Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza,
Hans Hans Ke Aah Aah Kiye Jaa Raha Hun Main
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza
Aag The Ibtida-e-Ishq Mai Hum
Aag The Ibtida-e-Ishq Mai Hum
Ab Jo Hain Khaak Inteha Hai Ye
آگ تھے ابتدائے عشق میں ہم
اب جو ہیں خاک انتہا ہے یہ
आग थे इब्तिदा-ए-इश्क़ में हम
अब जो हैं ख़ाक इंतिहा है ये
Aah Ko Chahiye Ik Umer Asar Hote Tak
Aah Ko Chahiye Ik Umar Asar Hote Tak
kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hote Tak
آہ کو چاہیے اک عمر اثر ہوتے تک
کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک
आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक
कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक
Aaj Toh Dil Ke Dard Per Hans Kar, Dard Ka Dil
Aaj Toh Dil Ke Dard Per Hans Kar,
Dard Ka Dil Dukha Diya Maine
Aankhon Mai Chub Gain Teri Yaadon
Aankhon Mai Chub Gain Teri Yaadon Ki Kirchiyan
Kandhon Per Gham Ki Shawl Hai Aur Chand Raat Hai
آنکھوں میں چبھ گئیں تری یادوں کی کرچیاں
کاندھوں پہ غم کی شال ہے اور چاند رات ہے
Ab Bhi Barsaat Ki Ratoon Mai Badan
Ab Bhi Barsaat Ki Ratoon Mai Badan Tutta Hai
Jaag Uthti Hain Ajaab Khawahishain Angrai Ki
اب بھی برسات کی راتوں میں بدن ٹوٹتا ہے
جاگ اٹھتی ہیں عجب خواہشیں انگڑائی کی
अब भी बरसात की रातों में बदन टूटता है
जाग उठती हैं अजब ख़्वाहिशें अंगड़ाई की
Ab Ke Barish Mai Tou Kar-e-Ziyan Hona
Ab Ke Barish Mai Tou Kar-e-Ziyan Hona Hi Tha
Apni Kachhi Bastiyon Ko Be-Nishan Hona Hi Tha
اب کے بارش میں تو یہ کار زیاں ہونا ہی تھا
اپنی کچی بستیوں کو بے نشاں ہونا ہی تھا
अब के बारिश में तो ये कार-ए-ज़ियाँ होना ही था
अपनी कच्ची बस्तियों को बे-निशाँ होना ही था
Ab Ke Woh Dard De Ke Main Roun Tamam Umar
Ab Ke Woh Dard De Ke Main Roun Tamam Umar,
Ab Ke Woh Laga Zakham Ke Jeena Mahaal Ho
Ab K Junoon Mai Fasla Shayad Na Kuch
Ab K Junoon Mai Fasla Shayad Na Kuch Rahe
Daman K Chaak Aur Gireban K Chaak Mai
اب کے جنوں میں فاصلہ شاید نہ کچھ رہے
دامن کے چاک اور گریباں کے چاک میں
अब के जुनूँ में फ़ासला शायद न कुछ रहे
दामन के चाक और गिरेबाँ के चाक में
Ab Main Samjha Uski Chamakti Huyi Aankhon Ka Raaz
Ab Main Samjha Uski Chamakti Huyi Aankhon Ka Raaz,
Woh Rota Nahi Magar Aansu’on Ko Qaid Kar Leta Hai
اب میں سمجھا اُس کی چمکتی ہوئی آنکھوں کا راز
وہ روتا نہیں مگر آنسوؤں کو قید کر لیتا ہے
Ab Na Kareinge Apne Dard Ko Bayaan Kisi Ke Saamne
Ab Na Kareinge Apne Dard Ko Bayaan Kisi Ke Saamne,
Dard Jab Mujhko Hee Sehna Hai Toh Tamasha Kyun Karna
Ab Toh Aankhon Main Samati Naheen Surat Koi
اب تو آنکھوں میں سمٹی نہیں صورت کوئی
گور سے میں نے تجھے کاش نہ دیکھا ہوتا
Ab Toh Aankhon Main Samati Naheen Surat Koi
Gor Se Maine Tujhe Kaash Na Dekha Hota
Now no image is absorbed in my eyes
I wish I had not gazed at you so closely
अब आँखों में समाती नहीं सूरत कोई
गौर से मैंने तुझे काश न देखा होता
Ab Toh Khwahish Hai Ke Dard Aesa Mile
Ab Toh Khwahish Hai Ke Dard Aesa Mile,
Saans Lene Ki Hasrat Mein Mar Jayein
Ae Ishq Bas Jaan Gaya Main Teri Pehchan Yehi Hai
Ae Ishq Bas Jaan Gaya Main Teri Pehchan Yehi Hai,
Tu Dil Mai Tu Aata Hai Magar Samajh Main Nahi Aata
Ae Musawar Tujhe Ustad Main Maanu Ga
Ae Musawar Tujhe Ustad Main Maanu Ga,
Dard Bhi Kainch Meri Tasveer K Saath