Ab Jafa Se Bhi Hain Mahrum Hum Allah Allah
Is Qadar Dushman-e-Arbab-e-Vafa Ho Jaana
Ab Jafa Se Bhi Hain Mahrum Hum Allah
اب جفا سے بھی ہیں محروم ہم اللہ اللہ
اس قدر دشمن ارباب وفا ہو جانا
अब जफ़ा से भी हैं महरूम हम अल्लाह अल्लाह
इस क़दर दुश्मन-ए-अरबाब-ए-वफ़ा हो जाना
Allah Re Zauq-e-Dasht-Navardi Ki Baad
Allah Re Zauq-e-Dasht-Navardi Ki Baad-e-Marg
Hilte Haiñ Khud-ba-Khud Mere Andar kafan Ke Paaun
اللہ رے ذوق دشت نوردی کہ بعد مرگ
ہلتے ہیں خود بہ خود مرے اندر کفن کے پاؤں
अल्लाह रे ज़ौक़-ए-दश्त-नवर्दी कि बाद-ए-मर्ग
हिलते हैं ख़ुद-ब-ख़ुद मिरे अंदर कफ़न के पाँव
Chalo Uss Ka Nahi Allah Ka Ehsaan Lete Hain
Chalo Uss Ka Nahi Allah Ka Ehsaan Lete Hain,
Woh Minat Se Nahi Maana Toh Mante Maan Lete Hain
Hum Abhi Haroof e Tahaji Bhi Nahi Parh Sakte
Hum Abhi Haroof e Tahaji Bhi Nahi Parh Sakte,
Aur Tumhari Aankhen Hain Riyazi Ke Sawalon Jaisi
Jinki Umeed Allah Se Ho, Woh Kabhi
Jinki Umeed Allah Se Ho
Woh Kabhi Na Umeed Nahi Hote
جن کی اُمید صرف الله سے ہو
وہ کبھی نا اُمید نہیں ہوتے
Masroofiyat Mein Aati Hai Behadh Tumahri Yaad
Masroofiyat Mein Aati Hai Behadh Tumahri Yaad,
Fursat Mein Teri Yaad Se Fursat Nahi Milti
Nahi Mayoos Apne Allah Se, Badal Jaati
Nahi Mayoos Apne Allah Se
Badal Jaati Hai Kismat Dua Se
نہیں مایوس اپنے الله سے
بدل جاتی ہے قسمت دُعا سے