Arzoo Shayari is a form of poetry that explores the theme of desire and longing. This genre of poetry often conveys the emotions of hope, anticipation, and yearning. Arzoo Shayari can be used to express the complexities of human emotions and the challenges of pursuing one's dreams. This form of poetry can also be used to explore the beauty of the natural world and the wonders of the cosmos. Arzoo Shayari is a powerful tool for inspiring readers to pursue their goals and to never give up on their dreams.
Kya aise kam-suKHan se koi guftugu kare
کیا ایسے کم سخن سے کوئی گفتگو کرے
جو مستقل سکوت سے دل کو لہو کرے
اب تو ہمیں بھی ترک مراسم کا دکھ نہیں
پر دل یہ چاہتا ہے کہ آغاز تو کرے
تیرے بغیر بھی تو غنیمت ہے زندگی
خود کو گنوا کے کون تری جستجو کرے
اب تو یہ آرزو
kya aise kam-suKHan se koi guftugu kare
jo mustaqil sukut se dil ko lahu kare
ab to hamein bhi tark-e-marasim ka dukh nahin
par dil ye chahta hai ki aaghaz tu kare
tere baghair bhi to ghanimat hai zindagi
KHud ko ganwa ke
क्या ऐसे कम-सुख़न से कोई गुफ़्तुगू करे
जो मुस्तक़िल सुकूत से दिल को लहू करे
अब तो हमें भी तर्क-ए-मरासिम का दुख नहीं
पर दिल ये चाहता है कि आग़ाज़ तू करे
तेरे बग़ैर भी तो ग़नीमत है ज़िंदगी
ख़ुद को गँवा के कौन तिरी जुस्तुजू क
Pyaar se bhari zindagi miley aap ko
پیار سے بھری زندگی ملے آپ کو
خوشیوں سے بھرے پل ملے آپ کو
کبھی کسی غم کا سامنا نہ کرنا پڑے
ایسا آنے والا کل ملے آپ کو
Pyaar se bhari zindagi miley aap ko
khoshion se bharay pal miley aap ko
kabhi kisi gham ka saamna nah karna parre
Aisa anay wala kal miley aap ko
प्यार से भरी ज़िंदगी मिले आपको,
खुशियों से भरे पल मिले आपको।
कभी किसी ग़म का सामना न करना पड़े,
ऐसा आने वाला कल मिले आपको।
Hawa Ke Rukh Pe Chalta Hai Chirag e Arzoo Ab Tak
Hawa Ke Rukh Pe Chalta Hai Chirag e Arzoo Ab Tak,
Dil e Barbaad Mein Ab Bhi Kisi Ki Yaad Baaqi Hai
Wahan Bhi Teri Hee Arzoo Hogi, Jahan Suna Hai
Wahan Bhi Teri Hee Arzoo Hogi,
Jahan Suna Hai Bahut C Hoorein Hoti Hain
Benaam Arzoo Ki Wajah Na Poochein, Aik Ajnabi
Benaam Arzoo Ki Wajah Na Poochein,
Aik Ajnabi Tha Rooh Ka Dard Ban Gaya
Gham e Zindagi Teri Raah Mein, Shab E Arzoo
Gham e Zindagi Teri Raah Mein, Shab E Arzoo Teri Chah Mein
Jo Ujar Gaya Woh Basa Nahi, Jo Bichar Gaya Woh Mila Nahi
Na Jee Barh Ke Dekha Na Kuch Baat Ki
Na Jee Barh Ke Dekha Na Kuch Baat Ki,
Bari Arzoo Thi Mulaqat Ki
Na Zouq e Deed Muyasir, Na Aarzu Ka Sarwar
Na Zouq e Deed Muyasir, Na Aarzu Ka Sarwar,
Nazar Ko Chain, Na Dil Ko Qarar Hai Saaqi
Kisi Ki Arzoo Hai Toh Kisi ka Khawab Aankhen
Kisi Ki Arzoo Hai Toh Kisi ka Khawab Aankhen,
Jahan Ghoom Ke Jo Dekha Teri Nayab Hain Aankhen
Ek Tamanna Hai Faqt Mujh Pe Meherbaan Raho
Ek Tamanna Hai Faqt Mujh Pe Meherban Raho
Tum Kisi Aur Ko Dekho Toh Bura Lagta Hai
Meri Chahat Ka Taqaza Hai Mere Sath Raho
Ghair Ka Hath Jo Thamo Toh Bura Lagta Hai
Arzoo Hai Tere Har Roop Ko Har Pal Dekhun
Tum Mere Paas Se Ut
Ishq Mein Junoon Ki Hadh Tak Chaha Hai
Ishq Mein Junoon Ki Hadh Tak Chaha Hai Tujhko,
Ab Toh Khud Ki Bhi Itni Arzoo Nahi Jitni Zarurat Hai Teri
Meri Aarzu’on Ki Tameed Tum Ho, Mera Chand
Meri Aarzu’on Ki Tameed Tum Ho,
Mera Chand Tum Ho Meri Eid Tum Ho
Mai Se Gharaz Nashat Hai Kis Ru-Siyah
Mai Se Gharaz Nashat Hai Kis Ru-Siyah Ko
Ik-Guna Be-Khudi Muje Din Raat Chahiye
مے سے غرض نشاط ہے کس رو سیاہ کو
اک گونہ بے خودی مجھے دن رات چاہیے
मय से ग़रज़ नशात है किस रू-सियाह को
इक-गूना बे-ख़ुदी मुझे दिन रात चाहिए
Arz-e-Niyaz-e-Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Arz-e-Niyaz-e-Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Jis Dil Pe Naaz Tha Muje Wo Dil Nahi Raha
عرض نیاز عشق کے قابل نہیں رہا
جس دل پہ ناز تھا مجھے وہ دل نہیں رہا
अर्ज़-ए-नियाज़-ए-इश्क़ के क़ाबिल नहीं रहा
जिस दिल पे नाज़ था मुझे वो दिल नहीं रहा
Hum Jante To Ishq Na Karte Kisu K Sath
Hum Jante To Ishq Na Karte Kisu K Sath
Le Jaate Dil Ko Khak Mai Is Arzoo K Sath
ہم جانتے تو عشق نہ کرتے کسو کے ساتھ
لے جاتے دل کو خاک میں اس آرزو کے ساتھ
हम जानते तो इश्क़ न करते किसू के साथ
ले जाते दिल को ख़ाक में इस आरज़ू के साथ