی تو ڈوب جاتے
Aankhen Jo Uthayi Toh Mohabbat Ka Ghuman Ho
Aankhen Jo Uthayi Toh Mohabbat Ka Ghuman Ho,
Nazaron Ko Jhukaye Toh Shikayat Si Lagi Hai
Aankhon Mein Aansu Thay Magar Hum Khamosh Rahe
Aankhon Mein Aansu Thay Magar Hum Khamosh Rahe,
Iss Tawaqo Se Ke Shayad Tu Palat Kar Dekh Le
Aaya Tha Unka Khat Yeh Ke Humein Bhool Jao
Aaya Tha Unka Khat Yeh Ke Humein Bhool Jao,
Hum Ne Jawab e Khat Mein Kinara Jala Diya
Ab ki jo rah-e-mohabbat men uThai taklif
Ab ki jo rah-e-mohabbat men uThai taklif
Sakht hoti hamen manzil kabhi aisi to na thi
اب کی جو راہ محبت میں اٹھائی تکلیف
سخت ہوتی ہمیں منزل کبھی ایسی تو نہ تھی
अब की जो राह-ए-मोहब्बत में उठाई तकलीफ़
सख़्त होती हमें मंज़िल कभी ऐसी तो न थी
Afsos Ke Mere Aansu Bhi Teri Chahat
Afsos Ke Mere Aansu Bhi Teri Chahat Ko Hasil Na Kar Sake
Logo Ki Hansi Ne Tujhe Apna Bana Liya
Ai dost mohabbat ke sadme tanha hi uThane padte hain
Ai dost mohabbat ke sadme tanha hi uThane padte hain
Rahbar to faqat is raste men do gaam sahara dete hain
اے دوست محبت کے صدمے تنہا ہی اٹھانے پڑتے ہیں
رہبر تو فقط اس رستے میں دو گام سہارا دیتے ہیں
ऐ दोस्त मोहब्बत के सदमे तन्हा ही उठाने पड़ते हैं
रहबर तो फ़क़त इस रस्ते में दो गाम सहारा देते हैं
Aik Benaam Si Chahat Hai
Aik Benaam Si Chahat Hai,
Yeh Mohabbat Bhi Kaisi Rahat Hai
Aik Duniya Ne Mujh Ko Chaha Hai, Aik
Aik Duniya Ne Mujh Ko Chaha Hai,
Aik Hee Shaks Hai Duniya Meri
Aik Hee Milne Wala Tha, Aesa Bichra
Aik Hee Milne Wala Tha,
Aesa Bichra Ke Phir Mila Hee Nahi
ایک ہی اپنا ملنے والا تھا
ایسا بچھڑا کہ پھر ملا ہی نہیں
Aik Safar Tha Jo Guzar Gaya, Koi Nasha Tha
Aik Safar Tha Jo Guzar Gaya,
Koi Nasha Tha Jo Utar Gaya
Ajeeb Duniya Hai Koi Chahat Ki Baat Karta
Ajeeb Duniya Hai Koi Chahat Ki Baat Karta Hai Aur Koi Chahne Ki,
Hum Toh Dono Azmaa Chuke, Na Chahat Mili Na Chahne Wala
Ander Aesa Habas Tha Maine Khol Diya
Ander Aesa Habas Tha Maine Khol Diya Darwaza,
Jisne Dil Se Jaana Hai Woh Khamoshi Se Jaye
اندر ایسا حبس تھا، میں نے کھول دیا دروازہ
جس نے دل سے جانا ہے وہ خاموشی سے جائے