Attitude shayari and poetry are a form of Urdu literature that deals with the theme of self-confidence and self-esteem. The word "attitude" means the way one presents oneself, and the shayaris and poetry related to it express the confidence and pride one feels for oneself. The use of sarcasm and humor is a common technique used to convey the message of attitude shayari and poetry. Attitude shayari and poetry are a great way to express one's confidence and pride in one's individuality.
Bahot Khamoosh Logon Se
بہت خاموش لوگوں سے
بہت الجھا نہیں کرتے
Bahot Khamoosh Logon Se
Buhot Uljha Naheen Kerty
They don't speak much
They don't get tangled up easily
वे ज्यादा नहीं बोलते
उन्हें आसानी से उलझान नहीं होती
Thukra Diya Jinho’n Ne Mujhe Mera Waqt Dekh Kar
Thukra Diya Jinho’n Ne Mujhe Mera Waqt Dekh Kar,
Aesa Waqt Laaunga Milna Parega Mujhse Mera Waqt Le Kar
Kaam Aesa Karo Ke Naam Ho Jaye Warna
Kaam Aesa Karo Ke Naam Ho Jaye Warna,
Naam Aesa Karo Ke Naam Lete Hee Kaam Ho Jaye
Kaun Phir Tumhe Sarhaye Ga Hamari Manand
Kaun Phir Tumhe Sarhaye Ga Hamari Manand,
Kaun Rakhta Hai Meri Jaan Hamari Aankhen
Kamal Karte Hain Hum Se Jalne Wale
Kamal Karte Hain Hum Se Jalne Wale,
Mehfil Khud Ki Aur Charche Hamare
کمال کرتے ہیں ہم سے جلنے والے
محفل خود کی اور چرچے ہمارے
Tumhare Husn Per Ghazal Likhni Hai
Tumhare Husn Per Ghazal Likhni Hai,
Jao Shabash Munh Dhoo K Aao
Maine Bhi Badal Diye Hain Asool e Zindagi
Maine Bhi Badal Diye Hain Asool e Zindagi,
Ab Jo Yaad Karega Wohi Yaad Rahega
Khud Se Jeetne Ki Zid Hai Mujhe Khud Ko Hee Harana Hai
Hamara Apna Mayaar Hai Sahab
Hamara Apna Mayaar Hai Sahab,
Tum Haseen Ho Toh Kya Karein
Hum Koi Yousaf Saani Toh Nahi Hain Phir Bhi
Hum Koi Yousaf Saani Toh Nahi Hain Phir Bhi,
Jaa Baja Sheher Mein Bazaar Se Lag Jaate Hain
Dushman Ka Shor Humein Batata Hai
Dushman Ka Shor Humein Batata Hai,
Ke Hamare Warr Mein Kitna Aser Hai
Mukhalfat Se Meri Shaksiyat Sanwarti Hai
Mukhalfat Se Meri Shaksiyat Sanwarti Hai,
Main Apne Dushmanon Ka Bara Aehtraam Karta Hoon
Hum Moqa Dete Rahe, Woh Dhoka Dete
Hum Moqa Dete Rahe,
Woh Dhoka Dete Rahe
ہم موقح دیتے رہے
وہ دھوکا دیتے رہے
Humein Jeete Ga Koi Hum Jaisa Hee, Hum Kisi
Humein Jeete Ga Koi Hum Jaisa Hee,
Hum Kisi Aire Gaire Ke Bus Mein Kahan
Aaj Waqiya Kuch Yun Hua Kehne Lage Kaun Ho Tum
Aaj Waqiya Kuch Yun Hua Kehne Lage Kaun Ho Tum,
Hum Ne Bhi Mur Kar Kaha Kya Aap Mujhse Mukhatib Ho?