Awaz Shayari is a form of Urdu poetry that celebrates the power of the voice. It is a genre of poetry that acknowledges the impact that words can have on people's lives. Awaz Shayari is a powerful form of expression that uses language and rhythm to create an impact on the listener. It is a genre of poetry that resonates with those who appreciate the beauty and power of language.
Juz tere koi bhi din raat na jaane mere
جز ترے کوئی بھی دن رات نہ جانے میرے
تو کہاں ہے مگر اے دوست پرانے میرے
تو بھی خوشبو ہے مگر میرا تجسس بے کار
برگ آوارہ کی مانند ٹھکانے میرے
شمع کی لو تھی کہ وہ تو تھا مگر ہجر کی رات
دیر تک روتا رہا کوئی سرہانے میرے
juz tere koi bhi din raat na jaane mere
tu kahan hai magar ai dost purane mere
tu bhi KHushbu hai magar mera tajassus bekar
barg-e-awara ki manind Thikane mere
shama ki lau thi ki wo tu tha magar hijr ki raat
der tak rota
जुज़ तिरे कोई भी दिन रात न जाने मेरे
तू कहाँ है मगर ऐ दोस्त पुराने मेरे
तू भी ख़ुशबू है मगर मेरा तजस्सुस बेकार
बर्ग-ए-आवारा की मानिंद ठिकाने मेरे
शम्अ की लौ थी कि वो तू था मगर हिज्र की रात
देर तक रोता रहा कोई सिरहाने मेरे
Mer Chahat Nahi Beeti Abhi Kuch Bhi Nahi Badla
Mer Chahat Nahi Beeti Abhi Kuch Bhi Nahi Badla
Agar Chaho, Agar Samjho, Meri Maano Toh Laut Aao
Beh Maut Mar Jaate Hain, Be Awaz Rone Wale
Beh Maut Mar Jaate Hain
Be Awaz Rone Wale
Tera chup rehna mery zehan mein kia baith gaya
Tera chup rehna mery zehan mein kia baith gaya
Itni awazein tujhe dy ke gala baith gaya
تیرا چپ رہنا مرے ذہن میں کیا بیٹھ گیا
اتنی آوازیں تجھے دیں کہ گلا بیٹھ گیا
Yaaron Ki Mehfil Aese Jamai Jaati Hai Kholne
Yaaron Ki Mehfil Aese Jamai Jaati Hai
Kholne Se Pehle Bottle Hilayi Jaati Hai
Phir Tute Dil Walon Ko Awaaz Lagayi Jaati Hai
Ke Aao Yahan Dard e Dil Ki Dawa Pilayi Jaati Hai
Meri khamoshiyon mein larzan hai
Meri khamoshiyon mein larzan hai
Mere nalon ki gum-shuda awaz
میری خاموشیوں میں لرزاں ہے
میرے نالوں کی گم شدہ آواز
मेरी ख़ामोशियों में लर्ज़ां है
मेरे नालों की गुम-शुदा आवाज़
Mat Sahi Hamain Jaano Phirta Hai Falak
Mat Sahi Hamain Jaano Phirta Hai Falak Barson
Tab Khak K Parde Se Insaan Nikalte Hain
مت سہل ہمیں جانو پھرتا ہے فلک برسوں
تب خاک کے پردے سے انسان نکلتے ہیں
मत सहल हमें जानो फिरता है फ़लक बरसों
तब ख़ाक के पर्दे से इंसान निकलते हैं
Natija phir wahi hoga
Natija hir wahi hoga
suna hai saal badle ga
نتیجہ پھر وہی ہوگا
ﺳُﻨﺎ ﮨﮯ ﺳﺎﻝ ﺑﺪﻟﮯ ﮔﺎ
Dil chahta hai is ki taraf lout jaye hum
Dil chahta hai is ki taraf lout jaye hum
Lekin wo shaks el dafa awaz tu de
دل چاہتا ہے اس کی طرف لوٹ جائیں ہم
لیکن وہ شخص اک دفع آواز تو دے
Mai Jo Bola Kaha K Ye Awaz
Mai Jo Bola Kaha K Ye Awaz
Usi Khana-Kharab Ki Si Hai
میں جو بولا کہا کہ یہ آواز
اسی خانہ خراب کی سی ہے
मैं जो बोला कहा कि ये आवाज़
उसी ख़ाना-ख़राब की सी है
Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai
Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai
Meri Khamosh Lehjon Ki Woh Aik Sada Bhi Hai
Rehta Hai Subha o Sham Woh Mere Wajood Mein
Meri Awaz Mera Lehja Meri Adaa Bhi Hai