ahmad faraz shayari, ahmad faraz poetry, ahmad faraz shayari in hindi, ahmad faraz best poetry, ahmad faraz poetry in urdu, ahmad faraz sad poetry, deep ahmad faraz poetry, ahmad faraz ki shayari, ahmad faraz shayari in urdu, ahmad faraz poetry in hindi, ahmad faraz best shayari, ahmad faraz shayari 2 lines, ahmad faraz love poetry, faraz ahmad faraz poetry, barish poetry by ahmad faraz, ahmad faraz poetry in urdu 2 lines, ahmad faraz famous poetry,
Qurbatein laakh khub-surat hon
Qurbatein laakh khub-surat hon
Duriyon mein bhi dilkashi hai abhi
قربتیں لاکھ خوبصورت ہوں
دوریوں میں بھی دل کشی ہے ابھی
क़ुर्बतें लाख ख़ूब-सूरत हों
दूरियों में भी दिलकशी है अभी
Zindagi se yahi gila hai mujhe
Zindagi se yahi gila hai mujhe
Tu bahut der se mila hai mujhe
زندگی سے یہی گلہ ہے مجھے
تو بہت دیر سے ملا ہے مجھے
ज़िंदगी से यही गिला है मुझे
तू बहुत देर से मिला है मुझे
Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz
Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz,
Log Kehte Hain Meri Aankhon Mein Uska Chehra Nazar Aata Hai
اب اس دنیا میں کوئی اور مجھے دل نہیں دینے والا فراز
لوگ کہتے ہیں میری آنکھوں میں اُس کا چہرا نظر آتا ہے
Mohabbat Ke Baad Mohabbat Mumkin Hai Faraz
Mohabbat Ke Baad Mohabbat Mumkin Hai Faraz,
Per Toot Ke Chahna Sirf Aik Baar Hota Hai
Ishq Ke Nashe Mein Doobe Toh Yeh Jaana
Ishq Ke Nashe Mein Doobe Toh Yeh Jaana Hum Ne Faraz,
Ke Dard Mein Tanhai Nahi Hoti, Tanhai Mein Dard Hota Hai
Mohabbat Mili Toh Neend bhi Apni Na Rahi Faraz
Mohabbat Mili Toh Neend Bhi Apni Na Rahi Faraz,
Gumnaam Zindagi Thi Toh Kitna Sukoon Tha
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere
آج اک اور برس بیت گیا اس کے بغیر
جس کے ہوتے ہوئے ہوتے تھے زمانے میرے
आज इक और बरस बीत गया उस के बग़ैर
जिस के होते हुए होते थे ज़माने मेरे
Aashiqui Mein Mir Jaise Khawab Mat Dekha
Aashiqui Mein Mir Jaise Khawab Mat Dekha Karo,
Baawle Ho Jaoge Mehtaab Mat Dekha Karo
عاشقی میں میرؔ جیسے خواب مت دیکھا کرو
باؤلے ہو جاؤ گے مہتاب مت دیکھا کرو
आशिक़ी में ‘मीर’ जैसे ख़्वाब मत देखा करो
बावले हो जाओगे महताब मत देखा करो
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa
رنجش ہی سہی دل ہی دکھانے کے لیے آ
آ پھر سے مجھے چھوڑ کے جانے کے لیے آ
रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिए आ
आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिए आ
Is se pahle ki be-vafa ho jaaen
Is se pahle ki be-vafa ho jaaen
Kyuun na ai dost ham juda ho jaaen
اس سے پہلے کہ بے وفا ہو جائیں
کیوں نہ اے دوست ہم جدا ہو جائیں
इस से पहले कि बे-वफ़ा हो जाएँ
क्यूँ न ऐ दोस्त हम जुदा हो जाएँ
Tuta Toh Hoon Magar Abhi Bikhara Nahi Faraz
Tuta Toh Hoon Magar Abhi Bikhara Nahi Faraz,
Waqt Zalim Hai Har Aik Mor Pe Thukraye Ga
ٹوٹا تو ہوں مگر ابھی بکھرا نہیں فراز
وقت ظالم ہے ہر ایک موڑ پہ ٹھکرائے گا
Hum Toh Mohabbat Mein Bhi Tauheed Ke Qail Hain Faraz
Hum Toh Mohabbat Mein Bhi Tauheed Ke Qail Hain Faraz,
Aik Hee Shaks Ko Mehboob Banaye Rakha Hai
Tum takalluf ko bhi ikhlas samajhte ho ‘faraz’
Tum takalluf ko bhi ikhlas samajhte ho ‘faraz’
Dost hota nahin har haath milane vaala
تم تکلف کو بھی اخلاص سمجھتے ہو فرازؔ
دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ ملانے والا
तुम तकल्लुफ़ को भी इख़्लास समझते हो ‘फ़राज़’
दोस्त होता नहीं हर हाथ मिलाने वाला
Agar tumhari ana hi ka hai saval to phir
Agar tumhari ana hi ka hai saval to phir
Chalo main haath badhata huun dosti ke liye
اگر تمہاری انا ہی کا ہے سوال تو پھر
چلو میں ہاتھ بڑھاتا ہوں دوستی کے لیے
अगर तुम्हारी अना ही का है सवाल तो फिर
चलो मैं हाथ बढ़ाता हूँ दोस्ती के लिए
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega
آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا
आँख से दूर न हो दिल से उतर जाएगा
वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाएगा