Aukat shayari and poetry are a form of Urdu literature that deals with the theme of status and identity. The word "aukat" means status, and the shayaris and poetry related to it express the significance and value of one's identity in society. The use of satire and irony is a common technique used to convey the message of aukat shayari and poetry. Aukat shayari and poetry are a great way to express one's views on social hierarchy and the importance of self-worth.
Dekha Dunga Aukat Kisi Roz Zamane K Khudaon Ko
Dekha Dunga Aukat Kisi Roz Zamane K Khudaon Ko
Badshahon Ki Mukaalfat Ka Main Bachpan Se Aadi Hun
Aksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Per
Aksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Per Ungliyan
Jinki Humein Chhune Ki Aukat Nahi Hoti
اکثر وہی لوگ اُٹھاتے ہیں ہم پر اُنگلیاں
جن کی ہمیں چُھونے کی اوقات نہیں ہوتی
अक्सर वही लोग उठाते हैं हम पर उँगलियाँ,
जिनकी हमें छूने की औकात नहीं होती।
Mohabbat Izzat Hai Khairat Nahi, Naseeb
Mohabbat Izzat Hai Khairat Nahi
Naseeb Se Milti Hai Aukat Se Nahi
Mujhe Pataana Tere Bus Ki Baat Nahi, Aur Main
Mujhe Pataana Tere Bus Ki Baat Nahi
Aur Main Tujhse Set Ho Jaun Teri Itni Aukat Nahi
Aukat Se Zyada Mohabbat Kar Lee
Aukat Se Zyada Mohabbat Kar Lee
Isliye Bardasht Se Zyada Dard Mila
Jise Nibha Na Sakun Aisa Vaada Nahi
Jise Nibha Na Sakun Aisa Wada Nahi Karta
Daava Koi Aukat Se Zyada Nahin Karta
جسے نبھا نہ سکوں ایسا وعدہ نہیں کرتا
دعوٰی کوئی اوقات سے زیادہ نہیں کرتا
जिसे निभा न सकूँ ऐसा वादा नहीं करता
दावा कोई औकात से ज्यादा नहीं करता।
Beth Jaata Hun Khak Per Akser, Apni
Beth Jaata Hun Khak Per Akser
Apni Aukat Achi Lagti Hai
Shaak Se Jo Gir Jayein Hum Woh Patte Nahi
Shaak Se Jo Gir Jayein Hum Woh Patte Nahi
Aandhiyon Se Kehna Woh Apni Aukat Mein Rahein