Afsana Shayari and poetry is a popular genre of Urdu literature that revolves around the theme of storytelling. This form of poetry often uses narrative techniques to tell stories that explore various themes such as love, loss, and social issues. Afsana Shayari is known for its use of vivid and descriptive language that conveys a sense of imagery and emotion. The richness and depth of this form of poetry make it highly appealing to literature enthusiasts.
Phool khilte hain baharon ka sama hota hai
پھول کھلتے ہیں بہاروں کا سما ہوتا ہے
ایسے موسم میں ہی تو پیار جوان ہوتا ہے،
دل کی باتوں کو ہونٹوں سے نہیں کہتے،
یہ افسانہ تو نگاہوں سے بیان ہوتا ہے
Phool khilte hain baharon ka sama hota hai,
Aise mausam mein hi to pyar jawan hota hai,
Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,
Yeh afsana to nigaahon se bayan hota hai.
When flowers bloom, it feels like spring,
It is in such seasons that love blossoms,
Heartfelt emotions are not expressed through words,
This story is narrated through one's gaze
फूल खिलते हैं बहारों का समा होता है,
ऐसे मौसम में ही तो प्यार जवां होता है,
दिल की बातों को होंठों से नहीं कहते,
यह अफ़साना तो निगाहों से बयां होता है।
Mohabbat Ka Fasaana Yaad Aaya, Humein Guzra
Mohabbat Ka Fasaana Yaad Aaya,
Humein Guzra Zamana Yaad Aaya
Teri Kahani , Saari Duniya , Mera Fasaana , Bus Aik Tum
Teri Kahani , Saari Duniya
Mera Fasaana , Bus Aik Tum
Tum se bichhde dil ko ujde barson biit gae
Tum se bichhde dil ko ujde barson biit gae
ankhon ka ye haal hai ab tak kal kī baat lag
تم سے بچھڑے دل کو اجڑے برسوں بیت گئے
آنکھوں کا یہ حال ہے اب تک کل کی بات لگے
तुम से बिछड़े दिल को उजड़े बरसों बीत गए
आँखों का ये हाल है अब तक कल की बात लगे
Warq Warq Per Teri Ibarat, Tera Fasana, Teri Hikayat
Warq Warq Per Teri Ibarat, Tera Fasana, Teri Hikayat
Kitaab e Hasti Jahan Se Kholi, Teri Mohabbat Ka Baab Nikla
ورق ورق پر تیری عبارت، تیرا فسانہ، تیری حکایت
کتابِ ہستی جہاں سے کھولی، تیری محبت کا باب نکلا
Yeh Ishq Nahi Aasan Poetry – Yeh Ishq Nahi Aasan Shayari
Yeh Kiska Tasawar Hai, Yeh Kiska Fasana Hai,
Jo Ashk Hai Aankhon Mein Tasbih Ka Dana Hai
Aankhon Mein Nami Si Hai Chup Chup Se Woh Baithe Hain,
Nazuk Si Nigaahon Mein Naazuk Sa Fasana hai
Yeh Ishq Nahi Aasaan Itna Toh Samajh Lijiye,
Ek Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Ke Jana Hai
Yaa Woh Thay Khafa Hum Se Ya Hum Thay Khafa Unse,
Kal Unka Zamana Tha Aaj Apna Zamana Hai
Masoom Mohabbat Ka Bus Itna Fasana Hai
Kaghaz Ki Haveli Hai Barish Ka Zamana Hai
Kya Shart e Mohabbat Hai Kya Shart e Zamana Hai
Awaaz Bhi Zakhmi Hai Aur Geet Bhi Gaana Hai
Us Per Utarnay Ki Umeed Bohat Kam Hai
Kashti Bhi Puraani Hai Aur Toofan Ko Bhi Aana Hai
Samjhay Ya Na Samjhay Wo Andaaz Mohabbat Ka
Aik Shakhs Ko Aankho Se Aik Shair Sunana Hai
Yeh Ishq Nahi Aasan Bus Itna Samajh Lijiye
Aik Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Kar Jana Hai
Jo Cheez Meri Hai Ussey Koi Aur Na Dekhay
Jo Cheez Meri Hai Ussey Koi Aur Na Dekhay
Insaan Bhi Mohabbat Mein Bachon Ki Tarah Sochta Ha
Ek Lafz Mohabbat Ka Adnaa Sa Fasaana Hai
Ek Lafz Mohabbat Ka Adnaa Sa Fasaana Hai
Simttay Toh Dil e Aashiq, Phailay Toh Zamana Hai
Tu Meri Zindagi Mein Laazim Hai, Jaise Pehla
Tu Meri Zindagi Mein Laazim Hai
Jaise Pehla Sawaal Ho Bachey Ka
Khushbu jaise log mile afsane men
Khushbu jaise log mile afsane men
Ek purana khat khola anjane men
خوشبو جیسے لوگ ملے افسانے میں
ایک پرانا خط کھولا انجانے میں
ख़ुशबू जैसे लोग मिले अफ़्साने में
एक पुराना ख़त खोला अनजाने में
Aik Muddat Ke Baad Hum Ne Yeh Jaana Ae Khuda
Aik Muddat Ke Baad Hum Ne Yeh Jaana Ae Khuda
Ek Teri Zaat Se Ishq Sacha, Baaqi Sab Afsaane Hain
Zara si baat hai dil zakhm zakhm kar jana
Zara si baat hai dil zakhm zakhm kar jana
Zara si baat pe kia tujh ko badduaein dey
ذرا سی بات ہے دل زخم زخم کر جانا
ذرا سی بات پہ کیا تجھ کو بددعائیں دیں
Mein ne chaha tha badal jaye qismat ka likha
Mein ne chaha tha badal jaye qismat ka likha
chen gai likhny ki salahiyat mujh se
میں نے چاہا تھا بدل جائے قسمت کا لکھا
چھن گئی لکھنے کی صلاحیت مجھ سے