Aag Shayari is a type of poetry that explores the theme of fire and passion. The word "Aag" means "fire" in Hindi, and this type of poetry often uses images of flames, heat, and intensity to convey feelings of desire, longing, and intensity. Aag Shayari can be passionate, intense, or even seductive, and it has a unique ability to capture the heat of the moment.
Kya aise kam-suKHan se koi guftugu kare
کیا ایسے کم سخن سے کوئی گفتگو کرے
جو مستقل سکوت سے دل کو لہو کرے
اب تو ہمیں بھی ترک مراسم کا دکھ نہیں
پر دل یہ چاہتا ہے کہ آغاز تو کرے
تیرے بغیر بھی تو غنیمت ہے زندگی
خود کو گنوا کے کون تری جستجو کرے
اب تو یہ آرزو
kya aise kam-suKHan se koi guftugu kare
jo mustaqil sukut se dil ko lahu kare
ab to hamein bhi tark-e-marasim ka dukh nahin
par dil ye chahta hai ki aaghaz tu kare
tere baghair bhi to ghanimat hai zindagi
KHud ko ganwa ke
क्या ऐसे कम-सुख़न से कोई गुफ़्तुगू करे
जो मुस्तक़िल सुकूत से दिल को लहू करे
अब तो हमें भी तर्क-ए-मरासिम का दुख नहीं
पर दिल ये चाहता है कि आग़ाज़ तू करे
तेरे बग़ैर भी तो ग़नीमत है ज़िंदगी
ख़ुद को गँवा के कौन तिरी जुस्तुजू क
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein, Aankh Se Dil
Aag Aesi Lagi Thi Seene Mein,
Aankh Se Dil Mein Woh Utar Na Saka
آگ ایسی لگی تھی سینے میں
آنکھ سے دل میں وہ اتر نہ سکا
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum, Ho
Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum,
Ho Gaye Khaak Inteha Yeh Hai
Main Kar Raha Tha Faqt Tajurba Mohabbat Ka
Main Kar Raha Tha Faqt Tajurba Mohabbat Ka,
Ab Aesi Aag Lagi Hai Bujha Nahi Sakta
Mujhe Baar Baar Sada Na De, Meri Hasraton
Mujhe Baar Baar Sada Na De
Meri Hasraton Ko Hawa Na De,
Mere Dil Mein Aatish e Ishq Hai
Meri Aag Tujh Ko Jala Na De
Patton Ki Tarah Mujh Ko Bikherta Tha Zamana
Patton Ki Tarah Mujh Ko Bikherta Tha Zamana,
Ek Shaks Ne Yakja Kia Aur Aag Laga Dee
پتوں کی طرح مجھ کو بکھیرتا تھا زمانہ
اک شخص نے یکجا کیا اور آگ لگا دی
Patton ki Tarah Mujh Ko Bikherta Tha
Patton ki Tarah Mujh Ko Bikherta Tha Zamana,
Ek Shaks Ne Yekja Kia Aur Aag Laga Dee
Musalsal Ishq Ki Baazi Jo Na Khelo Toh Behtar Hai
Musalsal Ishq Ki Baazi Jo Na Khelo Toh Behtar Hai,
Mohabbat Aag Jaisi Hai Jala Kar Raakh Kar De Gi
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai
Meri Sadgi Se Log Jale Toh Mera Kya Kasoor
Bas-Ki Hun 'Ghalib' Asiri Mai Bhi Atish
Bas-Ki Hun ‘Ghalib’ Asiri Mai Bhi Atish Zer-e-Pa
Mu-e-Atish Deeda Hai Halqa Meri Zanjeer Ka
بسکہ ہوں غالبؔ اسیری میں بھی آتش زیر پا
موئے آتش دیدہ ہے حلقہ مری زنجیر کا
बस-कि हूँ ‘ग़ालिब’ असीरी में भी आतिश ज़ेर-ए-पा
मू-ए-आतिश दीदा है हल्क़ा मिरी ज़ंजीर का
Warq Warq Per Teri Ibarat, Tera Fasana, Teri Hikayat
Warq Warq Per Teri Ibarat, Tera Fasana, Teri Hikayat
Kitaab e Hasti Jahan Se Kholi, Teri Mohabbat Ka Baab Nikla
ورق ورق پر تیری عبارت، تیرا فسانہ، تیری حکایت
کتابِ ہستی جہاں سے کھولی، تیری محبت کا باب نکلا
Tareekiyon ko aag lagy aur diya jaly
Tareekiyon ko aag lagy aur diya jaly
Yeh raat been karti rahy aur diya jaly
تاریکیوں کو آگ لگے اور دیا جلے
یہ رات بین کرتی رہے اور دیا جلے
Ah-e-Sahar Ne Sozish-e-Dil Ko Mita Diya
Ah-e-Sahar Ne Sozish-e-Dil Ko Mita Diya
Is Baad Ne Humain To Diya Sa Bujha Diya
آہ سحر نے سوزش دل کو مٹا دیا
اس باد نے ہمیں تو دیا سا بجھا دیا
आह-ए-सहर ने सोज़िश-ए-दिल को मिटा दिया
इस बाद ने हमें तो दिया सा बुझा दिया
Dil Mai Zauq-e-Wasl o Yad-e-Yar Tak
Dil Mai Zauq-e-Wasl o Yad-e-Yar Tak Baaqi Nahi
Aag Is Ghar Mai Lagi Aisi Ki Jo Tha Jal Gaya
دل میں ذوق وصل و یاد یار تک باقی نہیں
آگ اس گھر میں لگی ایسی کہ جو تھا جل گیا
दिल में ज़ौक़-ए-वस्ल ओ याद-ए-यार तक बाक़ी नहीं
आग इस घर में लगी ऐसी कि जो था जल गया
Aag The Ibtida-e-Ishq Mai Hum
Aag The Ibtida-e-Ishq Mai Hum
Ab Jo Hain Khaak Inteha Hai Ye
آگ تھے ابتدائے عشق میں ہم
اب جو ہیں خاک انتہا ہے یہ
आग थे इब्तिदा-ए-इश्क़ में हम
अब जो हैं ख़ाक इंतिहा है ये