Baatein Shayari and Poetry are a popular form of Urdu literature that capture the essence of conversations and dialogue. Baatein Shayari is a type of poetic expression that explores the power of words and the emotions they convey. These poetic verses are known for their rich imagery and profound meanings, which often reflect on the complexities of human relationships and interactions. From the expressions of joy and laughter to the struggles of misunderstanding and miscommunication, Baatein Shayari and Poetry offer a unique window into the art of conversation and the importance of effective communication. If you are a lover of poetry and wish to explore the world of Baatein Shayari and Poetry, you will discover a wealth of masterful poets and verses to enjoy.
Zra Talkh Lehje Mein Baat Kar Zra Be Rukhi Se Paish Aa
Zra Talkh Lehje Mein Baat Kar Zra Be Rukhi Se Paish Aa,
Main Isi Nazar Se Tabah Hua Mujhe Dekh Na Pyar Se
ذرا تلخ لہجے میں بات کر ذرا بے رخی سے پیش آ
میں اسی نظر سے تباہ ہوا مجھے دیکھ نہ پیار سے
Chahat Mein Kya Duniya Daari Ishq Mein Kaisi Majboori
Chahat Mein Kya Duniya Daari Ishq Mein Kaisi Majboori,
Maine Dil Ki Baat Rakhi Aur Tu Ne Duniya Walon Ki
Mohabbat Kar Ke Dekhi Hai Mohabbat Saaf Dhoka Hai
Mohabbat Kar Ke Dekhi Hai Mohabbat Saaf Dhoka Hai,
Yeh Sab Kehne Ki Baatein Hain Kaun Kisi Ka Hota Hai
Tere Lafzon Mein Woh Tafseel Kahan, Apni Aankhon
Tere Lafzon Mein Woh Tafseel Kahan,
Apni Aankhon Se Kaho Baat Karein
Saif Andaz e Bayaa’n Rang Badal Deta Hai
Saif Andaz e Bayaa’n Rang Badal Deta Hai,
Warna Duniya Mein Koi Baat Nayi Baat Nahi
سیف اندازِ بیاں رنگ بدل دیتا ہے
ورنہ دُنیا میں کوئی بات نئی بات نہیں
سیف الدین سیف
Umar Beet Gayi Per Ek Zara Si Baat Samajh
Umar Beet Gayi Per Ek Zara Si Baat Samajh Na Aayi,
Ho Jaye Jinse Mohabbat Woh Log Kadar Kyun Nahi Karte
Kaun Jeete Ga Un Se Baaton Mein, Jinki Aankhen
Kaun Jeete Ga Un Se Baaton Mein,
Jinki Aankhen Kalaam Karti Hain
Humein Aata Nahi Fun, Sar Jhuka Ke Baat Karne Ka
Humein Aata Nahi Fun, Sar Jhuka Ke Baat Karne Ka,
Hum Haq Ki Baat Per Gargan Kata Dene Ke Qaail Hain
Dhair Baatein Hain Dhair Shikwe Hain
Dhair Baatein Hain Dhair Shikwe Hain,
Khud Se Karta Hoon Khud Se Larta Hoon
Tum Samundar Ki Baat Karte Ho, Log Aankhon Mein
Tum Samundar Ki Baat Karte Ho,
Log Aankhon Mein Doob Jaate Hain