Aashna shayari and poetry are a form of Urdu literature that deals with the theme of friendship and companionship. The word "aashna" means to be familiar or friendly, and the shayaris and poetry related to it express the joy and comfort that one feels in the company of friends. The use of metaphors and imagery is a common technique used to describe the bond of friendship. Aashna shayari and poetry are a great way to express one's appreciation and gratitude towards their friends and the companionship they share.
Is qadar musalsal thin shiddaten judai ki
اس قدر مسلسل تھیں شدتیں جدائی کی
آج پہلی بار اس سے میں نے بے وفائی کی
ورنہ اب تلک یوں تھا خواہشوں کی بارش میں
یا تو ٹوٹ کر رویا یا غزل سرائی کی
تج دیا تھا کل جن کو ہم نے تیری چاہت میں
آج ان سے مجبوراً تازہ آشنائی کی
is qadar musalsal thin shiddaten judai ki
aaj pahli bar us se main ne bewafai ki
warna ab talak yun tha KHwahishon ki barish mein
ya to TuT kar roya ya ghazal-sarai ki
taj diya tha kal jin ko hum ne teri chahat mein
aaj un
इस क़दर मुसलसल थीं शिद्दतें जुदाई की
आज पहली बार उस से मैं ने बेवफ़ाई की
वर्ना अब तलक यूँ था ख़्वाहिशों की बारिश में
या तो टूट कर रोया या ग़ज़ल-सराई की
तज दिया था कल जिन को हम ने तेरी चाहत में
आज उन से मजबूरन ताज़ा आश्नाई
Mujhko Har Dukh Aziz Hota, Tum Agar
Mujhko Har Dukh Aziz Hota
Tum Agar Dard Aashna Hote
Kabhi Yeh Haal Ke Dono Mein Yak Dili Thi
Kabhi Yeh Haal Ke Dono Mein Yak Dili Thi,
Kabhi Yeh Marhala Jaise Ke Aashnayi Na Thi
Rashk Kahta Hai K Us Ka Ghair Se Ikhlas
Rashk Kahta Hai K Us Ka Ghair Se Ikhlas Haif
Aqal Kahti Hai K Wo Be-Mehr Kis Ka Aashna
رشک کہتا ہے کہ اس کا غیر سے اخلاص حیف
عقل کہتی ہے کہ وہ بے مہر کس کا آشنا
रश्क कहता है कि उस का ग़ैर से इख़्लास हैफ़
अक़्ल कहती है कि वो बे-मेहर किस का आश्ना