Aasman Shayari and poetry is a genre of Urdu poetry that explores the theme of the sky or heavens. The poems describe the vastness and beauty of the sky, as well as the mysteries that lie beyond. Aasman Shayari and poetry often employs metaphorical language to express ideas about life, love, and spirituality. The language used in this genre of poetry is often ethereal and dreamy, capturing the essence of the sky.
Mere Bus Mein Agar Hota Hata Kar Chand Taaron Ko
Mere Bus Mein Agar Hota Hata Kar Chand Taaron Ko,
Main Neelay Aasman Pe Bus Teri Aankhen Bana Deta
میرے بس میں اگر ہوتا ہٹا کر چاند تاروں کو
میں نیلے آسماں پہ بس تیری آنکھیں بنا دیتا
Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheja Hai
Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheja Hai
Sitaro Ne Aasman Se Salam Bheja Hai
Mubarak Ho Aapko Naya Saal
Hum Ne Advance Mein Yeh Paigam Bheja Hai
گُل نے گُلشن سے گُلفام بھیجا ہے
ستاروں نے آسمان سے سلام بھیجا ہے
مُبارک ہو آپ کو نیا سال
ہم نے ایڈوانس میں یہ پیغام بھیجا ہے
Chaha Ke Yeh Aasmaan Hamara Hota
Chaha Ke Yeh Aasmaan Hamara Hota
Khwahishon Ka Koi Kinara Hota,
Yeh Soch Kar Na Roka Uss Musafir Ko Hum ne
Dur Jaata Hee Kyun Agar Woh Hamara Hota
Aasmaan Viraan Hai, Taare Bhi Hairaan Hain
Aasmaan Viraan Hai
Taare Bhi Hairaan Hain
Maafh Ker De Meri Chandni
Dekh Tera Chand Kitna Pareshan Hai
آسمان ویران ہے
تارے بھی حیران ہیں
معاف کردے میری چاندنی
دیکھ تیرا چاند کتنا پریشان ہے
आसमान वीरान है
तारे भी हैरान हैं
माफ़ कर दे मेरी चाँदनी
देख तेरा चाँद कितना परेशान है।
Haan Aye Falak-e-Peer Jawan Tha Abhi
Haan Aye Falak-e-Peer Jawan Tha Abhi Aarif
Kyaa Tera Bigarta Jo Na Marna Koi Din Aur
ہاں اے فلک پیر جواں تھا ابھی عارف
کیا تیرا بگڑتا جو نہ مرتا کوئی دن اور
हाँ ऐ फ़लक-ए-पीर जवाँ था अभी आरिफ़
क्या तेरा बिगड़ता जो न मरता कोई दिन और
Na Zameen Apni Na Aasman Apna, Duniya Mein
Na Zameen Apni Na Aasman Apna,
Duniya Mein Nahi Koi Maqam Apna
نہ زمین اپنی نہ آسمان اپنا
دنیا میں نہیں کوئی مقام اپنا
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale
Baat Garoor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai
چمک سورج کی نہیں میرے کردار کی ہے
خبر یہ آسمان کے اخبار کی ہے
میں چلوں تو میرے سنگ کارواں چلے
بات غرور کی نہیں اعتوار کی ہے
चमक सूरज की नहीं मेरे किरदार की है,
खबर ये आसमाँ के अखबार की है,
मैं चलूँ… तो मेरे संग कारवाँ चले,
बात गुरूर की नहीं, ऐतबार की है।
Naya Saal Aaya Hai Khushiyan Manao, Naye Aasmanon
Naya Saal Aaya Hai Khushiyan Manao,
Naye Aasmanon Se Aankhen Milao
Kehte Hain Har Baat Zubaan Se Hum
Kehte Hain Har Baat Zuban Se Hum Ishara Nahi Karte
Aasman Par Chalne Wale Zameen Se Guzara Nahi Karte
Har Halat Ko Badlne Ki Himmat Hai Hum Mein
Waqt Ka Har Faisla Hum Ganwara Nahi Karte
کہتے ہیں ہر بات زبان سے ہم اشارہ نہیں کرتے
آسمان پر چلنے والے زمین سے گزارا نہیں کرتے
ہر حالات کو بدلنے کی ہمت ہے ہم ہیں
وقت کا ہر فیصلہ ہم گنوارا نہیں کرتے
कहते है हर बात जुबां से हम इशारा नहीं करते,
आसमान पर चलने वाले जमीं से गुज़ारा नहीं करते,
हर हालात को बदलने की हिम्मत है हम में,
वक़्त का हर फैसला हम गंवारा नहीं करते।
Zamin Par Rah Kar Aasmaan Chhune
Zameen Par Rah Kar Aasman
Chhune Ki Fitrat Hai Meri
Par Gira Kar Kisi Ko
Upar Uthane Ka Shauk Nahi Mujhe
زمین پر رہ کر آسمان
چُھونے کی فطرت ہے میری
پر گِرا کر کسی کو
اُوپر اُٹھنے کا شوق نہیں مجھے
ज़मीं पर रह कर आसमां
छूने की फितरत है मेरी,
पर गिरा कर किसी को,
ऊपर उठने का शौक़ नहीं मुझे।
Hum Phansa Ke Yahan Faaslon Ke Chakaron Mein
Hum Phansa Ke Yahan Faaslon Ke Chakaron Mein
Zameen Zarur Kahin Aasman Se Milti Hai
ہمیں پھنسا کے یہاں فاصلوں کے چکروں میں
زمین ضرور کہیں آسمان سے ملتی ہے
Be Zubaa’n Badalon Ko De Raha Apni Zubaa’n Koi
Be Zubaa’n Badalon Ko De Raha Apni Zubaa’n Koi,
Lagta Hai Aasmaa’n Ko Suna Raha Dard Ki Dastaan Koi
Sikandar Mizajon Se Bus Itna Kehna Qalandar Mizajon Mein
Sikandar Mizajon Se Bus Itna Kehna Qalandar Mizajon Mein Hum Bethey Hain
Jaante Hain Gur Badshahi Ke Saare Magar Badshahon Mein Kam Bethey Hain
Log Takte Hee Rahe Aasmanon Pe, Hum Ne Zulfon
Log Takte Hee Rahe Aasmanon Pe
Hum Ne Zulfon Mein Chand Dekha Hai
Kisi Ke Dheyan Mai Dooba Hua Dil
Kisi Ke Dheyan Mai Dooba Hua Dil
Bahane Se Mujhe Bhi Talta Hai
کسی کے دھیان میں ڈوبا ہوا دل
بہانے سے مجھے بھی ٹالتا ہے
किसी के ध्यान में डूबा हुआ दिल
बहाने से मुझे भी टालता है