Alfaaz shayari and poetry is a genre that explores the power of language and the beauty of words. This type of poetry often focuses on the use of poetic language and the way in which words can be used to create vivid imagery and powerful emotions. Alfaaz shayari can be a powerful tool for those seeking to express themselves in a unique and creative way.
Mere Lafzon Ne Kaha Tha Ruk Jaa, Haath Joray
Mere Lafzon Ne Kaha Tha Ruk Jaa,
Hath Joray Thay Mere Lehje Ne
Aik Lafz Jissey Log Zindagi Kehte Hain
Aik Lafz Jissey Log Zindagi Kehte Hain,
Iss Hee Naam Se Tumhe Rakha Hai Apne Dil Mein
Shayaron Se Taluq Rakho, Tabiyat Theek Rahegi
Shayaron Se Taluq Rakho, Tabiyat Theek Rahegi,
Yeh Woh Hakeem Hain Jo Lafzon Se Ilaaj Karte Hain
Dil’on Per Lafz Nahi Lehje Aser Karte Hain
Dil’on Per Lafz Nahi Lehje Aser Karte Hain
Zaruri Toh Nahi Mohabbat Lafzon Mein Bayaa’n Ho
Zaruri Toh Nahi Mohabbat Lafzon Mein Bayaa’n Ho,
Kya Meri Aankhen Tumhe Kuch Nahi Kehti
Alfaaz Akser Adhure Hee Reh Jaate Hain Mohabbat Mein
Alfaaz Akser Adhure Hee Reh Jaate Hain Mohabbat Mein,
Har Shaks Kisi Na Kisi Ki Chahat Dil Mein Dabaye Rakhta Hai
Tum Aik Shayar Ki Mohabbat Ho Jaana
Tum Aik Shayar Ki Mohabbat Ho Jaana,
Zinda Rahogi Hemesha Lafzon Mein
Alfaaz Hee Sab Kuch Hote Hain Zara Sambhal Kar Bola Karo
Alfaaz Hee Sab Kuch Hote Hain Zara Sambhal Kar Bola Karo,
Dil Jeet Bhi Lete Hain Aur Dil Cheer Bhi Lete Hain
Kitaabein Bhi Bilkul Meri Zaat Jaisi Hain
Kitaabein Bhi Bilkul Meri Zaat Jaisi Hain,
Alfaaz Se Bharpur Magar Khamosh
Mere Alfaazon Ko Itni Sheedad Se Na Parha Karo
Mere Alfaazon Ko Itni Sheedad Se Na Parha Karo,
Kuch Yaad Reh Gaya Toh Mujhe Bhool Na Paaoge
Tere Lafzon Mein Woh Tafseel Kahan, Apni Aankhon
Tere Lafzon Mein Woh Tafseel Kahan,
Apni Aankhon Se Kaho Baat Karein
Kahin Toh Woh Likhta Hoga Apne Dil Ki Chupi Baatein
Kahin Toh Woh Likhta Hoga Apne Dil Ki Chupi Baatein,
Kahin Toh Beshumar Lafzon Mein Mera Naam Bhi Hoga
Subha Subha Sheeshe K Samne Khare Ho Kar
Subha Subha Sheeshe K Samne Khare Ho Kar,
Jo Pehla Lafz Munh Se Nikalta Hai Woh Subhan Allah Hai
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath, Log Mar Jaate
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath,
Log Mar Jaate Hain Alfaaz Ke Sath
Ab Tujhpe Apne Qeemti Alfaz Nahi Wareinge
Ab Tujhpe Apne Qeemti Alfaz Nahi Wareinge,
Ab Tujhe Acha, Hun, Haan Keh Ke Mareinge