Ajnabi Shayari is a form of poetry that explores the theme of strangers or unfamiliarity. This genre of poetry often conveys the emotions of isolation, detachment, and longing for connection. Ajnabi Shayari can be poignant and evocative, striking a chord with readers who have experienced the feeling of being a stranger in an unfamiliar place. This form of poetry can also be used to express the complexities of human relationships and the challenges of building connections with new people.
Tujhse mil kar to ye lagta hai ki ai ajnabi dost
تجھ سے مل کر تو یہ لگتا ہے کہ اے اجنبی دوست
تو مری پہلی محبت تھی مری آخری دوست
لوگ ہر بات کا افسانہ بنا دیتے ہیں
یہ تو دنیا ہے مری جاں کئی دشمن کئی دوست
تیرے قامت سے بھی لپٹی ہے امر بیل کوئی
میری چاہت کو بھی دنیا کی نظر کھ
tujh se mil kar to ye lagta hai ki ai ajnabi dost
tu meri pahli mohabbat thi meri aaKHiri dost
log har baat ka afsana bana dete hain
ye to duniya hai meri jaan kai dushman kai dost
tere qamat se bhi lipTi hai amar-bel koi
तुझ से मिल कर तो ये लगता है कि ऐ अजनबी दोस्त
तू मिरी पहली मोहब्बत थी मिरी आख़िरी दोस्त
लोग हर बात का अफ़्साना बना देते हैं
ये तो दुनिया है मिरी जाँ कई दुश्मन कई दोस्त
तेरे क़ामत से भी लिपटी है अमर-बेल कोई
मेरी चाहत को भी द
Phir usi rahguzar par shayad
پھر اسی رہ گزار پر شاید
ہم کبھی مل سکیں مگر شاید
جن کے ہم منتظر رہے ان کو
مل گئے اور ہم سفر شاید
جان پہچان سے بھی کیا ہوگا
پھر بھی اے دوست غور کر شاید
اجنبیت کی دھند چھٹ جائے
چمک اٹھے تری نظر شاید
زند
phir usi rahguzar par shayad
hum kabhi mil saken magar shayad
jin ke hum muntazir rahe un ko
mil gae aur ham-safar shayad
jaan-pahchan se bhi kya hoga
phir bhi ai dost ghaur kar shayad
ajnabiyyat ki dhund chhaT ja
फिर उसी रहगुज़ार पर शायद
हम कभी मिल सकें मगर शायद
जिन के हम मुंतज़िर रहे उन को
मिल गए और हम-सफ़र शायद
जान-पहचान से भी क्या होगा
फिर भी ऐ दोस्त ग़ौर कर शायद
अज्नबिय्यत की धुँद छट जाए
चमक उठ्ठे तिरी नज़र शायद
Ik Ajnabi Ke Haath Mein De Kar Hamara Haath
Ik Ajnabi Ke Haath Mein De Kar Hamara Haath,
Lo Saath Chorne Laga Aakhir Yeh Saal Bhi
Chalo Aao K Phir Ajnabi Ho Kar Milein
Chalo Aao K Phir Ajnabi Ho Kar Milein,
Main Tumhara Naam Poochun, Tum Mera Naam Poocho
Benaam Arzoo Ki Wajah Na Poochein, Aik Ajnabi
Benaam Arzoo Ki Wajah Na Poochein,
Aik Ajnabi Tha Rooh Ka Dard Ban Gaya
Yun Tera Har Ajnabi Per Mehrbaan Hona
Yun Tera Har Ajnabi Per Mehrbaan Hona,
Sach Kahoon Toh Bahut Jaan Leva Hai Mere Liye
Qissa e Gham, Dil Kaafir Ka Sunate Kisko ?
Qissa e Gham, Dil Kaafir Ka Sunaate Kisko ?
Ajnabi Sheher Ka Har Shaks Hee Musalman Nikla
Mai Wo Kyun Bahut Peete Bazm-e-Ghair
Mai Wo Kyun Bahut Peete Bazm-e-Ghair Mai Ya Rab
Aaj Hi Hua Manzor Un Ko Imtihan Apna
مے وہ کیوں بہت پیتے بزم غیر میں یا رب
آج ہی ہوا منظور ان کو امتحاں اپنا
मय वो क्यूँ बहुत पीते बज़्म-ए-ग़ैर में या रब
आज ही हुआ मंज़ूर उन को इम्तिहाँ अपना
Kya Khub Tum Ne Ghair Ko Bosa Nahi
Kya Khub Tum Ne Ghair Ko Bosa Nahi Diya
Bas Chup Raho Hamare Bhi Munh Mai Zuban Hai
کیا خوب تم نے غیر کو بوسہ نہیں دیا
بس چپ رہو ہمارے بھی منہ میں زبان ہے
क्या ख़ूब तुम ने ग़ैर को बोसा नहीं दिया
बस चुप रहो हमारे भी मुँह में ज़बान है
Ajnabi Ki Nazar Se Nazar Na Milao, Nazaron
Ajnabi Ki Nazar Se Nazar Na Milao
Nazaron Se Aashiq Deewane Huye
Apno Ki Nazar Ko Nazar Bhi Na Aao
Dekhte Dekhte Apne Bigane Huye
Apni Hee Nazar Mein Nazar Band Ho Jao
Nazar e Bad Se Gulshan Weerane Huye
Main Ne Kaha Ki Bazm-e-Naz Chahiye
Main Ne Kaha Ki Bazm-e-Naz Chahiye Ghair Se Tahi
Sun Ke Sitam-Zarif Ne Mujh Ko Utha Diya Ki Yun
میں نے کہا کہ بزم ناز چاہیے غیر سے تہی
سن کے ستم ظریف نے مجھ کو اٹھا دیا کہ یوں
मैं ने कहा कि बज़्म-ए-नाज़ चाहिए ग़ैर से तही
सुन के सितम-ज़रीफ़ ने मुझ को उठा दिया कि यूँ
Ki Wafa Hum Se To Ghair Is Ko Jafa Kahte
Ki Wafa Hum Se To Gair Is Ko Jafa Kahte Hain
Hoti Aai Hai K Achhon Ko Bura Khete Hain
کی وفا ہم سے تو غیر اس کو جفا کہتے ہیں
ہوتی آئی ہے کہ اچھوں کو برا کہتے ہیں
की वफ़ा हम से तो ग़ैर इस को जफ़ा कहते हैं
होती आई है कि अच्छों को बुरा कहते हैं
Kaun Kahta Hai Na Ghairon Pe Tum
Kaun Kahta Hai Na Ghairon Pe Tum Imdad Karo
Hum Faramoshiyon Ko Bhi Kabhi Yaad Karo
کون کہتا ہے نہ غیروں پہ تم امداد کرو
ہم فراموشیوں کو بھی کبھو یاد کرو
कौन कहता है न ग़ैरों पे तुम इमदाद करो
हम फ़रामोशियों को भी कभू याद करो
Ajeeb Haal Mein Pohanch Gayi Hai Zindagi
Ajeeb Haal Mein Pohanch Gayi Hai Zindagi
Ab Na Toh Koi Ajnabi Raha Na Koi Apna
Rashk Kahta Hai K Us Ka Ghair Se Ikhlas
Rashk Kahta Hai K Us Ka Ghair Se Ikhlas Haif
Aqal Kahti Hai K Wo Be-Mehr Kis Ka Aashna
رشک کہتا ہے کہ اس کا غیر سے اخلاص حیف
عقل کہتی ہے کہ وہ بے مہر کس کا آشنا
रश्क कहता है कि उस का ग़ैर से इख़्लास हैफ़
अक़्ल कहती है कि वो बे-मेहर किस का आश्ना