Aashiqui Shayari and Poetry is a genre of Urdu and Hindi poetry that explores the themes of love and romance. This type of poetry is characterized by its use of metaphors, similes, and other poetic devices to express the depth of emotions that come with falling in love. Aashiqui Shayari and Poetry has been a popular genre of poetry in South Asia for centuries, with poets from different eras contributing to its rich legacy. This type of poetry continues to capture the hearts of readers and listeners alike, evoking feelings of nostalgia and longing for the beloved.
Haif Is Chaar Giraah Kapre Ki Kismat ‘Ghalib’
Haif Is Chaar Giraah Kapre Ki Kismat ‘Ghalib’
Jis Ki Kismat Mai Ho Ashiq Ka Gireban Hona
حیف اس چار گرہ کپڑے کی قسمت غالبؔ
جس کی قسمت میں ہو عاشق کا گریباں ہونا
हैफ़ उस चार गिरह कपड़े की क़िस्मत ‘ग़ालिब’
जिस की क़िस्मत में हो आशिक़ का गरेबाँ होना
Kitaabein Ishq Ki Parh Kar Na Samjho Khud Ko Aashiq Tum
Kitaabein Ishq Ki Parh Kar Na Samjho Khud Ko Aashiq Tum,
Yeh Dil Ka Kaam Dil Walon Ko Karne Doh Toh Acha Hai
Lazat e Dard Tumhe Kya Maloom
Lazat e Dard Tumhe Kya Maloom,
Hum Se Poocho Ke Aashiqui Kya Hai
Shayari Kar Raha Hun Toh Shayar Hee Kahiye
Shayari Kar Raha Hun Toh Shayar Hee Kahiye,
Woh Din Guzar Gaye Jab Aashique Thay Hum
Pyar Mohabbat Aashiqui Yeh Bus Alfaaz
Pyar Mohabbat Aashiqui Yeh Bus Alfaaz Thay,
Magar Jab Tum Mile Tab In Alfaazon Ko Maaini Mile
Dard Ban Kar Dil Mein Aana Koi Tumse
Dard Ban Kar Dil Mein Aana Koi Tumse Seekh Jaye,
Jaan Aashiq Ho Ke Jaana Koi Tumse Seekh Jaye
Mai-kada hai yahan sukun se baiTh
Mai-kada hai yahan sukun se baiTh
Koi aafat idhar nahin aati
مے کدہ ہے یہاں سکوں سے بیٹھ
کوئی آفت ادھر نہیں آتی
मय-कदा है यहाँ सुकूँ से बैठ
कोई आफ़त इधर नहीं आती
Ashiqu Sabr-Talab Aur Tamanna Betab
Ashiqu Sabr-Talab Aur Tamanna Betab
Dil Ka Kya Rang Krun Khun-e-Jigar Hote Tak
عاشقی صبر طلب اور تمنا بیتاب
دل کا کیا رنگ کروں خون جگر ہوتے تک
आशिक़ी सब्र-तलब और तमन्ना बेताब
दिल का क्या रंग करूँ ख़ून-ए-जिगर होते तक
Anokhi Waza Hai Saare Zamane Se Nirale Hain
Anokhi Waza Hai Saare Zamane Se Nirale Hain,
Yeh Aashiq Konci Basti Ke Ya Rab Rehne Wale Hain
انوکھی وضع ہے سارے زمانے سے نرالے ہیں
یہ عاشق کونسی بستی کے یا رب رہنے والے ہیں
Aashiqui Mein Mir Jaise Khawab Mat Dekha
Aashiqui Mein Mir Jaise Khawab Mat Dekha Karo,
Baawle Ho Jaoge Mehtaab Mat Dekha Karo
عاشقی میں میرؔ جیسے خواب مت دیکھا کرو
باؤلے ہو جاؤ گے مہتاب مت دیکھا کرو
आशिक़ी में ‘मीर’ जैसे ख़्वाब मत देखा करो
बावले हो जाओगे महताब मत देखा करो
Yak Tarfa Aashiqui Ka Maza Bhi Iss Mein Hai
Yak Tarfa Aashiqui Ka Maza Bhi Iss Mein Hai,
Sach Poochiye Toh Iski Saza Bhi Iss Mein Hai
Dekhiye Paate Hain Aashaq Buton Se
Dekhiye Paate Hain Aashaq Buton Se Kya Faiz
Ik Barahman Ne Kaha Hai k Ye Saal Achaa Hai
دیکھیے پاتے ہیں عشاق بتوں سے کیا فیض
اک برہمن نے کہا ہے کہ یہ سال اچھا ہے
देखिए पाते हैं उश्शाक़ बुतों से क्या फ़ैज़
इक बरहमन ने कहा है कि ये साल अच्छा है
Mat Kiya Kijiye Din Ke Ujalon Ki Khwahishein
Mat Kiya Kijiye Din Ke Ujalon Ki Khwahishein,
Yeh Aashiqon Ki Bastiyan Hain Yahan Chand Se Dn Nikalta Hai
Apni Zuban Se Kuch Na Kaheinge Chup
Apni Zuban Se Kuch Na Kaheinge Chup Hee Raheinge Aashiq Log,
Tum Se Toh Itna Ho Sakta Hai Pocho Haal Becharon Ka
Ajnabi Ki Nazar Se Nazar Na Milao, Nazaron
Ajnabi Ki Nazar Se Nazar Na Milao
Nazaron Se Aashiq Deewane Huye
Apno Ki Nazar Ko Nazar Bhi Na Aao
Dekhte Dekhte Apne Bigane Huye
Apni Hee Nazar Mein Nazar Band Ho Jao
Nazar e Bad Se Gulshan Weerane Huye