Andaz Shayari and Poetry refer to the unique style and manner in which Urdu poetry is delivered. This form of poetry often reflects the personality of the poet and the way in which they express their thoughts and emotions. Andaz Shayari and Poetry use powerful imagery and metaphors to convey the depth of one's emotions, making it a popular form of expression among Urdu poetry lovers.
Hoti Hain Kayi Nazrein Dil Ko Choone Wali
Hoti Hain Kayi Nazrein Dil Ko Choone Wali,
Har Nazar Bhi Nazar Andaz Nahi Hoti
ہوتی ہیں کئی نظریں دل کو چُھونا والی
ہر نظر بھی نظر انداز نہیں ہوتی
Ek Tera Andaz e Mohabbat Jo Dekh Le
Ek Tera Andaz e Mohabbat Jo Dekh Le Koi,
Raha Na Jaye Ussey Teri Hasrat Kiye Begair
Saif Andaz e Bayaa’n Rang Badal Deta Hai
Saif Andaz e Bayaa’n Rang Badal Deta Hai,
Warna Duniya Mein Koi Baat Nayi Baat Nahi
سیف اندازِ بیاں رنگ بدل دیتا ہے
ورنہ دُنیا میں کوئی بات نئی بات نہیں
سیف الدین سیف
Mohabbat Ke Andaz Bhi Juda Juda Hain Saghar
Mohabbat Ke Andaz Bhi Juda Juda Hain Saghar,
Kisi Ne Toot Ke Chaha Aur Koi Chah Ke Toot Gaya
Bisat-e-Ijz Mai Tha Ek Dil Yak Qatra
Bisat-e-Ijz Mai Tha Ek Dil Yak Qatra Khoon Wo Bhi
So Rahta Hai Ba-Andaz-e-Chakidan Sar-Nigun Wo Bhi
بساط عجز میں تھا ایک دل یک قطرہ خوں وہ بھی
سو رہتا ہے بہ انداز چکیدن سرنگوں وہ بھی
बिसात-ए-इज्ज़ में था एक दिल यक क़तरा ख़ूँ वो भी
सो रहता है ब-अंदाज़-ए-चकीदन सर-निगूँ वो भी
Andaz-e-bayan Garche Bahut Shauq Nahi
Andaz-e-bayan Garche Bahut Shauq Nahi Hai,
Shayad Ke Utar Jaye Tere Dil Mein Meri Baat
انداز بیاں گرچہ بہت شوخ نہیں ہے
شاید کہ اتر جائے ترے دل میں مری بات
अंदाज़-ए-बयाँ गरचे बहुत शोख़ नहीं है
शायद कि उतर जाए तिरे दिल में मिरी बात
Apni Hasi Se Laga Le Andaza Mere Dard Ka Abbas
Apni Hasi Se Laga Le Andaza Mere Dard Ka Abbas,
Zaruri Toh Nahi Tere Har Sitam Ka Hawalah Mei Zuba’n Se Ho
Hum Na Badlenge Waqt Ki Raftar Ke Saath
Hum Na Badlenge Waqt Ki Raftar Ke Saath,
Jab Bhi Milenge Andaz Purana Hoga.
ہم نہ بدلیں گے وقت کی رفتار کے ساتھ
جب بھی ملیں گے انداز پُرانا ہوگا
हम ना बदलेंगे वक्त की रफ़्तार के साथ,
हम जब भी मिलेंगे अंदाज पुराना होगा।
Halki Halki Si Sard Hawa, Zara Zara Sa Dard e Dil
Halki Halki Si Sard Hawa, Zara Zara Sa Dard e Dil,
Andaz Acha Hai November Tere Aane Ka
Koshish Yehi Rehti Hai Ke, Hum Se Kabhi
Koshish Yehi Rehti Hai Ke
Hum Se Kabhi Koi Ruthe Na,
Magar Nazar Andaz Karne Wale Ko
Palat Kar Hum Bhi Nahi Dekhte
کوشش یہی رہتی ہے کہ
ہم سے کبھی کوئی روٹھے نہ
مگر نظر انداز کرنے والے کو
پلٹ کر ہم بھی نہیں دیکھتے
कोशिश यही रहती है कि
हमसे कभी कोई रूठे ना,
मगर नजर अंदाज करने वालो को
पलट कर हम भी नही देखते।
Mera Yehi Andaaz Iss Zamane Ko Khalta
Mera Yehi Andaaz Iss Zamane Ko Khalta Hai, Ke
Itna Peene Ke Baad Bhi Seedha Kaise Chalta Hai.
میرا یہی انداز اس زمانہ کو خالتا ہے، کہ
اتنا پینے کے بعد بھی سیدھا کیسے چلتا ہے
मेरा यही अंदाज इस जमाने को खलता है, कि
इतना पीने के बाद भी सीधा कैसे चलता है।
Sab Se Alag Rakhta Hun, Soch, Mizaj, Andaz
Sab Se Alag Rakhta Hun,
Soch, Mizaj, Andaz Aur Mayar Apna
Masoomiyat Ka Kuch Aesa Andaaz Tha Mere Sanam Ka
Masoomiyat Ka Kuch Aesa Andaaz Tha Mere Sanam Ka,
Ussey Tasveer Mein Bhi Dekhun Toh Palkein Jhuka Leti Hai
معصومیت کا کچھ ایسا انداز تھا میرے صنم کا
اُسے تصویر میں بھی دیکھوں تو پلکیں جُھکا لیتی ہے
Hain Aur Bhi Duniya Mai Sukhan-Var
Hain Aur Bhi Duniya Mai Sukhan-Var Bahut Achhe
Kahte Hain K ‘Ghalib’ Ka Hai Andaz-e-Bayan Aur
ہیں اور بھی دنیا میں سخن ور بہت اچھے
کہتے ہیں کہ غالبؔ کا ہے انداز بیاں اور
हैं और भी दुनिया में सुख़न-वर बहुत अच्छे
कहते हैं कि ‘ग़ालिब’ का है अंदाज़-ए-बयाँ और
Na Chahat Ke Andaz Alag , Na Tere Mere
Na Chahat Ke Andaz Alag , Na Tere Mere Jazbaat Alag
Thi Saari Baat Lakeeron Ki Tere Hath Alag , Mere Hath Alag